lalach ki main waja ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: lalach ki main waja ??

    Assalam o Alikum my daer bhai jan ap ki baat bilkul thik hy k hamy pakistan forex ma kam krta wahat koi bhi lalach nhi krni chahiya jisa hamy koi bhi noqsan ho bad ma hm log naqam ho jay
    Malik Fiaz khokhar
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: lalach ki main waja ??

      JI ha ap nay bilkul sahi Kaha hai ke hamain chahiye k hum apni jo b post or thread karain quality wali hon jiss say forex k baki members k knowledge or experince main azafa ho saky tabhi hum loss say bach sakty hain or forex ko pay akr log lalach krty hy wo as laykrty hy k wo zyda say zyda passy jamny k chakr main jab wo log asii harkty krty hy tu wi seedy loss ki trf jaty hy jo bhi forex pay lalach krta hy rato rat ameer banany lag jata hy thank you everyone
      • #18 Collapse

        Re: lalach ki main waja ??

        Brother is me kaam kerna bahut hi asan he lekin me ap ko kaam kerny se pehly is me apna aik target set kerna hota he and ap ko is me apny liye kuch asool bnanny hoty hen and is k ilawa ap ko in sab sakhti se amal ker k apny daily k target ko achive kerna hota he and jab ap ka target achive ho jay to ap is me kaam kerna stop ker den and is me ziada ka lalach na kren q k is chakar me ap apna earn kia hoa profit bhi loss me de den ge
        • #19 Collapse

          Re: lalach ki main waja ??

          Assalam o aalaikum g han friends ap ki baat bilkul thik hy Pakistan forex lalach ki man wsja yehy hum thoorty hi wsqt min ziyada boness kmaany k chkar hoty aur humin ziyada experience bhi nahin hota hum chaty k hamin ziyada sy ziyada boness kmaa sakin is lia hamary pass experience hota nahin aur hum lalach min hoty k hum ziyada sy ziyada kamyabi hasil krin aur ziyada sy ziyada boness kmaa sakin
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: lalach ki main waja ??

            Lalach ki waja yehi hai k insaan raaton raat Ameer hona chahta hai aur is k ilawa loss us se bardaasht nhi hota aur wo emotional ho jata hai aur lalach mein aa kar achhay signal ka b wait nhi karta

            اب آن لائن

            Working...
            X