Bhot sa log daily forex pa ata ha but bht kam log successful hota han kew?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #931 Collapse

    han ya bhot he acha kaha hai k yahn bhoy km log successful hoty hain mujy abi tak forex ny koi faida nai diya is ley mujy forex py bhot gussa hai but ma bhot mahnet krta hu but mujy abi tak meri mahnat ka koi phal nai mila
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #932 Collapse

      apne bilkul thk kaha k forex par bht sare log ate hain magar bht kam log he successful hote hain q k jis ko is k bare main kuch pta ni hoga wo nuqsan uthaye ga apko gadhe or bakri main fark pta hona chaye
      • #933 Collapse

        agreed , buhat sey log aty hain or loss ki waja sey forex ko chor dety hian , actually un ko trading key bare me na he tu experience hota hai or na he knowledge , bus wo aty hain invest kerty hai or tukey bazi per trading kerty han jis ki waja sey wo nuksan me jaty hain , wo log bohat greedy hoty hain or demo account per practice kerney ki bajaye wo direct real trading kerty hain .
        • #934 Collapse

          aap ki baat bilkul theek hai magar us ki sab say bari wajah ye hai k log yahan par atay to hain magar kamyab is liye nahi hotay kion k wo is kam ko seekh kar nahi kartay hain or kam wakt main ziada paise kamanay k chakkar main par jatay hain so nakaam ho jatay hain
             
          • #935 Collapse

            The only way that will make you to become a trader and successful professional in the forex market is education so I see that he must spend 3 months initially in education and training on the account demo and then we invest in real account until we start trading, you must use the risks of a few in the beginning so that we can trade .
               
            • #936 Collapse

              g han dear forex main bohut se log ate hain aur bohut log kamyab hote hain.kyun forex k rukes bohut kam log follow krte hai.aur unko inta knowledge nahi hota hai jis ki waja se loss krwte hai.
              • #937 Collapse

                ap iss par kuch na kuch earning satrt kar sakty ho and aik aur bat lalich ye jo lalich hai ye insann ko ly dobta hai. always low profit par start karain agressive iss par nae hona chaiay pehly choti trade lagain and samjain market k trend ko. then trade karain forex ko log join kerte hain mager is ko learn nahin kerte aur loss ki waja se isko chor dete hein.
                • #938 Collapse

                  G brothers ap theak kaha k bohat sy log daily atay but Ssuccessful trading ratio bohat low hai to brother wo log forex ko serious lety he nai hain or jab ap kisi kam ko tawajah nai dain gy to nakaami he to hogi.or no serious ly ga wo kamyaab ho jy ga..
                  • #939 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: nooruddin پيغام ديکھيے
                    mana dakha ha agar hm statistics ko dakhan to daily bht sa log forex ko join krta han but bht sa log with in a week he apna sara capital loss kr k forex ko chor data ha asa kew hota ha
                    bhot say log forex pay to daily aty hain per vo success hhasil ni ker sakty q k vo log menert tio kerty hain per ya to on k pas experience nu hota ya vo apny seniors say knowlodgte hasil ni kerty
                    • #940 Collapse

                      main aap ki baat se agree karta ho kyun k forex mein bhut ziada log ata hain aur forex mein wo he log success full ho jata hain jo forex mein hard working karta hain aur forex mein apni mistake se learning karta hain aur experience aur knowledge ko gain karta hain forex mein success full hona k liya bhut sari cheeza matter karti hain.
                         
                      • #941 Collapse

                        g han forex ko log boaht tezi se join kar rahe han boaht se log is me success full b han but wo log jo forex me only earning ki garz se ate han or wo nakaaam ho jate han us ki sb se bari waja ye hai k wo is ko learn nahi karna chate sirf pese kmana chate han is pe but without learning earning is not possible or wo loss kr bethte han or forex ko blame de k is ko leave kar dete han...
                        • #942 Collapse

                          forex me ap ko sub se pehly iss ko samjna parega kam as kam ap iss ko 4 5 months tak demo par kam kare ap ko itna knowledge a jaay ga k ap iss par kuch na kuch earning satrt kar sakty ho and aik aur bat lalich ye jo lalich hai ye insann ko ly dobta hai agr ap forex ko mehnat se sekhoge to apko acha profit loss km hoga
                           
                          • #943 Collapse

                            Mery khyal main eski sab say main wja yahe hay keh woh forex trading kay bary main kam knowledge rakhty hay aur esko achy say study nahi karty so humay bhi chahiey keh achy say study karny kay baad forex trading karen.
                            • #944 Collapse

                              I think forex is the business of making money. Most of the trader's are greedy here and also have a lot of emotions in mind. so they can not shine in forex business.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #945 Collapse

                                Everyday a lot of people are joining in forex business but every trader will not get success here. Only they are success in forex who are hard working and greed free.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X