forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???
    assalam o alikum! mAIN UMEED KARTA HUN FOREX KO USE KARNY WALY SB MEMBER KHAIREYAT SY HOUN GY main ye baat pochna chahat houn khy kuch loog forex main mehnat karty hain lakin mehnat karny k bawajood wo nakaam ho jaty hain kia ap mujhy es ke wja bata skty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

    bhai jan mn ap ki bat ka bhi ihtram krta hon k vaki koch log mehnat krty hyn or vo nakam ho jaty hyn bhai jan mn ap ko btana chata hon k sirf mehnat krna say kabhi kamybi ni milti mehnat k sath sath tajarba ka hona bhi lazmi hota hy agr hamry pas taharaba ni hy to hmari mehnat ksi kam ki ni hoti
    • #3 Collapse

      Re: forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

      G han brother kuch log aisay hotay hain jo mehnat bi kartay hain but us k bawajod woh acha profit earn karnay kabel nai hotay aur un ko loss ho jata hay aur aisa esleay hota hay q kah un ki mehnat ki direction thek nai hoti so agar woh ek sahi direction main mehnat kar k forex trading ko sahi tarah learn kar letay hain to un ko zarur profit hoga.
      • #4 Collapse

        Re: forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

        main samajhta Hun ki forex business mein aise log hi Hamesha nakam hote hain joki proper nali shasak nahin karte chahe vah jitni bhi mehnat kar le jab tak aap ke pass se acha Na Lage Aur achcha experience nahin hoga aap kabhi bhi acche trader nahin ban sake gaye
        • #5 Collapse

          Re: forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

          Dear friend apni mehnat ko continue Rakhna chahie senior members ko follow karke apni Kamyab strategery banaen..
          • #6 Collapse

            Re: forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

            g haan forex mein kuch log mehnaat karte hain magar woh log phir bhi naakam hojaty hain... kyun k unn logon mein jazba nae hota agyee bharne ka jis mein yeh jazba agar peda hojaye toh woh yahan kabhi bhi naakam nae ho sakta... trading mein mehnat k sath sath jazba hona hi buhat important baat hai...
            • #7 Collapse

              Re: forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

              Han g bilkul is kam me bri mehnat or bari lagan ki zrorat hoti he time or mehnat ki zrorat hoti he. mehnat me azmat hai azmat matlab shan kahen aap Amat khar nhi samjh lena.Mehnat kro iska phal mile ga
              @xim@lik
              • #8 Collapse

                Re: forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

                Asslam o Alaikum Dear Member ap ki nazr main kuch log mahant krty hy ljn wo nakm ho jaty hy asal main wo log nakm as wja say hoty hy wo mahant tu krty hy lkn mahant k sth wo khowlage gain ni krty forex ko thk say achi tra samjty nii hy un k pas earning ka acha tujraba ni hota jas wja say un ki mahant zya hoti hy ir wo log nakm ho jaty hy
                • #9 Collapse

                  Re: forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

                  g han bilkul forex main bahut se members har month forex ko join karte hain lakin wo is main waqte tor par kamayb he ho pate hain lakin un ko kabhe bhe is se mayos nhe hona cahiye balke un ko cahiye ke wo is business main mehnat kare or himmat se kam le or is bat ko samne rakhe ke Allah kisi ke mehnat waste nhe karta hae
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

                    Ji han apny theek kaha hai kuch log forex main kaafi mehnat karty hain mager is mehnat karny kay bawajod bhi wo achi trading nahi karty hain so apko chiye kay forex main ik to ap mehnat karty hain dosera apka luck ka bhi acha hona bahot zarori hai mehnat or luck dono ko ager sat ho to ap kamiyb hoty hain .
                    • #11 Collapse

                      Re: forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

                      sabhee forex kay bhaiyo ko adabe jitnay bhee log instaforex ko join kiya hua hay mihnat bhee kartay he lakin nakam hotay hay un ki nakami ki wja hy sahi threday na karna postay sahi nahee kartay aor jub bonus mil jata hay to treding ka un ko pata nahee hota jub ye sabhee kaam sahee nahe ho gay to phir kaamyabi kaisay mumkin hay
                      • #12 Collapse

                        Re: forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

                        Ji bilkul Aana theek hai Forex mein bahut se log mehnat karte hain lekin Fir Bhi Na kam hote hain lekin unko yah samajhna chahie kya keune theek tarike se mehnat ki hai ya nahin Kyunki sometime vah Aisi Jagah per mehnat karte hain Jahan per unko Koi fayda Nahin Hota To yah chij aapko Jarur samajh Nahin chahie ki kaun sa knowledge aapko fayda dega aur Kaun Sa Nahin
                        • #13 Collapse

                          Re: forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

                          aisa koi be nai ha jo ka mehnat karta ha aur wo khmayb nai hota ha jo be traders wagra mehnat karta ha aur jo be traders wagra is ka bara ma learning karta ha aur phir is par dil laga karta hi kam karta ha is tyra sa agr zada sa zada s=mehnat wgar karta howa hi forex par acgi trading wgar kar paya gaya aur is tyra sa wo log khmayab ho sakya gaya
                          • #14 Collapse

                            Re: forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

                            g han bilkul sahi keh rahy hain bahoot se log mehnat karty hain liken phr b kamyab nahi hoty hain kyu k wo jaldbazi aur lalch karty hain jis ki waja se wo loss main chaly jaty hain is liye hume chahye k hum is main sabar se kam lain kyu k sabar k phal hamesha meetha hota hai is liye hume chahye k mehnat k sath sath lalch aur jaldbazi se b bachain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex main kuch loog mehnat karty hain lakin wo nakaam ho jaty hain???

                              Asalmu Alaikum to all forex members how are you to all. Hard worker ka kamiyab na honay ki waja un ka hosla hain aksar members mehnat to bht karty hain lalen forex mai jab to real account mai trading start karty hain or ek do loss dehk kar trading ko chor dyty hain jaldi himaat haar jaty hain loss dehk kar . Kamiyani k liay forex mai emotion control bhi zaruri hain like patient.greed aggressiveness etc

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X