forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

    ap sahi keh rahy hy kch log mehnat krty hy lekin nakam ho jaty hy mostly asa nh hota bhtt kam log hoty hy jo mehnat krty hy lekin nakam ho jaty hy q k kisi ki mehnat zaya nh hoti jin logon ko market ka or trade k bary me sahi knowledge nh hota experience nh hota acha plan nh krty woh nakam hoty hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

      Forex main aksar mehnat karne walon ki na kami ki waja ye hai ke wo mehnat tou karte hain lekin mistakes ko repeat karte hain apni mistakes ko avoid krne ki bajae ignore karte hain jis waja se ye mistakes un kew liye musalsal loss ka sabab banti hain.
      • #18 Collapse

        Re: forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

        Ji assalam walekum Mere Pyare dost aapane bilkul theek hai jo log ismein mehnat karte hain vah Bhi Na kam ho Jaate Hain Agar wala kam ho Jaate Hain To unko Himmat nahin karna chahie Agar Himmat Haar Gaye to Varnanakam hi Rah jaenge
        • #19 Collapse

          Re: forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

          Hindi bhajan starting Mein knowledge or experience kam hone ki vajah se yah Jarur hai ki Ham na kam hote hain lekin Main Agar Ham Apne mind ko fresh rakhkar Forex trading ka Achcha knowledge experience hai Hasil kar lene ke bad is business Mein kam Karte Hain To bahut hi Achcha profit earning kar sakte hain
          • #20 Collapse

            Re: forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

            wailakum assalam . ji han dear bhot se log hoty hain aysy jo forex me mehanat krny ky bawajod forex me nakam ho jaty hain. is ki bari waja ye hai ky wo log sabar nhi krty . expert hony ky bawjod wo lalach kr jaty ain. aur lalach ka anjam bura hota hai .
            First LEARN Then You Can Remove The "L"
            • #21 Collapse

              Re: forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

              good afternoon dear friend aap theek kah rahe hain kuchh member bilkul mehnat karte hain lekin na kam ho jate Hain kyunki vah bahut jyada lalach karte hain aur trading mein lalach karne wala mil per long term ke liye kamyab nahin ho sakta thoda profit earn karega lekin kaam ho jaega......
              • #22 Collapse

                Re: forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

                asslam-o-alikum dear yeh boht kum hota hai ke mehnat karne wala forex ma nakam hua hoo. humien yeh nahi bholna chaiye ke mehnat ke sath hi humien knowldge or experience hasil hota hai isi tarha hum is kabil bante hain ke trade kar sakien. agar mehnat karne wale ko nakami hoti hai tu usy dil chota nahi karna chaiye failure fatal nahi hai failure se hi aap sekhte hain. thanx
                • #23 Collapse

                  Re: forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

                  Assalam o Alikum,
                  G es ki basic reason ye hoti h k hum forex ma mehnet to kr rhy hoty hein but trading ko learn nai kr rhy hoty sirf apny mind sa hi forex ma threads r posts kr rhy hoty hein r us ma ye nai dakty k jo hum lik rhy jein wo asa h k jis sa dosry members k ob fayda ho r forex b hmary kaam sa satisfied ho kr hmein aca bonus day es liye mehnet jitni b krein kaam quality wala ho na cheaye.
                  • #24 Collapse

                    Re: forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

                    forex mai khch log din rat mehnat krte ha lkin wo kamzab ni ho pate jis ki sb se bhre waja zai ha k ap ko learning k lai koi acha platforum ni mil pata jo ap ko learn krne k lai acha knowledge de za ap k pass complete knowledge ni hta ha forex jis ki waja se ap forex mai nkam ho jte ha
                    • #25 Collapse

                      Re: forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

                      G han bilkul forex ma kafy log mehnat bi karty hy lakin phr bi unfortunately wo fail hojaty hy ma anko yha recommend krta ho k wo hemmat kry sabit qadam rahy confident rahy our as forem sy kinara kashi akhtiyar na kry to ap ko inshallah success milly gy.and second wo jha kuch kami kr rahy hy asko fil kry.ta k next time as jaga mar na kha sky.third ya k kuch apki experience our skill ma kami hongy asko doroat krly
                      • #26 Collapse

                        Re: forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

                        g dakhyn ap ki baat k sath main agree keta hn kuch hotay hn aisay loog jo mehnut to bahut kertay hn magr woh forex mn koe proper jaga ni bna patay hn ur nakami ko galay laga latay hn is ki waja ho sakti hae k jo woh mehnut to kertay hn mager jo zroori chese hoti hae kamyabi kalea woh hae acha experience and knowledge jo un k pass ni hota ur woh shayd islea nakam ho jatay hn
                        • #27 Collapse

                          Re: forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

                          Ji han bahut se log Forex trading Mein mehnat karte hain lekin Varna kam ho Jaate Hain Kyunki log mehnat to karte hain lekin Unki mehnat karne ki direction Sahi Nahin Hoti aur vah Apna trade aur kam jo hai vah acche tarike se nahin kar paate unko knowledge ki Kami hoti hai isliye vah Achcha tarike Se Kam Nahin Karte Is Tarah vah apni mehnat ko Jaya kar Baithe Hain aur na kam ho Jaate Hain
                          🌼 Never Give Up 🌼
                          • #28 Collapse

                            Re: forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

                            Ji han bilkul Forex mein jo log mehnat karte hain vah acchi quality ki posting bhi Karen mehnat karne se kamyabi jarur milati hai vah log mehnat to karte honge lekin apni post ki quality acchi nahin rakhte honge professional bankar posting nahin karte honge isliye unki mehnat jaati hai hamen Forex mein professionnel hokar kam karna chahie tab hi Ham ismein kamyabi Hasil kar sakte hain
                            • #29 Collapse

                              Re: forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

                              Our local natural gas company loses money every summer. But it makes back the
                              losses and more in the winter when everyone needs gas for heating their houses.
                              Your trend-following strategy will lose money in choppy markets, but if designed
                              correctly, will make back the losses and more when the big move comes.
                              Every business goes through sales slumps and recessions. It goes with the
                              territory. Trading is no exception. Eventually, the market, for a period of time,
                              will not produce the market action for which your strategy was designed. It goes
                              with the territory.
                              All markets have cyclical volatility. All markets trend and then go sideways. All
                              strategies have losses. Accept this as a cost of doing business.
                              Losing trades are simply a cost of doing business, nothing more, nothing less.
                              Every business makes scrap. Manufacturing businesses make scrap parts,
                              restaurants serve poor dinners, and service companies have to refund for poor
                              service. Every business produces some percentage of defective products. We
                              traders have losing trades
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

                                walikum assalam ...g theak kaha hai apny aksar aisy members bhe hai jo mehnat to karty hain magar wo kamiyab nahi ho paty hain .usky pichy main waja ye bhe ho sakti hai k wo just postings ki target ki limit tak rehty hain is sa zeada nahi learning karty hain or active mind k sath kam nahi kar rahay hoty hain ..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X