lalach ki main waja ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lalach ki main waja ??
    assalam o alikum dear members hope ap sub kahiriyt sa hongy ...my tamam memerbs sa request hai k kindly mujy bata dain k forex main hamen lalach kun hota hai or kis cheez ka lalch hota hai is main
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lalach ki main waja ??

    Lalach har insan ke fitrat mai hai aur har insan starting mai iss may lalach karta hai jis kai waja say aksar account wash kar bait jata hai agar ham iss mai sahe say kaam karna chahtay hain to hamai chaye issko sahe say trade karai aur lalach na karai iss mai.
    • #3 Collapse

      Re: lalach ki main waja ??

      assalam.o.alaikum
      laluch ki forex mn main wajah yeh hay k hum forex main jo post or thread karty hain woh quantity main to hoti hain per quality wali nh hoti hain ...hamain chahiye k hum apni jo b post or thread karain quality wali hon jiss say forex k baki members k knowledge or experince main azafa ho saky...tabhi hum loss say bach sakty hain ...or ek achy trader ban k forex main kamiyab ho sakty hn
      • #4 Collapse

        Re: lalach ki main waja ??

        Jb insan koi bhi Kam krta Hai r us men profit ya Paisa ho to fitri tor pe lalch paida ho jata Hai r her insan ke wish hoti Hai keh woh zyada se zyada profit Hasil kre lkn yeh lalch khatam Ni hoti bal keh aksar to iska anjam he nuqsan deh hota hai
        • #5 Collapse

          Re: lalach ki main waja ??

          dear friends lalach ki yahi waja hosakti hai k admi trading kerte wakt tora sa profit hasil ho leken admi pir bhi trade lagaker rakhta hia aur akhir kar pir loss hojata hai aur sara profit bhi challa jata hai islliye lalach achi chiz nhi hai dosto
          • #6 Collapse

            Re: lalach ki main waja ??

            dear lalach ki waja yahi k ham thory waqt main aur mehnat k baghair zyada profit earn kar lain..jis ka ulat nuqsan ho jata hai trader ko..dear iss business main lalach aisy hota hai k aap jab trade karty hain to market ko samjhy baghair bari lot laga dety hain yeh cheez laalach main aati hai..
            • #7 Collapse

              Re: lalach ki main waja ??

              Lalch ki main waja jb HM log trading krty hn tOu is se hmra account jb zeada ki wish main aur zeada trade open krty hn double trading krty hn tOu hm lalch krty hn jis ki waja se hmara account wash BHI hOjata ha overnight ameer hony k Chkr main HM zeada achy se trading nai krpaty
              • #8 Collapse

                Re: lalach ki main waja ??

                Asslam o Alaikum friends forex ko lalach say oak rkna chye forex ko pay akr log lalach krty hy wo as laykrty hy k wo zyda say zyda passy jamny k chakr main jab wo log asii harkty krty hy tu wi seedy loss ki trf jaty hy jo bhi forex pay lalach krta hy rato rat ameer banany lag jata hy wo nakm hota hy jo mahant kr k sabr krta hy whii hi humsha kamyab hota hy
                • #9 Collapse

                  Re: lalach ki main waja ??

                  bhai mery jis chez me paisa involve ho jaye waha lalivh bhi paisy ka hota hai lalochi insaan or zayada profit ky chakro me hota hai or apna kaam khrab kar bethta hs
                  Achy Threads py thanks tu banta hai na
                  • #10 Collapse

                    Re: lalach ki main waja ??

                    Lalach ki main waja bhoot sa profit or bonus gain krna ha jab insan ky dill ma lalach ajti ha that wo koi bhi kam nahi krskta agr ap mehnati hongyntu apko achi success hasil. Hogi lkn agar apky dill ma lalach ajati ha tu is k and ap koi kabi bhi success nahi hasil hoskti behter ha lalach na krun
                    • #11 Collapse

                      Re: lalach ki main waja ??

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Fairynaz پيغام ديکھيے
                      assalam o alikum dear members hope ap sub kahiriyt sa hongy ...my tamam memerbs sa request hai k kindly mujy bata dain k forex main hamen lalach kun hota hai or kis cheez ka lalch hota hai is main
                      Lalas ka main reason kya hota hai K traders try karte hain keva trading Karke Jyada Se Jyada profit banaen ISI vajah se hota hai Kyunki unko profit per satisfaction Nahin Hoti aur FIR vah lalach Karte Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: lalach ki main waja ??

                        G han ap ny bikul thk kh rhay hoo forex ik asa business hy jo bhut hi fast hy jb ko risk kam hota hy insan ko khud bkhud lalch my aa jata hy aur lalch insan ko ko brbad kr datay hy aur hmai experience k sath kam krna chiy aur aur achi trade krnay sy posting achi hogi aur lalch sy bhi bch sktay hy
                        • #13 Collapse

                          Re: lalach ki main waja ??

                          Lalach ki koi waja nai hoti bus insaan fitrat Hai k insaan lalachi Hai ussy bus Zara apna Faida nazar Aya lalach suru Kar di halan k hum janty b hain k lalach karny se insaan ko nuqsaan hota hai lakin phir b hum lalach ko choorty nai aur iss k waja se apni zindgi mushkil bna lety hain
                          • #14 Collapse

                            Re: lalach ki main waja ??

                            lalch ke main waja yahe hi ke insan ko passion nhi hai who chata hi ke who ak he din ma ameer bnjae isslye who greedy hota hi or big lot size se trading shru krdeta hi issi waja se forex mai sub se phele apne pschology per command hasil krne hi taky ap log small lot size se trading kre or greedy na ho isslye apko trade lagane se phele risk dekhlena chiye ke 1% se zada risk to nhi horha hi isse apke lalach kum hojaegy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: lalach ki main waja ??

                              Forex main aksar traders zyada profit ka lalach karte hain lekin ye nahi sochte ke lalach main un ka nuksaan hi hai lalach karne se profit nahi balke loss hota hai so hame lalach ko khatam karna chaye or mehnat se akm akrna chaye kyun ke mehnat hi hame kamyabi ki taraf le jati hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X