Bhot sa log daily forex pa ata ha but bht kam log successful hota han kew?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1081 Collapse

    salma dosto,ap thk khr hy ha bht sa log dqqaily forex forum pa aty ha lekin bht km log is lye kamyab hoty ha q ka wo unki apni galtia greed kiqaja sa .
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1082 Collapse

      loag atay zaroor hain magar rules follow nahi kartay, unn kamaqsad sirf earn karna ho ta hay by hook or by crook, ye baat forex main qabil e qabool nahi, aap apni investment karean, achi tarha learn karean or phir trade lagain, successful zaroor hoan gay thora sa sabr or bardasht zaroori hay. kam log he successful hote hain q k jis ko is k bare main kuch pta ni hoga wo nuqsan uthaye ga apko gadhe or bakri main fark pta hona chaye
      • #1083 Collapse

        not be the same. But if the same situation is solved according to Sunni law, the paternal uncle will inherit the entire estate as a residuary, while the maternal uncle
        will not have any share in the estate as he is regarded as distant kindred. .............
        • #1084 Collapse

          gee bro me ap ko btata hon is ki main reason kia hai wo log just profit ko daikhtay hai na ke apne capital ko agar money management ka pata ho to koi be na choray is ko
          • #1085 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: nooruddin پيغام ديکھيے
            mana dakha ha agar hm statistics ko dakhan to daily bht sa log forex ko join krta han but bht sa log with in a week he apna sara capital loss kr k forex ko chor data ha asa kew hota ha
            jee theek kaha hay ap nay boht se log forex trading mai apna sara capital loss kar laitay hain aiski main waja jaldbazi hay jo log forex ka practice kye baghair direct live account mai trading start kar daitay hain onka aksar yahe hal hota hay.
            • #1086 Collapse

              kyun kay wo log Forex ko seriously nahi letay Forex market kay baray main unhe kuch pata nahi hota na hi Trading m dilchaspi dikhaty hain aur na hi apni knowledge aur experience ko bharhaty hain kay yehi wajah hoti hai kay jis se wo successful nahi Trader ban sakaty aur bohat kum log yeh kartay hain jabhi wo successful Trader ban jatay hain
              • #1087 Collapse

                forex ko sb asy hee easy busniess smj kr join kr laity hai or jb trading ka time ata hai tu un ko pta lgta hai k trading koi avn cheez ni.unexprinced lg zaida hony ki wja sy loss hoota hai.
                • #1088 Collapse

                  Aysa Bohat sy logon ky sath Hota hai ky wo log forex join karty hai aur nuksan hony ki waja sy forex chor dyty hai per ye sb un logon ky sath Hota hai jinhen is ky bare me pata nhe Hota aur wo bs Ayse krna start krdyty hai jb tk ap ko business ky bare me pata na ho to ap kr hi nhe sakty aur phr b agr ap koshish krty ho to lazmi bt hai ap ko nuksan hoga
                  • #1089 Collapse

                    jee bhai bilkul sahi kaha apne uski wajah yeh he ke bohat se log na hi practice kerte hen or na hi mehnat kerna pasand kerte hen bs woh sochte hen ke woh perr hilaen or paise inke haatone men girren ..
                    • #1090 Collapse

                      g han bht se log roz aker apna bonus earn krne k liye apna target pura krne ki koshsish me rehte hn or wo kamyab bhi rehte hn.
                      • #1091 Collapse

                        kisi b insan ko successful hone k liye mehnat karni parti hai jo log kam main interest lete hain kam ko enjoy krte hain wo log forex se faeda bhi uthate hain aur forex pe successful rehte hain, kam sirf wahi chor k jate hain jinhain kam main interest nhi hota. success full log har jgha kamiyab rehte hain aur forex business main b bht age barhte hain.
                        • #1092 Collapse

                          sir forex mein har tarah ke log ate hain bohat se log aik din mein itna profit kama lete hai jitna wo shaye pori month mein nai kama sakte , but kabhi itna loss hojata hai ke aap ka account flush hojata hai.
                          • #1093 Collapse

                            kuen kay un logon kay pass knowledge ni hota aur wo mehnat kar kar kay unsucessfull bantay rethay hain aur un ko kuch pata ni hota hay wo kia kar rahay hain is waja sa wo unsucessfull hotay hain
                            • #1094 Collapse

                              han janab apny thek kaha hy k forex main bohat log aaty hain magar bohat kam success hoty hain is ki waja ye hy k wo samjhty hain k forex peso ka tree hy.........................
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1095 Collapse

                                forex par bht sare log ate hain magar bht kam log he successful hote hain q k jis ko is k bare main kuch pta ni hoga wo nuqsan uthaye ga apko gadhe or bakri main fark pta hona chayebahut se log jo forex ko join kartay hain aur is k baray mein knowledge hasil kiay bina trading shuru kar detay hain mere khayal mein yehi waja ha k un ko loss hota ha aur wo bahut jald forex ko chor detay hain forex ka practice kye baghair direct live account mai trading start kar daitay hain onka aksar yahe hal hota hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X