hedging
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    hedging karna buhat hi asan hay lakin hedging se nikalna buhat hi mushkil hay jahan aap heding karte hain to is ka matlab ye hota hay ke aap ne apne loss ko band kar diya hay yani mazeed loss nahi hoga lakin ab is hedge se niklna maharat ki baat hay.......
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      yes there are many who trade in this way ,it is also the way of the trading that is why if we are doing this then it is not the wrong ,the hedging means to open the one trade and then second at the opposite side
       
      • #363 Collapse

        Hedging se murad woh second trade hoti hai jo hum apni pehlay lagi howi trade k opposite laga daity hai jis se humari equity lock ho jati hai or na us mai koi changes ati hai na he loss zaida hoga na he profit.For example ager trader ney sell ki lot lagai hai 0.01 ki tu trade minus
        • #364 Collapse

          hedging krna koi acha faida na dy ga aor is main hedging tb kia jata ha jab market main kuch smjh na ati ho to stop kr dia jata ha apna profit aro loss to iska mujhy sahih profit na lgta ha
          S
          • #365 Collapse

            Hedgeing ka forex trading me bohat hi zayada role
            hay agar ap forex trading me apna balance same rakhna
            chate hain to ap ko buy aur loss dono order lene hon ge
            es se ap ko na loss ho ga aur na hi profit ho ga.
            • #366 Collapse

              dear forex trading me agar ap ki trade ziada loss me ja rhi ho or ap itnay loss per trade close na karna chahty ho.Ya phir market position up down ho rhi ho tu ap is me hedging karty hai.Or is me some time ziada profit bhi ho jata hai
              • #367 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: kashif702 پيغام ديکھيے
                aslam o alekum mery is forum kay sub members say sawal hay kay ye hedging kia cheez hay aur is ka humain kia faida hota hay tardingn main please explain it thanks
                hedging karna buhat hi asan hay lakin hedging se nikalna buhat hi mushkil hay jahan aap heding karte hain to is ka matlab ye hota hay ke aap ne apne loss ko band kar diya hay yani mazeed loss nahi hoga...
                • #368 Collapse

                  hedging is cheeez kay baray mei mei nai janta ho kay ye kya hai aur is cheez ka kya rule hai is buisness mei kyu kay itni juldi kuch bi pata nai chalta hai
                  • #369 Collapse

                    brother hedgin is ko kehtay hain ke farz karain ke ap ne sell ki trade lagai hui hay aur market musalsal up hi jaye ja rahi hay aur ya phir ap ko lagta hay ke ye up jay gi then don aye gi so then ap buy bhi laga dain aur jahan tak janay ki ap ko umeed hay wahin tak us ko profit main cut kar dain and again sell laga dain is se ap loss honay say bach saktay hain.
                    • #370 Collapse

                      hedging is good term in Forex trading in which a bargainer reduced the decline ratio when you see your dealing is in failure and may be you present big deprivation then you can elude your change in Forex trading and in this way your loss is stooped.
                      • #371 Collapse

                        well janab ye forex business ki taraah ek trading hai yani k ap kesi trade ma phaas jaty ho and ap chahty ho k main iss ko hedge kardo the ap hedge kar k lose and profit ko bachaa skty ho
                        • #372 Collapse

                          Dear member hedging say murad aysi dosri trade haa jo ap apni first trader kay opsite lagty ho maslan ap nay 0.01 ki lot size may buy ki sell laga di haa or market down hona shoro ho gai haa toh ap nah ak 0.01 ki sell ki trade b open kar di ess say ap ki equlity lock hojay gi or ap ko ak tarf say lose ho ga toh second tarf say profit hasab barabr
                          • #373 Collapse

                            dear is k abrymein mein abhi nahi janta hun kio k ismein mein abhi new hun to ismein mein ny abhi tak trading nahi ki hy to is k bary mein nahi janta hun is mein mein abhi learner hun.
                            • #374 Collapse

                              trading main hedging krna aik techniqe hoti ha keh forex main jb market ki smjh na ati he to trader is trah market main apny orders ko sell buy kr kay apan profit loss stop kr daty hain aor phir acha moka dekh kr is min trading start krty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                bhai jan hedging ye hota hy ky ap ny forex trading business men apny analysis or fundamental analysis ki base pr $1 ki trade sell men lagaty ho or market buy men jana suru ho jati hy to ap aik or trade $1 ki buy men laga dety ho jis sy ap ko loss nahi hota or ap ki equity save rehti hy isy hedging kehty hen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X