Neyat Saf Manzil Aasan
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Neyat Saf Manzil Aasan
    Boss agar ham as mien neyat saf ker k kam kerte hien tu ham kamyab ho sakte hien aur ham kamyab ho ker earning bee ker sakte hien as lyee hamian as mien neyat saf ker kaam karna hota h aur hamian as mien earning krna hota h.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Neyat Saf Manzil Aasan

    g han bhai jab hum apni neat saf rakhen gy to hamari manzil bhe asan ho jay ge hamne chaia keh kice or ky ley belkul bhe bura na sochen jab humkice or ky ley bura nai sochen gy to hamen kabhe bhe kice bhe kism ke koy takleef nai ho ge hamen chaia keh hum apny senior ko falow karfty howy apny kam pe dehan den gy kabhe bhe nakami nain ho ge
    • #3 Collapse

      Re: Neyat Saf Manzil Aasan

      Zabardast baat ki hai ap ne ager ap ne achi neat se kam kea to ap forex mine kamyab zaror hon gay kamyabi k liy mehanat Zaroor krine ap ani manzil pe zror phunchin gay....
      :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
      • #4 Collapse

        Re: Neyat Saf Manzil Aasan

        salam alaikum dear aapki baat theek hai ki agar hamari niyat saaf Ho to Ham bahut achcha work kar sakte hain aur bahut sara knowledge learn kar sakte hain aur Anand bhi kar sakte hain to hamen chahie ki apni niyat ko saaf karke bilkul fresh hokar work Karen jyada se jyada mehnat karen to kamyabi jarur milegi
        • #5 Collapse

          Re: Neyat Saf Manzil Aasan

          Aslamoalikum dear apki baat theak ha ka hmm ko apni niyat ko saaf kr ka bilkul fresh mind ho kr work krna chaya or ziyada sa ziyada mahnt krni chahiya ta ka acha boucne mill sky to dill lga kr forex mn mahtnat krain achi achi quality ki postin krain or apny experience ko increas krain
          • #6 Collapse

            Re: Neyat Saf Manzil Aasan

            G all frnd agr hm apni neyat saf rakhy gy to hmri manzil asan ho jy gi or hemn caheay kisi or k liye bura bilkul b nh sochna caheay or jb hm kisi or k liye bura ni sochy gy to hmen kbhi b kisi kisam ki takleef nh hoti or hmen caheay neyat ko saf karky fresh ho kr km krna caheay or ziyda sy ziyda km karen gy to kamiyabi zaror mily gi
            • #7 Collapse

              Re: Neyat Saf Manzil Aasan

              g han sahi baat ha ager ap ki niyat saf ha to ap ki manzil bi asan ho jai gi kyun ke achi niyat ke sath honest ho ker jo bi kam keren us ma kamyabi milti ha jo kam lalach se kiya jai us ma humesha nuksan hota ha kyun ke lalach buri bala ha
              • #8 Collapse

                Re: Neyat Saf Manzil Aasan

                Ji bilkul theak bat ki hai na ap nay kay humain kabhi bhi kisi kaliye apnye dil mai bughaz ni rakhan chye apni niyat ko saf rakhain ta kay dusro ko bhi faida dain aur khud bhi faida laye es say
                • #9 Collapse

                  Re: Neyat Saf Manzil Aasan

                  g han bilkulsahe bat hy hm jo bhi kaam kren hmri neyaat saaf honi chaye tb hi hm kamyaab ho skty hyn islie hmen chaye kh hr kam ko mehnt se kren r achi umeed rkhen takh acha result mile hmenjs ki jesi neyaat hog use wesa hi sb kuch pesh ae ga islie kaha jata hy amaal ka daro madar neyaton pr hy neyaat ko saaf rkhny m hi hmri behtri hy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Neyat Saf Manzil Aasan

                    G Han dear jitni saf zyat r lagan se kam hoga utna e manzil asan hoti jay gi qk jab hm koi kam buri niyat SE krty hn to Allah hmn kahen na kahen uska sabaq dikha deta hy ISI trh hmn chahy k apni niyat ko saf rkhn r jitna ho sky dosru ko b guide krn ta k unk liay asanian hn r Allah badly me hmary liay aasanian frmay
                    • #11 Collapse

                      Re: Neyat Saf Manzil Aasan

                      G bilkul friends may ap ke bat say agre karta ho k ager ap ke nuyat saaf ha aur ap acha earn kar rahy hain to ap ko cahyh k ap kabi be kesee ko dokha na dain aur na he kesee k sath 2 numbri karin kau k ager ap kesee ko dokha dain gay aur do numbri karin gay to ap ko loss he ho ga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Neyat Saf Manzil Aasan

                        aslam o alikam g han bhai ap na bilkul bi thek keha neyat achi hu ap ki tu ap kabi bi nakam nhi hute ap bot acha kerte han tu ap bot jeld kamyab hu jate han ager ap apne kam ma niyat saaf ker ke koi bi kam kerte han tu us kam ma berkat per jati ha ur kamyabi ke sath apna business ker sakte han
                        • #13 Collapse

                          Re: Neyat Saf Manzil Aasan

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Tulsisaim پيغام ديکھيے
                          Boss agar ham as mien neyat saf ker k kam kerte hien tu ham kamyab ho sakte hien aur ham kamyab ho ker earning bee ker sakte hien as lyee hamian as mien neyat saf ker kaam karna hota h aur hamian as mien earning krna hota h.
                          mujhe ek baat samajh Jaenge a Forex trading Mein kam karne ke liye Niyat saaf rakhne ka kya matlab hai mujhe is baat ki samajh Nahin I please ho sake to aap meri post ko read karna aur is baat ka reply Jarur karna
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Re: Neyat Saf Manzil Aasan

                            G han bhai....
                            Bilkul theek kaha hy Pakistan forex trading business aik acha aor popular aor easy buisness hy iss agr hum dil laga kar aor Naik Nyat sy Trading karty hen aor Wrong Trading nahi karty hen iss Tarah Successful hr Sorat unhen hi Naseeb hoti hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Neyat Saf Manzil Aasan

                              ji han yah baat aapki bilkul theek hai ki aap Kisi bhi Business mein tabhi kamyabi hasil kar sakte hain Jab aap ka full focus aapke business per hoga kyunki Kisi bhi Business mein kamyabi hasil tabhi hoti hai Jab tak aap is business per Puri tawajo Na dain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X