kamyab trader kabhi himat nhi harta ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: kamyab trader kabhi himat nhi harta ?

    JE han kamyab trader bhe wohen hay jo kese bhe halat men himat nae harta bas laga rahta hay mehnat krta hay apna aik target set krta hay pher us ko hasil krne men lag jata hay nuqsan k us ko parwa nae hote us ko pata hay agar loss ho bhe jae tu koi bat nae men pher hasil ker lun ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: kamyab trader kabhi himat nhi harta ?

      AOA bhai jan ap na bat bilkul thek ki hay aik kamyab tader kbhi bh har nhe manta uger usa trade ma loss ho bh jata hy to aik kamyab trader himet nhe harta belky us ka mukabala kerta hy k usa loss ku hwa hy or kis mistake ki vja sa hwa hy or phr voh apni mistake ko daikhta hy or usa cover kerta hay
      • #33 Collapse

        Re: kamyab trader kabhi himat nhi harta ?

        Dear sir walaykum salam forex business may aysa koi nahi aaya jiss say galati na ho matlab galti to San say hoti hay kisi say kam or kisi say ziyada laykin jis ziyada hoti hay WO kamyab nahi hota
        • #34 Collapse

          Re: kamyab trader kabhi himat nhi harta ?

          G han brother aap thek keh rhy hn k kamyab member khbi bhi himmat nhi harty wo try try again wala formula use krty hn jab jo log nakam ho jaty hn wo zror himat har jaty hn jis ki waja sy wo nakam ho jaty hn
          Isi liy himmat sy agy barhty rho bonus increase krty rho profit earn ho jaega
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #35 Collapse

            Re: kamyab trader kabhi himat nhi harta ?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
            G han apne Bilkul theek kaha Jo bhi Kamyab trader hota hai us ki kamayabi is lye hoti hai kyun ke woh kabhi loss our profit hone par himat nhi harta our us ka account wash ho jai to use koi parwa nhi hoti use pata hota hai ke ye chezian forex business ka hisa hain.
            Ji Bhai aapane bilkul theek kaha hai jo bhi kamyab trader hota hai vah kabhi bhi profit aur loss per dhyan nahin deta chahe uska kahin Pyaar Na Ho jaaye kabhi himmat nahin aata aur hamesha mehnat aur lagan ke sath kam karta hai hamen apne profit aur loss per dhyan nahin Dena chahie balke jitna concentration ke sath kam kar sakte hain apne concentration se kam Karen thanks
             

            اب آن لائن

            Working...
            X