Bhot sa log daily forex pa ata ha but bht kam log successful hota han kew?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    aesa liey hota hy ye log forex ko samajny ya seekhny ki koshish hi nai karty hein. wo sochty hien k trading mein hum ny just currencies ko buy aur sale karna hy aur profit mil jaye ga. wo forex ka knowledge aur experience hasil karny ki koshish hi nai karty is liey ziada tar log pehly hi week apna capital loss kar k forex ko chor dety hien.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Yes, i am agree with you, because we know that Forex is very risky business too. there 70% more people can be lessor. it one of the most cause that people will be greedy so they can not success in tread.
      • #33 Collapse

        ji haan yahan roz bohat saare log aaty hain lekin kaamyab hona iss business me sab ke bas ki baat nahi hai kiun ke iss business me kaamyaab wahi shakhs hota hai jo ke isko seekh le samjh le warna iss me kaamyaab hona itna asaan nahi hai ke jitna log isko samjh kar bethy hain ............
        • #34 Collapse

          g forex ka nam sun k log buht jaldi aaty hain idrlkain lose karty hi bhag jaty hain dakhy forex koi bating nahi hai ye ik online buiness hai jsi mia paku knolwdge aur expirnce ki zarurt huti hai t hi ap kamib hain idr
           
          • #35 Collapse

            Yes brother forex pa boht se log successful hoty hain jan k pass knowledge or exprince hota hy or os k lia educated hona bhe zarori hy jo zayad earning k lia lalch karta hy wo kabhe kamyab nih hota hy wo hamsha loss ma rahta hy hamsha thora kamo or fada otho
             
            • #36 Collapse

              Aisa ess liy hota hy k aik tou un ko may be experience nhi hota dosra wo jald he dis heart ho jaty hen un ko ess bat ko tasleem karna chihy k loss or profit dono sath sath hen ess business main liken log just profit k liy he mentally ready hoty hen han agr un ko laga tar loss ho tou phir wo chorr dain
               
              • #37 Collapse

                Kum k woh log fully learn nhe krte or expectation bht hoti han akar trade shru kr dete han without learning so phr failed tou hon gae or kuch jo log success full hote han woh is wajah se hote han kum woh well learn kr k join krte han forex isliye woh kamayab hote han simple :)
                TRUST ON ALLAH AND NEWER GIVE UP ... حسبي الله اونعم الوكيل (Mere Leye ALLAH He kafi ha )
                • #38 Collapse

                  forex ak asa buniess hia jis par pori duniya say log yaha par earning kay leya atay hia bohat say asay log be hia jo kay forex me successful hotay hia or bohat kam log jo kay fast time forex jion kar tay hia or thak say trading or post nahe kar saktay wo yaha par kamiyab nahe ho saktay.
                  • #39 Collapse

                    bhai aysa is waja sy hota hay.jab ap is business ko sekh ker nahi karo gy.or is business main zayada greed karo gay.or apnay capital say bari trade karo gay.to bhai 1 week bi is business main buhat zayada hay.1 din main hi trader apna sab loss ker latay hai.ager wo is business main kabhi bari trade na karain.to un ko is business main kabhi bi loss na ho..
                    • #40 Collapse

                      Yeh bilkul theek hai forex ko log join kerte hain mager is ko learn nahin kerte aur loss ki waja se isko chor dete hein. Aik aur waja yeh hai k forex mein utna fiada unka milta nahin jitna woh soch rahe hote hein isliye woh isko quit kerdete hein.
                      • #41 Collapse

                        Yes it is a true word that some people come forex trade in every day and some days after we can not find them .I think they are not knowledgeble person in trade market so that they come and collect some profit and go out from forex.
                        • #42 Collapse

                          Forex ik business hai or jo loog is main gambiling karty hain wo earn nahin kar sakty.agar hum is main time spend karty hain or learn karty hain to he hum is main kaam kar kay achi earning lay sakty hain or is business main apna career bana sakty hain.
                          • #43 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: nooruddin پيغام ديکھيے
                            mana dakha ha agar hm statistics ko dakhan to daily bht sa log forex ko join krta han but bht sa log with in a week he apna sara capital loss kr k forex ko chor data ha asa kew hota ha
                            han ye wohi log hote hain jo proper forex ki knowledge nahin karte or samajhte hai ke forex bohat asaan hai or wo ek hi din main bohat profit bana lenge mager asa nahin hai without learning or training ap forex main success nahin ho sakte.
                            • #44 Collapse

                              bhai bager sikhe samje aoge tu wapas hi jaoge na jaise ap jab kisi bhi class ke papar dene jate hon agar apko papar mai kuch bhi yad na ho na apne para ho tu apko bht hi dificlle lagega aur ap kuch nahi kar paoge aur akhri mai fail hojaoge aur jisne papar ki study ki hogi wo aram se dedega aur akhri mai kamiyab pass hojaiga tu bhai is hi tara forex ek business hai ap pehle study kare knowlege le aur demo account mai kam kare experience lekar phir forex mai aye phir dekhe apko sab asan lage ga aur ap kamiyab hojaige bas ap is business mai intrusted hon
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                jee han ap ne bilkul thek kaha hai forex trading business main daily bohot se traders aatay aur jaatay hain but successful trades kuch hi hotay hain aur woh traders woh hotay hain jo acha patience rakhte hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X