ap ka nazdik forex pa asal ma failure kia ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #721 Collapse

    dear forex me asal failure hamari greed hai jis ki waja se hum forex me apni investment loss kar dete hen. ager hum apne skills k sath trade karen aur greed par control karen to hum forex me kamyab ho sakte hen .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #722 Collapse

      Mery khyal main ziada tar traders jo keh forex trading main loss karty hay us main waja yahe hay keh wo forex trading kay bary main kam knowledge rakhty huway trading karty hay aur esi waja say wo loss kar lety hay so humay chahiey keh forex trading kay bary main theak say knowledge gain kare kay shuru karen.
      • #723 Collapse

        well in my opinion the basic failure is always what you want to achieve you could not, due to certain features of the trading that is lack of strategy making and wrong decision .
           
        • #724 Collapse

          Forex ma kya dunia ke har karbobar ma loss hota hy, forex ma failure ye hy ka loss or profit are both involve, fresh trader ho ya older trader risk hota hy, lakin old trader ko kuch na kuch pata hota hy market strategies ke bary ma jab ke newbie trader ke leye muskal hota hy market strategies ko smjny ma.
          • #725 Collapse

            ASSALAM O ALEIKUM hmmm mere bhai mere khayal se to koi failure nh hai ,,,, mjhe to ab tk koi esa point nh dikha jis ko dekh kr hum ye keh sakein k ye failure hai or ab hamien forex chor deini chaye,,, or insan ko kabhi himmat nh harni chaye hamesha mehna krte rehna cahye
            • #726 Collapse

              Asalam O alaikum dear forex mein ek trader tab sahi failure acount hota hai jab wo bohat ziada lalach karne lag jata hai or apne emotions pe control kho deta hai jis ki waja sey total amount apni loss kar bethta hai
              • #727 Collapse

                salam dosto,mery nazdek failure failure h ha or jo log fail hoty ha asal ma greed or shortcut start kar dyty ha is lye bht sa log fail ho gaye ha to unhy chahye ka ap apni mehnat sa kam kary IN SHA ALLAH faida ho ga.
                 
                • #728 Collapse

                  forex me asal nakaam wo bandhaa hai is ko samajh nahi paataa ya samajhney ki koshish hi nahi kartaa agar koi is ko samajh to raha hai magar phir b nuqsaan uthaa raha hai to wo to kabhi na kabhi faida uthaa le ga ba nisbat jo bilkul b nahi samajhta
                  • #729 Collapse

                    ji bhai ap na acha sawal kiya ha humay os time failure hota ha jab humay loss hota ha mujay tab asa feel hota ha jab market ma news sell ki ati ha or forex market buy ho jati ha
                    • #730 Collapse

                      forex me asal failure jub tum bar bar high lot ke wja se high loss kar jaty ho, so mery hyaal se asal loss forex me bad money management and greediness ka use krna hota hy jis se humy high loss melti hy...
                       
                      • #731 Collapse

                        forex main asal main failure hai k humain loss ho jaye aur hum khud forex main mehnat karnay ko chor dy aur forex se douri ikthiar kar lain esi liye humain forex main failure se bachna chahiye hai forex main achi trading karnay k liye puri mehnat karni chahiye hai.
                        • #732 Collapse

                          online exchange forex trading business main wasy tu failure ki bhot si wajoohat hain lakin sb say bari waja ap ki jaldbazi aur money management hai, kun k bhot say log jab market taiz hoti hai tu us waqat jaldbazi main trade krty hain aur loss kr jaty hain aur money management ka b khyal nai rakhtay....
                          • #733 Collapse

                            lack of knowledge , experience and lack of patience is the main cause of being loss in forex trading business . if you do not work hard you may fall in loss in forex trading business .
                            • #734 Collapse

                              arey mere piyaarey bhai ye baat ko itna complicated ku bana rahe ho wese to esa time ata he nahi hai lekin aa b jaye to wo esa hota hai jb banda saarey paisey haar chuka hota hai tb he wo kehta hai ub forex mein koi faida nahi:P
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #735 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: nooruddin پيغام ديکھيے
                                asa to forex pa bht sa log trading krata han or loss or gain b hota ha but wo kon sa point ha jis ma hm khata han k ab forex pa rahna ka koi faida ni ha kab asal ma failure hoti ha kew k loss is not failure explain
                                Forex main failure aksar barri lot ya volume size use karny ki waja sy hota hai aur jab aik trader ko forex main continus loss hota hai tu woh forex ko leave kar deta hai lekin continus loss us waqt hota hai jab forex k baary main knowlege na ho aik aadmi gambling ki tarah trading kary.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X