Hedging me humara jab koi order laga hota hai tu hum us kay opposite same volume ka order laga dety hain. Agar ham ne 1$ ki buying ki hoi hai tu hum 1$ ki selling bhi laga dety hain jis se hamari equity wahi per still ho jati hai or phir aik level pe ja kar hum un me se aik order ko profit/loss me close kar dety hain or market kay trend kay sath phir continue ho jaty hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим