hedging

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    me new person hon many name suna hai but kuch pta hai....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      Hedging ka meray kheal main to koi faida nahe hy is ka matlab app same volume ki buy our sell aik sath laga letay hain our us k baad appmkisi side k nahe rhetay hain to meri advice hy k aik side py trade open karein
      • #588 Collapse

        Hedging basically WO log kartay hain Jo ziada paison say investment kar laity hain or is main risk bh ziada hota hai isko nisbat scalping hoti hain jis main chotay level pay trade ki jati hai
        • #589 Collapse

          Yes currency trader enters into a trade with the safe of protecting an existing position from an against move in the foreign currency exchange rates, this is hedging.
          • #590 Collapse

            han mere bahi sawal to ap nay kafi acha raise kiya hea atually main bhi forexmain naya hun lekin thora saidea de daita hun ke loss or profit valle system hea is main.
            • #591 Collapse

              Heddging aik trah say startegey hi hay jo kay forex main use ki jati hay.iss main cross order ko open kai jata hay aik hi pair main buy or sell dodno kay order lga diya jatay hain.iss kay benifit to use kernay walay hi bta skatay hain main iss kay baray main kuchh nahi kah skta hoon.
              • #592 Collapse

                Hedging = making an investment to reduce the risk of adverse price movement in an asset . normally a hedge consists of taking an offsetting position in related security such as features contract.
                • #593 Collapse

                  Bhai jee forex trading business mein hedging us trade ko kehty hain jo hum apni pehli trade k opposite loss say bachny k liye lga dety hain ta k market jahan bhi jaye humain loss na ho is say ye he aik faida ho sakta hai.
                  • #594 Collapse

                    walikum assalam ye to theek he k hedging bhi aik tareeqa he jis se hum kafi bari earning le skate hin magar hedging ko use karne k lei ai behtareen calcualtion aur time pe trading karne ki zarorat parti he hum jeise jeise work karte hin to hedging k new formule hum khub bhi bana sakte hin.
                    • #595 Collapse

                      Hedging forex me aik aisa option jo ap us waqt use krtay jab ap ye samjhain ke price ap ke against chal rahi ha aur agr isi trah price mere against chalti rahi to mera acct wash ho jae ga. agar is jaga pe trade ko close krtay han to itna loss ha ke ap afford ni kr saktay, to us waqt loss me jany wali trade ke braber but opposit, matlab bpehlay buy ha to ab ap sell ki aik trade laga dain ge, is ap ka acct jahan ha wahin freez ho jae ga. chahy price jis traf bhi jae.
                      • #596 Collapse

                        mere dost mein apko forex market ki key andar yeh advise karon ga ke heding ak strategy ha jo market ke trend ko confirm karne kea lea use ki jate hain i smien do trades opposite to each other hoti ha.
                        • #597 Collapse

                          hedging ka matlab ha barh lagana yani ghairna. is ko aisa istimal karta han forex trading business ma ka ap na 1 trade lagai ha buy ki aur stop loss nahi lagaya aur na hi market kuch up gai aur take profit ko touch karna sa kuch pahla wapas down ki taraf mur gai. jab ap daikhta han ka is ka wapas up jana ka chances nahi aur kafi loss ho raha ha to ap wahan sell ki new trade laga dain ga. ya to yahan market ruk jai gi ya jitna marzi sell ma jai ap ko loss kam sa kam ho ga. jo buy ki trade par loss hota jai ga wo sell ki trade ma recover chalta jai ga.
                          • #598 Collapse

                            bhi es ka matlab hay kay jab aap nay sell may trade lagie hoie hay or aap ko market buy ki nazar aanay lagay tu aap forun hi buy may trade lagatay hain tu es ko hedging kahtay hain.
                            • #599 Collapse

                              gi bhai forex ap ne agr sell dali hui ha to market oper se oper jana shru kr de or ap ko loss ho raha ho or ap is me buy b saath hi dall do jb tk k market apna trend change na krey ha bro achi technique hai but is kay liey bhi acha time find karna hoota hai.agar stop loss ki help say trading ki jaye to ye acha hai or hedging karna boohat risky hoota ha bro
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                hedging brother mujh ko kafi difficult lagti hai forex me kiun ke hedging se better hai ke aap is business me jo hai simply kam karne ki koshish karen takey aap ko mazeed ache profits mil payen or aap zada average se is me gain karte jaen .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X