jaiza: Hedging ka sahi Tareeka
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: Hedging ka sahi Tareeka
    Dear members pak forex forum pay senior members aksar junior members aur new tarders ko aik baat samjhatay hain kay jab bhi trade loss mai jaa rahi ho tou uss kay opposite trade open ker laini chaiye kiyu kay iss tarah aik trade ka loss dusray mai profit ko ziada kerta rehta hai jiss say account wash nahi hota hai. Iss sarey tareeka kaar ya trading strategy ko hedging kaha jata hai. hedging ki strategy sirf junior ya small tarders kay liye he work nahi kerti bulkay iss ko bohat barey barey aur expert traders bhi apnay losses ko bachanay kay liye use kertay rehtay hain.

    Hedging ka asal tareeka kaar kuch aisay hota hai kay jab aik tarde mai loss hoto dusri trade uss kay ulat mai open ker li jaey. ab ye tarde kiss pair mai open ki jaey. Agar misaal say samjhain tou achi tarah aur asaani say samajh ajey gi. Agar aik tarder nay eur/usd mai sell ki trade open ki aur wo loss mai jani shuru hogai hai. to kabhi bhi usi pair mai buy ki trade nahi lagaey bulkay usd kay kisi bhi aur pair ko select karain jaisay kay usd/chf hai aur uss pair mai achay lot size kay saath buy ki trade open ker lain kiyu kay jab eur/usd mai usd ki sell loss day gi tou uss waqt usd/chf usd ki buy ki tarde lot size ziada honay say loss bhi recover kerwa day gi aur profit bhi hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: Hedging ka sahi Tareeka

    Dear ais market mai ap phly apny analysis karty hai aor aik trade laga dety hai aus k sath ap ais mai pending order laga dety hai agar ap ki trade take profit wali side par jati hai to ap ka pending order ni lagta magar jab market loss wali side par jati hai to aus time ap k account par pending trade lag jati hai aor ap ko aus par profit hona start ho jata hai ye trade phly wali trade se bari hoti hai aor ais mai market agar thora sa ap ki side par jati hai to ap ka loss recover ho jata hai aor ap ki dono trades mai over all profit hona start ho jata hai aor ais k sath hi hum aik aor pending order laga lety hai jis se market agar ap ka pending order autha leti hai to ap ais market mai pending orders lagty rehty hai aor profit bana lety hain.

    Click image for larger version

Name:	Hedging.jpg
Views:	6
Size:	31.8 کلوبائٹ
ID:	12323493
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: Hedging ka sahi Tareeka

      Ji bhaijaan aapane bilkul theek baat ki hai main aapki baat se bilkul agri karta hun Agar ham log Is Tarah Se Kam Karte Hain To Ham Logon Ko forex market Se kamyabi Mil sakti hai aur ham Logon Ko iska bahut hi jyada fayda hota hai jisse ham log trading Karke Kafi Achcha profit hassil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: Hedging ka sahi Tareeka

        Ji Assalamualaikum Pyare bhaijaan Pav Forex forum per senior members Akshara junior members on new trailers ko ek baat samajh Jaate Hain Ki Jab Bhi trade laws Mein ja rahi ho to Uske opposite trade open kar leni chahie Kyunki ISI Tarah Ek trade Carlos dusre Mein profit ko Jyada Karta rahata Hai jisse account was Nahin Hota Hai Is Se Sare tarike ka trading tarike karko handling Kaha Jata Hai handling ke tarike ka sirf junior yah Sambhal traders ke liye work Nahin Hoti Karte balke isko bahut bade bade aur expert Riders Bhi Apne loss ko bachane ke liye use karte hain heading ka Asal Tarika kar kuch aisa hota hai ki Jab aap ek trade Mein loss ho to dusri trade Uske ulte mein open kar di jaaye ab yah trade Kisi pair mein open kijiye Agar Misal se Samjha Jaaye to acchi Tarah aur aasani se samajh a Jayegi Agar Ek trader Ne error USD Mein sale ki trade open ki aur vah loss Mein Chali Gai aur to kabhi bhi use bare mein boy ki trade Nahin lagaen balke USD ke kisi bhi aur pair ko select Karen ya se que USD CHF aur uske bare mein acche load size ke sath boy ki trade open kar len Kyunki Jab you are USD Mein USD ki sale loss Degi to use Waqt USD CHF USD ki boy ki trade load size Jyada hone se loss bhi recover kar Legi aur profit bhi Degi
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: Hedging ka sahi Tareeka

          hedging hamen normal situation main nhe karne cahiye balke hedgig to hamen tab karne cahiye jab hamara account wash hone wala ho to yeh us situation main kam ayta hae oe yeh method work bhe karta hae agar ap planing ke sth is main kam karte hain to ab dekhen agar apka account wash hone wala hae to unhen pairs ke against ap same lot ke stah trades open kar len apka account ke equity wahen rok jaen ge na up ho ge na down ho ge ab apka account kese bache ga jab market up jae to aik main profir jab kafi zayada up chale jae to ap ne profit wale trades ko close kar dena hae or is tarah se apke equity bhe increase ho jae ge or apke accout ke bachne ke chances bhe increase ho jaen ge to phir market jab retrace kare ge to yeh jo dosre trades hote hain wo bhe close ho jate hain to is tarah se hamne bhe cahiye ke hum is main sahe tarah se use kiya karen take hum is main se faida hasil kar saken apka account bach sakta hae agar ap is ka sahe tarah se istemal karte hain to bas ache se isko use karen or is se faida hasil karne ke liye is main apne kam ko bhe acha karen tab he to ap is main se kuch na kuch gain karte he hain or successful bhe ho sakte hain bas is main mehnat karte rahen jitna zayada is main m,ehnat karen ge ap is main utna he is method se faida bhe haisl kar he jaen ge or is main bhe successful ho saken ge bas kam ko acha karen or mehnat karte rahen take ap is main se successful ho saken or ache tarah se faida gain kar saken tab he to ap is main kamyab ho jaya karte hain

          اب آن لائن

          Working...
          X