Bhot sa log daily forex pa ata ha but bht kam log successful hota han kew?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2386 Collapse

    forex aik bohat he best business hai aur is ko daily bohat sy log join karty hain but is mai bohat he kam log successful hoty han aur aisa is liye hota hai k log forex ko proper way sy nahi karty hian aur trading karty waqt lalach b karty hain. is lye ham ko chahiye k agar ham forex mai successful hona chahty hian to proper way sy forex trading karen aur lalch bilkul b na karen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2387 Collapse

      Is bat men koi shaq naheen kay forex trading ek sub say best business hai aur bahot say log forex trading par work start kartay hen aur loss ho jata hai aur successful naheen hotay aur leave kartay hen
       
      • #2388 Collapse

        Forex main wo loss is liye utha rahay hotay hain kay un ko forex kay baray main knowledge nahi hoti ha aur un ki practice nahi hoti ha wo is main mehnat nahi kartay hain aur is ki information hasil nahi kartay hain agar is main kamyab hona ha to us main hamain mehnat karni parti ha.
        • #2389 Collapse

          Yai apki bat hy aur forex aik riskey buisness hy but jo loof loss krty hy uski brii waja yai hy k unko knowldge nai hoti forex trading ki islia pahly forex ko seakna bht zaruri hy tb ja earning krni hy aur trading b
          • #2390 Collapse

            G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me kafi log aty hain lakin is business me success koi koi ho pata ha isi liye hmen chahe k hm is bsuiness me success hasil karni ha tu us k liye hmen chahe k hm is business me mehnat se hi kam kareen success tb hi hasil hogi
            • #2391 Collapse

              Yes forex forum pe daily bhot se log trading karny aty han aur wo successful bhot kam hoty han kyoun k wo trader bina kesi experience k bina kesi knowledge k forex k member ban jaty han aur un k pas koi information nahe hothp
              • #2392 Collapse

                aesa hi hai forex par daily bohot sai log kaam krnay kay liye atay hain lakin in mai sai success bohot kam log hasil krtay hain aur bohot sai log to aesay hotay hain jo forex ko chor detay hain.
                 
                • #2393 Collapse

                  kiunk mere dost forex trading mein maximum log forex trading mein loss i karte hein koi kisi waja se aur koi kisi waja se is lay mere dost k forex trading jitni aasan nazar ati hae is k kai guna mushkil hae......
                  • #2394 Collapse

                    jo log esy aty ha un k pass lack of knowledge hota ha jo k waja banta ha forex trading main loss ki hmain kbi b bina learning k trading ni krni chiya ha r agr kr b lyty ha to tb b try kro k bht dehan sy kro r itna lazmi seekho k kam az kaam agr kch earn ni kr rhy ho to apna capital bacha sako es liya hmain bht dehan sy krna chiya ha
                    • #2395 Collapse

                      Forex trading main jo bhi loog aaty hain,un main kamm loog he essy hain,jo kay issy learn karny main interested hooty hain.mostly loog to kamm time main huge earning ka sochty hain or iss tarah mistakes kar kay he wo loss karwa lety hain.
                      • #2396 Collapse

                        Forex aik risky business hay es liay bohat say log es main nakam hotay hain but few trader hi earning kar saktay hain, because earning yani kamyabikay liay bohat zaida learning and hard working say practice karna hoti hay.
                        • #2397 Collapse

                          yeh tu qismat ki baat hay buhat e dost es hain jo buhat hi thori investment kay sath forex trading ko shur kartey hain aur aur hazaro kamte hain aur buhat say es doste hain jo buhat hi zidya money invest kartae hain aur thore hi dino mien sara pasa lose mein ziya kar kay traidng karna chor dete hain,
                          • #2398 Collapse

                            Ha daily bht sy log join krty ha forex 1 bht Acha business is agr learning k sth chly tu profit hu ga or agr learning ni ha tu loss
                            • #2399 Collapse

                              Trading business me success get karna some traders kay laye bohat difficult ho jata hai.Wo asay traders hotay hai jo trading join karty hi profit earn karnay ka sochty hai.Our trading me hard working nhi karty jis say wo earn kar sakay.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2400 Collapse

                                apne bilkul thk kaha k forex par bht sare log ate hain magar bht kam log he successful hote hain q k jis ko is k bare main kuch pta ni hoga wo nuqsan uthaye ga apko gadhe or bakri main fark pta hona chay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X