Neyat Saf Manzil Aasan
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Neyat Saf Manzil Aasan

    g han hume cahhye k hum forex main kam karty waqat apni niyat saaf rakahin aur mehnat karty rahain kyu k jis ki niyat saaf hoti hai aur mehnat karta hai wo apni manzil pay arams e pouch sakata hai aur is main kamyab ho sakata hai hume cahhye k hum kabhi b is main koi short cut na use kaarin kyu k short cut hume hamesha loss ki tarf lay k jati hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Neyat Saf Manzil Aasan

      bohat achhi bat ki aap nay koi bhi naik aur jaiz kam kren to niyat hmesha theek rakhni chahiye taa ke us mein barkat ho. hamain chahiye ki na sirf hum khud acchay trike se kam karen bulke dusron ki bhi madad kren taa ke wo bhi faida utha saken. Pakistan Forex Forum mein bhi achhi niyat se threads aur post banayan taa ke dusron ko zyada se zyda faida ho.
      Like karna na bhoolain:1f61c:
      • #18 Collapse

        Re: Neyat Saf Manzil Aasan

        g ap ne bhtt achi post ki hy neyat saaf murad hasil sbko unki niyat ka milta hy jasi niyat wasi murad isliye hamen chahiye k niyat saaf rakhni chahiye or achi achi umeed rakhni chahiye trade krty waqt k hamen profit hoga or isk sath sath apni mehnat or koshish jari rakhni chahiye
        • #19 Collapse

          Re: Neyat Saf Manzil Aasan

          ya bohat achy baat hai ke neyat saf manzil assan agar ap sub ne is terhan sy kam keya to ap sub kamyab honge khud be kam karain aur dosron ko be guide karain apne tamam information dosron sy be share karsakty hain dosron sy knowledge share karna koi bure baat nahi hai apne neyat saf rakkar kam start kardain faida he faida hoga
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Neyat Saf Manzil Aasan

            Han g bilkil asa hi ha ma apki bat sa agree krte hun ua bat theak ha ky hum agr kamuab jona chaty hn to himy mehnat. Krni parygi begar mehnat k hum kabi bhi kamyabi nahi hasil krskty or agr himari niyat saf hogi to iska humy reward bhi acha hi milyga is liye acha kro taky acha hasil krkso

            اب آن لائن

            Working...
            X