Bhot sa log daily forex pa ata ha but bht kam log successful hota han kew?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    forex ik risky market hai jab new qamer market main ata hai tab usy market ka nhi pata hota hai aur wo lalich main phans jata hai jis ki waja se wo jald lose khata hai is liya jo log is ko seriasly tor par lata hai jo is ka bare main phyla boht sare search krty hai is ko achi trha se jan jate hai wo boht kam lose khate hai start main insan jitna zida time da ga os ko market ka zida knowledge hasla ho ga aur wo kam lose bardasht kre ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      g ha ya sahi bat ha ka boht sa log forex ma enter to hota ha but kamyab nhi hota. kamyab hona ka lia concentrate and knowledge ki zarorat ha jo ka logo ka pas nhi hota es lia boht sa log forex ma a kar ka nakam ho jata ha.
         
      • #273 Collapse

        asal mein forex ka business bhot mushkil ha or is mein sahi se smjh time or knowledge rakhna zaruri hota h jb sahi smjh ni ho gi to hum agey ni ja sakte or is ko smjhna bhot mushkil h or loss hone k bhot sarey chance hote h isi vjha se log chor dete
        • #274 Collapse

          g haan forex mein bohat zeyada log aate hain lekin sab lamiyab nahi hote uski bohat si waja hain pehle to sabko forex ka knowledge aur experience nahi hota hai jiski waja se wo forex min kaamiyab nahi ho paate
           
          • #275 Collapse

            Dear simple si wajha hy k ju log ye soch kr forex ko join krty hain k wo 1 big capital sy es market ma enter hu rahy hain or successful hu kr achy trader banengy to wo bilkul ghalat hain. Q k ye 1 huge business hy or koi bhi business bna sekhy or samjhy kia jay tu loss he huta hy.
            • #276 Collapse

              there are some traders who loss there capital in one week it may happened due to less knowledge and experience and those traders also who are greedy and with less information they try to get profit but unfortunatetly they loss their capital.
               
              • #277 Collapse

                Forex is really embarrassing activity and fill are connection this enterprise and most of them are imperfection due to demand of knowledge, they thinks that they instrument earn from this playing without having knowledge and weakness. Some grouping are imperfection due to their piggishness as mostly new traders wants to turn the millionaire rapidly and cursed their healthy cap.
                • #278 Collapse

                  g jis ko bhi pata chalta hai forex k woh account bana kar join kar leta hai our woh chahata hai raato raat woh rich ban jae mager esa mumkin nahi pheley ap ko forex main learning karni ho gi ap ko trade ki market ko samajna ho ga pher ap forex ki field main expert ho saktey hai time k sath saht es liye log forex ko chor kar chaley jatey hai es k liye mustaqil mezaji lazmi hai
                   
                  • #279 Collapse

                    jee han jo logo forex ma ata han wo successful hota han forex ma kyu ya mushkil kam ha logo kaly aaj kal forex great job for you people can work home forex good for you
                    • #280 Collapse

                      han je ye bat ap ke bulkul tk he bohot se log forex daily ate han or bhot kam log successful hote han kyon ke new user bina practice keye forex ko join karte han jis ke waja se wo Forex me lose krte ha or succfull ne hote han pr only wo log succecful hote han jo daily base pe Forex ke pratice karte han jis ke waja se wo log lose ne karte forex me
                      • #281 Collapse

                        you r right ,bhoot say log is leaye forex ko choor detay hain keun k jab ham trade kartay hain to starting may loss he hota hy or bhoot say log ye samjhtay hain k ye business kesi kaam ka nai hy hamain is business may loss hova hy or pher chor jatay hain or kuch log is leaye forex ko join kartay rahetay hain in ko apnay uoper yakeen hota hy k ham aik na aik din achay trader ban jay gay.
                        • #282 Collapse

                          gee mre bhai bilkul thk kaha ke forex pe bohat ziada log aty hy jn ko experience nae hota aur trading start kr dety hy aur start me he lose ho jata hy phr chaly jaty hy but bohat se log experienc hasil kr ke he trading start krty hy but forex online job is the best job
                          • #283 Collapse

                            g haan ap ne sahi kaha k boht se log forex main atey hain leking boht kam succesfull hoty hain. is ki main waja ye hai ko jo bhi forex ko seekhny men serious hai wo to success ho jata hai or jo sirt time pas karta hai to usy to jana he hota hai
                            • #284 Collapse

                              Gee brother main aapki baat se agree karta hoon keh bohat se log forex main aatai hain laikin bohat kam lo successful hotai hain wo iss liyai hai kyn ke zyada tarr logo ke pas forex ka proper knowledge or experience nahi hota jis bina par wo trade main fail ho jatai hain or jinke paas forex business ka sahi knowledge hota hai sirf wo hi kaamyaab hotai hain...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                yes dear you are right aiasa bht se logo k sath hota hai ya to un ka account ban ho jat hai bar bar ya phr un ko information nhe hoti hai is k about ya phr ho skta hai k wo drte ho trading krne se.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X