Ji dear fellows asslam alkum dear fellow mai ye khaina chat hun kay trading mai aik kamyab trader kabhi himat nhi harta hai kiyu kay wo lose mai bhi sabar kay sath kam kafta rhata ha aur kabhi himat nhi harta hai aur kamyab ho he jata hai tu humain bhi aik kamyab trader banana hai tu humain bhi kabhi himat nhi harni chye balky himat aur huslye kay sath kam kartye rhaina chye kiyu kay esi mai humari kamyabi hai na
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим