ap ka nazdik forex pa asal ma failure kia ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #691 Collapse

    Forex main failure ki sab se bari waja lack of knowledge aur confidence hota hai kun k pehle to hum koi profitable trade open nahi kar sakte aur agar open kar b lain to ye pata nahi chalta k kab close karni hai. Is liye market main proper knowledge must hai.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #692 Collapse

      forex main asal failure ziyada greedy hy jub app buhat ziyada lalach karty ho aur ziuada earning karney k ;liye ziyada lose kar jaty ho then app kehty ho jo marzi ho jaey abb trading karna hi nai hy is halat main buht sey log trade sey dur chaly jaty hyn thanks
      • #693 Collapse

        MEry nazdeek failure yeh hay kay aap bohata sara wakt forex per lga chukay hon or still nakam hon kyn kay aap nay isey sahee trah sey shuru he na kia ho, bulkay ap ko khud time zyaa honay ka ehsas hojaye mager phir bhee aap same cheez ker rhey hon ya is field ko chornay ka soch rhey hon, yeh sub sey braa failure hoga.
        اصل پيغام ارسال کردہ از: nooruddin پيغام ديکھيے
        asa to forex pa bht sa log trading krata han or loss or gain b hota ha but wo kon sa point ha jis ma hm khata han k ab forex pa rahna ka koi faida ni ha kab asal ma failure hoti ha kew k loss is not failure explain
        • #694 Collapse

          bhai ma is ma naya hun mujhe failure ka baray ma kisi na btaya nahi lekin uper wala kuch posting ma ha ka ye kuch 90% 92% percent ma kuch likha ha ma is ka baray ma itna hi janta hn
          • #695 Collapse

            differnet reasons or failure:
            lalch
            ilm ka na hona
            experience ka na hona
            • #696 Collapse

              may dear brother forex trading may agar kuch hai brother tu ik hi kam hota hai us may learning and better then earning brother our mujay laga k mujay is say best job our koi nahi mil sakti hai brother agar may is ko follow nahi karonga brother tu agay nahi ja sakta ho brother our wesay b pakistan may koi job tu hai hi nahi brothertu yehi kam best laga mujay
               
              • #697 Collapse

                forex me wo banda hi fail hota ha jo bardash nahi kar sakta, aghar ap forex me loss ka bardasht nahi kar sakte tu ap yaha per kam nahi kar sakte, or wo bardasht na hona hi ap ka failure ka bays banti hai, wo loss per dil bardashta na hon
                • #698 Collapse

                  mery nazdeeek asal men failure ye hai key forex trading men hum loss krn or ache income earn na kr paen ye humara loss hai or than hum dar kr forex trading chorr den ye sub sy bara loss hai.
                   
                  • #699 Collapse

                    mery khayal main apko lalach nahi karna chahye aur ziada tar log lalach k chakar main forex trading say account wash hojaty hain aur jis ko lalach ajae tou jo us nay profit kiya hota hai wo bhe kahatam hojata hai lalach k chakar main.
                     
                    • #700 Collapse

                      Is main jo bhi kam ko lalach ke sath kare ga aur is main kam ko karna nahi ata hay aur app ko is main kam ko karna hay tu app ko is main app ka sabar aur app ki money aur app ka emotion ko bhi control karna ho ga aur app ko is main aik hi dam kam ko kar ke nafa nahi hasil karna ho ga aur app ko har time trade nahi study bhi karni ho ge .
                         
                      • #701 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: nooruddin پيغام ديکھيے
                        asa to forex pa bht sa log trading krata han or loss or gain b hota ha but wo kon sa point ha jis ma hm khata han k ab forex pa rahna ka koi faida ni ha kab asal ma failure hoti ha kew k loss is not failure explain
                        dear mai samajhta hun k jab hamen forex pay work karnay k baray mai pata b ho or ham tab b forex pay threads kay theek say reply na karen or shortcut methods of earning find karnay ki koshish karen to ham forex pay is say bari failure or koyi nazar ani chahye
                         
                        • #702 Collapse

                          main ya samjta ho k forex mein jo bhi ata hain tu wo start mein mistake karta hain kyun k un k pas experience nahi hota hai aur ne he itna ziada knowledge hota hai forex mein jo bar bar same mistake karta hain aur us ko loss hota hai aur wo apni iss mistake ko theak bhi nahi kar skta hai tu wo time hota hai jab wo failed ho jata hai.
                             
                          • #703 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: nooruddin پيغام ديکھيے
                            asa to forex pa bht sa log trading krata han or loss or gain b hota ha but wo kon sa point ha jis ma hm khata han k ab forex pa rahna ka koi faida ni ha kab asal ma failure hoti ha kew k loss is not failure explain
                            Mery khyal main forex trading main nakami humary forex trading kay bary main study ka kam hona hota hay aur agar hum forex trading kay bary main theak say study kar kay shuru karen to bohat acha profit gain kar sakty hay.
                             
                            • #704 Collapse

                              Forex me asal failure forex ko seekh kay or apny mind ko use kna kar kay trading karna he, kuch traders ziada trades aik time me laga dety hein or un ka account wash ho jata he kuch hours me, wo apny trades pe concentrate nai karty ye real failure he.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #705 Collapse

                                dear brother forex main failure bohat zaida lalach karte hain jis say wo is main loss karte hain apna agr wo is main achi tarah se or mahnat se kaam kare to wo bi is main acha work kar sakte hain or is main earning kar sakte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X