Bhot sa log daily forex pa ata ha but bht kam log successful hota han kew?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2341 Collapse

    ku k bhai jan ye kaam itna b asaan nai hai aur is ko zyada waqt dena prta hai aur is main successfull huny k liay ak timde ki zrorat huti hai jo k log nai de skty agr koi is par achui tarah kaam kery to wo zaroro kamyab trade ban skta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2342 Collapse

      yes br thek kha ap nay kuyn k is ki jo main waja hai zaida ter new comers forex ko bina samjy trading karny lagty hai mera matlab hai k proper sekhy bin akrny lagty hai jis say un ko loass ho jata hai or wo kamyab nhn ho paty
      • #2343 Collapse

        wo is liye kun kay is main kam karny kay liye is ain hard work ki boht zarort hoti hay or is main boht kam log hain jo wakiye hi hard work karty hain or is main success hasil karty hain is main log mehnat karny say hi dar jaty hain kun kay is main huamin humari mehnat kay mutabik hi profit hasil ho jata hay
        • #2344 Collapse

          g han dear yahan daily hazaron log iss busienss ko join kar rahay hain lekin bohta kam log yahan tik patay hain wo iss business ko sahi trah or serious nahi lete hain na unk pas knolwedge hota hay so isi waja se wo yahan kamyab nahi ho patay .
          • #2345 Collapse

            my dear forex bussiness mein jo log sucessfull hotey hain just apni mehnat aur lagan say hotey hain dear agar app bhi forex bussiness mein kamiyab hona chahtey hain to app ko forex bussiness mein achey say learn aur demo practice karni hogi tab hi app forex bussiness mein kamiyab ho kar daily without loss achey pips nikal saktey ho
            • #2346 Collapse

              ye to apky knowldge or experiance py depend karta hai ky ap kitna acha kam kar sakty hai forex mein bhot hi kam log kamyab hoty hai q ky es kam mein expert hona lazmi hai
              • #2347 Collapse

                yes forex par daily bohot se log ate hai or forex me apna luck azmate hai lekin isme kaafi log bina experience k ajate hai or is trha wo apna sab kuch loss kar jate hai agar log seekh kar aye or samjh se karain tou he trader ban sakte hai yehe reason hai k bohot he kam log sucessful hote hai
                 
                • #2348 Collapse

                  g ha yaha pe croro k heissab se loog atay hai aur apna pesa zaya kar k chalay jatay hai aur kisi ko be es market ki samaj nahe ati hai bohat kam loog yaha pe kamyab hai
                  • #2349 Collapse

                    han yaar esa he hota ha buht kam log kamyab hoty ha es ki sub se main reason ha ap ko forex trading nkay bary main pta na hona agr ap ko forex trading ka pta ha ap kabi bhi nakam nhi ho gy
                    • #2350 Collapse

                      je haan es main successful honay k liye daily aap ku mind se trading karni ho ge aur kosis karay es main greedy na karay aap k liye behter ho ga aur es main greedy na karay thankful for question
                      • #2351 Collapse

                        Bhai Jan mai ap ki bat sy bikl sehmat hun wo is lia k ziada tar log aty he earni g ka bary mai sochna shuru ho jaty hain aur uper sy un ka itna experience b nai hota...is lia ziada log successful nai ho paty aur wo khud ko block karwa lety hain
                        • #2352 Collapse

                          bhi Jan forex treading buness ma Jo log experience kr k manit kr k our demo ma prtice kr k ata ha wo lo kamyab hota ha Jo log manit krry ha wahi log kamyab hota ha asi lia zada log as ma kamyab ni ho pata ha jo manti na ho jina experience na ho
                           
                          • #2353 Collapse

                            q k kuch he log isse dil lgaa k karte hain, hame chahiye k fundamental analysis karen, technical analysis karen or market sentiments check karen taa k future me ache forex trader ban saken. Asal me hum forex trading ko jitna easy samjhte hain ye utni easy nahi hai, hame long term success k liye hard work karna prta hai.
                            • #2354 Collapse

                              je main ap ke bat samaj gia hon .kah forex main rizana log atte hain or forex trading karte hain or loss kar ke forex se chale jatin hain asa kun hota h .asa as lae hota kah wo forex main mahnat nahe karte .wo samajte hain kah forex main profit hasel karna bohat asan h or ham log bohat zyada profit hasel kar lain ge.lakin jab trading karte hain to loss kar late hain .kunkah forex main bohat zyada mahnat karna hote h mahnat ke sewa ap profit hasel nahe kar sakte ap ko as main market ko chek kar ardar lagana chae takah ap as main acha profit hasel kar saken.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2355 Collapse

                                as ki wja ya hi ke as business min ake log as min ziada earning ki try kirte hin ar as min loss kir lete hin as businesska sab se bara enemy greedy pan hi jis ki waja se log as business min nakam hote hin log as min aker kam alim ki waje se bi loss kir lete hin

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X