Bhot sa log daily forex pa ata ha but bht kam log successful hota han kew?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    waqai main bohat se log daily forex main aur sucessfull bohat kam hote hain iss ki aik wajah he jo jno sucessfull nhi hopate wo practice nhi karke aate knowledge nhi lete .
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      salam my dear brother ap ka sawal bohot acha hai our mare kheyal main woh log jo chahatey hain k ek din main ham kamyab ho jain tarading main har waqt profit hi profit ho to ye mumkin nai jahan ap ko high profit ho sakta hai wahan ap ko high losss bhi ho sakta hai to ap ko sabar se kam le kar trading karni chahiye our profit kamana chahiye it is good thing
         
      • #213 Collapse

        Brother yeh aik baat such hai k is mein 95 % log loss hote hai or sirf or sirf 5% log win hote hai ,or 5% mein se sirf wo he successful hote hai jin k pass is business k bare mein bohat he knowledge hota hai or 95% logo mein zaida tar newbie hote hai jo guess trading ki waja se apna loss hote hai.
        :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
        :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:
        • #214 Collapse

          bhai is ka jawab me aap ko yahi dunga ke kisi bhi business me hum bina learning ke enter hon ge to hum loss he uthayen ge is lye hum se jitna jald se jald ho sake hum ko loss se bachna chahiye or jitna mumkin ho sake hum ko is business me learning ke bad qadam rakhna chahiye .
           
          • #215 Collapse

            Jee ap teek keh rhay hain keh boht se log forex pe nakam ho jatay hain iski 2 wajoohat hain ek ye keh wo jaldbazi krtay hain. Forex pe atay he wo trading shuru krtay hain baghair kisi practice aur training k. Dusri waja ye keh logon k pas plan ni hota strategy ni hoti.
            • #216 Collapse

              Mere khayal main bohat kam log iss liye successful hotay hain kyun ke wo baghair kisi practice aur knowledge ke trading start kar datay hain. agar wo thoray sabar se kaam lein to results kafi different ho saktay hain. wo log successful bhi ho saktay hain.
              • #217 Collapse

                yes my dear friend i m agree with you.daily bht sa log forex ko join krty hain.or week or 2 ma chor b daity hain us ki sb sa bari reason ye hai k logun k pas knowledge nai hota or paisa kamany ka shok bht hota hai jis ki waja say wo knowlegde or information k bagair kam start kr daity hain.phir jb un ko loss hota hai or wo hosla har jaty hain.
                • #218 Collapse

                  g han aap ne sahi kaha forex se wo log bhagte hein jin ko forex or treading k bare mein kuch pata nahi hota or jese ate hein bs treading start ker dete hein jis se un ko loss hoti hai or wo bhag jate hein
                  • #219 Collapse

                    bohat se log forex pe aate hain aur un main se kuch log nakaam hojaate hain wo iss liye unhoon ne proper knowledge nhi lee hoti aur nakaam hojaate hai .
                       
                    • #220 Collapse

                      ywh baat to aapki ek dum sahi hai ke bhot se log atey hai is business me par success bht kam woh isliye jisk andar busienss ka talent hoga wohi to kamyaab hoga nais busienss me yeh ek busienss hai hard work karo or earn karo
                       
                      • #221 Collapse

                        Jo log forex business mian successful hote hain wo apni hardworking or learning ki wajha say hote hain. baki jo log forex ko loss ki wajha say chhor jate hain wo log learning nahi karte jis ki wajha onhain loss hota hay or wo dishurt ho kay forex say kinara kar laitay hain. humain chahye kay apni mistakes say learn karain.
                        • #222 Collapse

                          ess ki main waja hy greed or greed ki waja hy ky ess forex business m bohat acha profit hy jo har kisi ko bohat atract kar ta hy or essi waja sy jald bazi or greed mil ky hum ko nakam banati hn, agar start m hum profit py nh perfection py focus karin tu kamyab ho sakty hn.
                           
                          • #223 Collapse

                            jee bilkul sahii kaha bht se log forex trading par kamyab hoty hain kion ke jo new trader ho usko chahye ke wo pehly forex ke bary me achi tarah se knowledge hasil kar le phr hi kamyab ho pae ga
                             
                            • #224 Collapse

                              g haan bohat se log aate hain forex main aur apna loss karke chale jaate hain un ko forex ke baare main knowledge bohat kam hoti hai phir loss hota hai aur chale jaate hai .
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                dear joo log kamyab nai hotain hain unhon na is ko samajh kaar nai kiya hota ha or wo ager is ko samajh kar karain gain to aik na aik din good trader zaroor banain gain . kuch log trading ka duran apna emotions par control nai rakhtain hain jis ki wajha sa un ki money lose main chali jati ha ager wo greedy na karin Forex main to wo bach sakta hain lose sa

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X