ap ka nazdik forex pa asal ma failure kia ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1936 Collapse

    mery nazdeeq to forex trading main failure ki sab say badi waja yahe hay keh humary pass trading kay bary main knowledge kam hota hay jiski waja say humay market main loss ka saman karna parta hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1937 Collapse

      G dosto ye bay to pehly be bta chuka hn ka trading main lalich bilkul b hai krnq q ka jitna ap n target rakha us we aga jao ga to Jo earn kia us we b hath duo betho ga so trading ka San we bhara nuksan zayda lali h hai..Bob
      • #1938 Collapse

        forex main kaam krny say hum ko idea milta hai jis nay is market main kaam ko krna teek say learn nahi kia hai is k pass yehi market say profit ko earn krna muskil ho jata hai her ik trader ko ye note krna hai jis nay is main kaam kr rha hai
        • #1939 Collapse

          Forex main Wo log fail hoty hain Jo ziada earning ka lalach krty hain us chkr mail greed krty hain or ziada kamany k chkr main gambling krty hain phr account block ye hai ask failure or wsy loss or gain to hrr business mai success ka important factor hota hai just we need to work hard and be honest to our work
          • #1940 Collapse

            Forex main loss ka sub se bari wajah greed hai ek trade lagane k baad profit k chakar main usko close nhe krty aur Profit ka greed krty hain jis se loss ho jata hai
            • #1941 Collapse

              mere nazdeek asal me failer wohi hota hai kay jio greedy karta hai jo mehnaty nai karta hai jo aik hi din me rato rat rich honay ka khawab sjhtata hai iks type kay traders is market me bohat i zayadah aur juldi fail ho kay reh jatay hai
              • #1942 Collapse

                forex mein wo hi fail hota hy jo lalach krta hy lalchi insan hamesha fail hota hy chaiye wo zindagi ho ya koi bussiness hoo jo log forex ko dil lga kr kam krty hain wo kabhi kesi lose ka shikar nhi hoty foreex is ab best busssiness for all youngster.
                Mehnat Me Azmat hai
                • #1943 Collapse

                  forex main asal failure hai jab ap apne emotions ko control main na rakh saken agr ap samajhte hain k trade open karte he ap khofzada ho jate hain to ap ko chahye k apne technique py kaam karen
                  • #1944 Collapse

                    forex ke business me failure mujhe apni he mistakes jo ham karte hain wahi lagti hain is business me insan apni he galatiyon se losses ko face karta hai agar proper direction ko focused kar ke kaam karen to hame kabhi bhi failure ka samna nahi karna pare ga na he loss uthana pare ga is business me .
                    • #1945 Collapse

                      mery nazidek forex ma failure wo hy jo knowledge k bina trading kry loss kery aor emotional ho ka forex chore dy forex ma ager kamyaab hona hy to practice aor experience must hy
                      • #1946 Collapse

                        forex ttrading main wo log fail hoty hain jin main patience nahi hoti or jo bohat zayada jazbati hon, jab ye log trading krty hain tou ye lalach main a ker jazbati ho jaty hain or ghalat fesla ly bethty hain jis ki wajah sy forex trading main fail hoty rehty or loss main jaty rehty hain
                        • #1947 Collapse

                          forex man jub trader enter hu jatta ha tu o ku chahye jub aik baar aa hi gya ha tu yahan say kuh lay ker jai kuch seekh ker jai wysy yahan say na jai ager trader aik 2 loss k baad hala jai tu ye failure ha oc ka
                          • #1948 Collapse

                            agar hum forex trading kay bary main learn nahi karen gay to ye baat humay loss karwati hay kyun keh apna knowledge enhance kar kay he hum forex trading main kamyab ho sakty hay
                            • #1949 Collapse

                              is main jo greed say kam leta hai wo hi is main failure hai is main knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k market main sucess ho saky gay aur trend ko use kar k hi hum earn karein gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1950 Collapse

                                I think k failure ki reason lack of knowledge and trading skills han hum without proper learning is business me trading start kar dety han aur greed bhi karty han jis ki waja se humy is business me loss ho jata han isi liye humy chahye k hum first of all is business k learn kary aur apni trading skills ko improve kary and then real trading start kary.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X