ap ka nazdik forex pa asal ma failure kia ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1621 Collapse

    My dear friends forex main aksar log fail ho jate hain or ic ki waja yhe ke yhe log forex main without experience / without proper knowledge ke trading start kar dete hain or result yhe hota ha ke aise log logs karte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1622 Collapse

      meri nazdeek forex trading may well wo wood hy jo kaam ko dil laga nahi kerta aur nakaami okay bad demotivate ho jay. kiunky jab nakaami hoti to be able to zakham your ex kisi ko lagta hy laikin kamiyab wo wood hoty hy jo ghalti kerky t paraishan nahi hotay aur apni kaam ko bihtar tor for every kernay ki koshish kerty hy.
      • #1623 Collapse

        forex business mein mery nazar mein wohi log fail hotey hain jo acha knowledge aur experience hasil kiye baghaiaar is business mein enter ho jatey hain aur phir is business mein buri trha se floup ho jatey hain.
        • #1624 Collapse

          Dear is business me asal failure yehi ha k jo is business me loss se or mistakes se lesson hasil nahi karta ha kyun k ye aik asa busineaaass ha jis me hmen acha lesson or experince hmeshah apny loss se hi hasil hota ha isi liye loss ko ignore nahi karna chahye
          • #1625 Collapse

            Assalam u alikum friend, forex me hum loss bhi dekhty hain or profit bhi gain krty hain kyun yh ek busines hai or har busines ka part hota hai loss or gain, mager main failure tab hota hai jab hum himmat haar jaaty hain kyun k iss k baad hum trading per focus nhi ker sakty hain or yhi hamara failure hota hai.
            • #1626 Collapse

              bro forex mein asal failure zada laluch ka rujhan hay yehi wajah hay log is mein paisa loose kur jatay hein.. .. bro jo profit un logo ne earn kia hota ha.is liay 1 din mein jitna ap ka target ha wo aghar ap ko mil gaya ha to ap usi per sabar karain.
              • #1627 Collapse

                mein fail wo log hotay hain jo k lalach kartay hain.q k lalack chakar mein wo log wo bhi hath se gawa beathtay hain jo profit un logo ne earn kia hota ha.is liay 1 din mein jitna ap ka target ha wo aghar ap ko mil gaya ha to ap usi per sabar
                • #1628 Collapse

                  yar forex trading ma sarf wo hi kamyab hota hai jo forex ko learn kar k demo account par practice klarta hai our jo learn nai karta wo fail hi hota hai
                  • #1629 Collapse

                    asal mn jo koi bhi forex py lalachi ho jaata hy aur kam waqt mn ziyaada paisy kamaany k baary mn sochny lag parrta hy wo apni laalach ki ...
                    • #1630 Collapse

                      mee nazdeek ut is buisness wohi log hi hotray hai kay jin ko bus yebhi hota hai kay wo is buisness mei boaht hi zayadh say zayadah tar lalch kar lay aur phir aisay lkog is buisness mei fail ho kay baeth jatay hai
                      • #1631 Collapse

                        I think jb yani ap koi trade laga laity ho aur WO apko profit dy jati hey phr aap dobara usi pair par dobara wahe trade laga laity ho tu yai riski hy aur agr ap risk zayada laity ho tu yai bnda kamyab ni hoskta
                        • #1632 Collapse

                          forex mai failure ki waja ap ka kam knowledge ur experience ha. ur ham tab he es kam mai interest ni laty jab hama es ki samj ni ayti ur es waja sa hama loss b hota ha jis ki waja sa ham yahi bhtr samjty ha k ham forex ko chor dain q ka ham es sa zayda risk la b ni sakty hamra pass itna expensive ni hoty ka ham loss ko faace karta raha.
                          • #1633 Collapse

                            ziada failure wo he ha k agar ap greed krty ho forex mein aur apko forex aati b hai magar ap fail ho rhy ho forex me gain krne se greed kr rhy ho to apky loss ki waja yhe hoti hai aur tb ap kabhi is mein success hasil nhi kr skty ho aur ap phir haar maan kr chor dety ho forex ko isly failure greed aur mismanagement ki waja se ho skta hai
                            • #1634 Collapse

                              My dear friends mere nazdeek forex main failure yhe he ke hum forex main thori ci learning ke bad real trading start karin or humin loss hone ke bawajood forex ki muzeed practice nai karte or without proper knowledge ke trading karte rehte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1635 Collapse

                                dear masla ya hay kay kisi ko original peek point nahi pata kay currency pear nay kahan say move hona hay ham sab sirf andaza laga saktay hane ab iss ka asal pata us country kay waziray khazana ko hi hota hay or zahir si bath hay kay wo kisi ko nahi bata ta kay us nay kahan say usd ko girana hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X