ap ka nazdik forex pa asal ma failure kia ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1861 Collapse

    Forex market mai knowledge aur experience bohar zaroori hai. Ap knowledge aur experience ki madad se ap ap es market mai kamyabi hasil kr sakty hai. Knowledge bohat zaroori hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1862 Collapse

      forex trading mien mere hisab se failure ye hai ke is mein ap loss karte hian aur phir ap us loss se sabaq nahi sekehte aur phir se wo h mistakes ap repeat karte rehte hain.
      • #1863 Collapse

        hmmmm asl mn mn ap ki bat ko acha sa sumjh pata hn ap na jo bat ke ha ka ek time aisa ata ha ka log khta han ka ab buss forex mn rehna ka koi faida nhn ha mn chor jata hn dear to es ka liya best thing yehi ha ka forex market ka ander kam krna wala logon ka liya yeh stage tb ati ha jub woh log apni hardly earning ko full e loss kr jata hn to in ko bhot e dukha hota ha and woh market sa e nkl jata hn g
        • #1864 Collapse

          Agr ap forex narket mai begar kniwledge aur experience seshoro kray gy tou ap forex markwtmai kamyabi nahi hasil krsktay hai. Aur ap ko nuksan zada se zada ho gy.
          • #1865 Collapse

            Forex trading me over trading traders ko loss deti hai.Trading ko agar proper kia jay tu wo failure nhi ho gi.Traders ko yaha per trading manage kar kay karna hoti hai.Traders ki apni mistakes ki waja say wo fail hoty hai.
             
            • #1866 Collapse

              I think forex mai jo traders ziyada laalach karty hai wo ki fail hoty hai qk har business ka rule hai success without greed or jb hum trading mai ziyada greed karty hai tou loss bhi ziyada hota hai isliye phr hum sochty hai ab yaha py faida nahi hai rokne ka.
              • #1867 Collapse

                lalach hi say say bara falier hay forex mein lalchi log forex mein loss kerty hein 1 lakh kay account per hum 10$ kama lein to pakistani 1000 rs bantay hein jo kafi hein hamary kharch nekalay k ley
                • #1868 Collapse

                  Forex trading mein do tarha ke trader hote hai aik wo jo trading ko enjoy karte hai aur dosre wo jo trading se darte hai in main ke he paraq hai aur wo hai knowledge ke kamai aur zayadati
                  • #1869 Collapse

                    Asal failure tab hai jab aap himmat haar jatay hain, profit aur loss har business ka hissa hota ha lehazaa apko himmat nahin harni chahiy aur halat ka muqabla kartay rehna chahiye, achay aur buray halaat har business main aatay hain lekin insan ko muqablay ki himmat kabi nahin harni chahiye.
                    • #1870 Collapse

                      Mere nazdik forex trading business me asal failure wo hay jb hamain aik mistake ka pata hota hy ka aisa karnay say hamain loss ho ga to ham wo phr b kartay hyn is ko asal failure kehtay hyn jan bojh kay galtiyan karna.
                      • #1871 Collapse

                        forex main agar ham soch samajh kar kaam kare to kabhi fail nahee ho sakte ye zaroor hai k kabhi loss ho sakta hai lekin complete fail nahee ho sakte agar aap risk management ko saamne rakh kar trade open kare ge to phri fail nahee ho sake ge
                        • #1872 Collapse

                          asla failure wohi hota hy k jb insan himmat har jaye ya andr sy toot jaye.is ki koi b wja ho skti hy chahy loss hi kyun na ho.to jb insan himmat har jata hy kisi b kam krny sy to asal ma failure wohi hota hy.
                          • #1873 Collapse

                            forex ma zayda tar daakah jaye to failur ka chnases tab hota hae jab hum bhot zayda lalch krte hae or us se kare wajah se jo earn kya hota hae wo beh loss kr date hae to ya tab hota hae jab hume experiense nhe hota hae or hum zayda sae zayda tarde laget hoe market rates ko judge neh karte hae tab asa hota hae us laey sub sae phel hume forex kae demoa count pae experinse hasil krna chyae
                            • #1874 Collapse

                              Asalam o alikum dear ap n both acha question kea ha jab ap itny arsy sy trading kar rehe han knowledge or experience b la rehe han or investment b karty han or profit ni hota ha bar bar loss karty han phr b ap ko trading ki samj ni ati ha to phr trading ko chor sakty han
                              Be safe .its a dangerous market out there...:D
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1875 Collapse

                                hamary nazdik agare koi person forex may kaam karta ha jab tak wo kaam ko samjhy ga nahi us ko chiye k wo forex may in na ho us ko chiye k wo phly demo par apana ak acccount bana kar us par trade karyen phr is may in ho wo
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X