hedging

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    Dear hedging aik strategy hay iss kay liya aap ko chahiya kay aap market may jab news na hone to us wakat direct buy or sell kar lo or dono ki lot size 0.01 ho ab aap market ka intizar karo kay wo kam say kam 100 pips ya 300 pips ya 500 pips take chali jay currency jitni strong ho gi pips bi utna hi aap nay layna hay iss kay baad dono may say koi aik entry jo kay profit may ho kaat do for example 300 pips pat aap nay entry close kari aap ko 3 usd ka profit howa ab aap nay entry kati buy ki to us entry ki jagha par aap entry laga do sell ki 0.01 lot size say hi ab jab ya currency pear 100 pips ya 150 pips back ajata hay to aap ko automatic profit mil jata hay jo aap nay pahlay entry kati us ka aap ko mila 3 usd or jo aab donao entry aa aik jagha kato gay agar market 300 pips back karti hay to aap ko mila 3 usd phiar ab aap kay paas howa 6 usd profit ya hay hedging.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      hedging is a good but very risky plays agr ap hedging kr rhy hai aur ap k pas hedgg ki koi khas stratrgyhnhe hai tumere bhai yeh ap kliye bihut he ziada risky hai es se apka acc wash bhi ho skta hia
      • #603 Collapse

        hedging k baray ma mjy itni maloomat nahe ha agr kisi ko maloom ha to woh zaror share kary jis ko nahe maloom hedging k baray ma woh zeyada sy zeyada faida utha saky aur un k knowledge ma izafa ho
           
        • #604 Collapse

          Hedging ye hoti he kay kay two trades aik hi currency pair mein laga di jaisa means aik order buy ka or dousra sell ka phir un mein se aik order ehsay point pe nikal dia jay jahan se agay market na ja saky is tarhsa se wo profit lean easy ho jata he ye hedging hoti he.
          • #605 Collapse

            hedging, i am new in forex tu ap ke thread mein jo ap ne kaha he mujhe us ke bare mein knowledge nahin he ,,,, ok thek hai :)
            • #606 Collapse

              G jnab ye ik aysy technique hy jis sy apko ager nuqsaan bhi durpysh hu rha hu tu ap phir bhi sale ko daal ker or purchase ko daal ker munafa' haasil ker sakty hy
              • #607 Collapse

                forex trading main hedging wo hota hy agr ap ne ak trade sell ki lagai hy to ap us k sath ak edge trade laga dety hn buy ki jab sell main loss ho raha hota hy to ye trade automatic chalna satart kr deti hy is tarah bhi ap profit earn kr sakty hn,
                • #608 Collapse

                  Assalam-O-Alaikum bhai jan jab ap koi trade open kertey hen kisi be lot size ki aur ap ko us me loss ho raha hota hey to ap usi lot size ki aik aur trade us trade key opposite direction me dal dete ho jis say ap ka profit loss fix ho jata hey us ko hedging kehtey hen.
                  • #609 Collapse

                    hedging ak aesa secure rehne ka tareeka he jis ki madad se apka loss still ho ker reh jata he. Hedge lagana boht asaan he but is ko kub khatam krna ye boht soch samaj ker decide krna hota he.
                    • #610 Collapse

                      agar ap ko trading karna nahin aata tu ap kabhi bhi sell and buy at a time na lagaiya karin.phir faidah ho ga
                      • #611 Collapse

                        My opinion is that hedging is a trading technique that is becoming very common among many traders, hedging is opening both buy and sell at the same time in order to determine the trend of the market at all time although i do not like trading hedging at all
                         
                        • #612 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: kashif702 پيغام ديکھيے
                          aslam o alekum mery is forum kay sub members say sawal hay kay ye hedging kia cheez hay aur is ka humain kia faida hota hay tardingn main please explain it thanks
                          forex ma hum sub sa pala to is ma hum point ko bana ta ha or is ma trade kar ta ha or is ma eran kar ta ha or is ma hum ko ager is ma loss ho ta ha to hum is ma phir sa point ko bana ta ha or is ma trade kar ta ha or is ma hum hud sa be pasa ko laga kar is ma tradade kar ta ha or is ma eran kar ta ah or is ma eeran kar ta ha
                          • #613 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: kashif702 پيغام ديکھيے
                            aslam o alekum mery is forum kay sub members say sawal hay kay ye hedging kia cheez hay aur is ka humain kia faida hota hay tardingn main please explain it thanks
                            yeh mein ney suna he key hedging be koi method he trading ka per mery khyal mein hedging sey profit lena itna asan nahe he keon hum ko hedging khatam ker key sure trade chahyee hoti he or forex mien sure trade milna buhat mushkil he es laye her trade key sath stop loss and take profit use kerty he.
                            • #614 Collapse

                              kuch traders yh trick ya tareeka use karte hen ke jab unka account wash ho raha hota he ya jab unko lagta he ke market ne hamari trade ke against jana he toh aese me ham apni trade ke against same lot se or same pair par trade lete hen us se loss or profit ratio ruk jaati he or jab market trend change hone lage ham proft close kar skate hen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                hedging ka lafzi matlab hota hain ksii cheez ko seikhna means kisi cheez ko bachana us ko recover kerna forex trading main ager hamri koi trade loss main ja rahi ho tu hum us ka opposite trade open ker kay us loss say bacha leytay hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X