hedging

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #676 Collapse

    Walikum assalam bhaie eisa he k es karobar min bari earning kar leina to asan kaam he magar es kaam k lei humin kafi mehnat ki bhi zarorat parti he aur new se new stretagies banani parti he hum aik strategies like hedging se ab bat karte hin hedging se thore se time min bari earning kar lein ge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #677 Collapse

      bhai main ny bhi hedging k bary main bht sunna hai lekin is k bary main mujhy koi khaas knowladge nahi hai ki ye kya hai or is ko kaisy use karty hai,.
      • #678 Collapse

        jaha tk mara khiyal ha hging double trade ko kehty hain ap double trade laga ly aur jo profit ho us ko close kar dy aur loss wali trade ka profit ma jany ka karin
         
        • #679 Collapse

          janab treding mein hedge ko us waqt use karty hai jan ap ko zeyada loss hony ka khatra ho matlab ap ne ak buy ka order liya hai or market achanak neche any lagi ap ne loss se bachny ke liye ak sell ka order bhi ly liya is ko kehty hain hedge.
          • #680 Collapse

            hedging kay baray mei apko nai guide kar sakat ho kyu kay hedging kay bara mei akbhi bi maiany nai suna hai kay is buisness mei ye kya hai is kaa kya kam hota hai is laiy hi u apko nai bata sakta ho
            • #681 Collapse

              hedging is the strategy so do more trading with unique strategy and earns more from this market.do more earning from this market,and earns a lot of money from this market,do with sense of mind smartness.
              • #682 Collapse

                dear apnay loss ko cover karna ya hedging kahlata hay laykin iss kay liya aap kay paas aik bara dil hona chahiya quen kay market ki moving ka andaza lagana mushkil ho jata hay agar aap nay aik lot buy may ki hay or wo aap ko loss day rahi hay to aap us hi lot size ko sell may pakar laytay ho to market lock ho jati hay iss ko hedging kahtay hane.
                • #683 Collapse

                  wesy to hedging ko koi itna khass faida ni hai is ka kam ye hai k is main cheez ko sale karna kab hai market main losss hony sy phely he ap is main buy b ker sakty hain is main
                  • #684 Collapse

                    Hedging aik trading technique hay eskay tehat hum buy aur sell dono he trade open karty hay aur same volume aur same pair par open karty hay aur eskay liey humary pass ziada balance bhi hona chahiey tabhi kamyab ho sakty hay
                    • #685 Collapse

                      brother hedging ye hota ha k ap ne agr sell dali hui ha to market oper se oper jana shru kr de or ap ko loss ho raha ho or ap is me buy b saath hi dall do jb tk k market apna trend change na krey i thinkis ka koi faida nahi ha g is me ap ko correct decision krna ho ga
                      • #686 Collapse

                        Hadging ka matleb 1 time mn buy aur sell kr lina jis se na to ap ko profit ho ga aur na he ap kp loaa ho ga .but broker aksar ase kam ni krme site .is lye ia se door he rhna chae .kam wo kro jis mn koch mile b .
                        • #687 Collapse

                          bahi forex trading main hedge ki aik term use katy hain basically is main ap apna loss book karty hain ye aik mently satisfaction hoti ha loss book karny ki chaye ap lot ko closs kar k loss book kar lain ya hedge ki sorat main kar lain is main agar ap ko buy main loss ho raha hota ha tu ap is k against aik sell open kar dyty hain or jab tak ap ko sell main profit hota ha utna he ap ko buy main loss bhi ho raha hota ha jab ap ko conferm ho jata ha k ap ki trade ki dirextion change ho gai ha tu ap dosri opposite position close kar dyty hain or fevour wali position ko open karty hain ye ik bilkul he crirtical job ha new trader is main na he prahain tu behar ha
                          • #688 Collapse

                            jahan tak mera khyal hai bhai es ka koi faida nahi hota ulta loss ho raha hota hai jab aap nay sell ki ho aor usay chor diya ho tab hoti hai hedging wese tou hum just posting kartay hain so ziyada nahi pata aap kisi expert say pocho
                            • #689 Collapse

                              heging say murad loss wali trade k opposite trade lagana hai new trader is say door hi rehain to acha hai is ko sirf expert hi kar sakta hai new trader ko loss hi ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #690 Collapse

                                hedging ye ha k aap jb koi trade kr dain or wo aap k mukhlif chali jaye aap us trade k barakas aik or trade kr dain ta k aap ko agar faida na ho to nuksaan bhi na ho is ko hedging kehte han lekin meri aap ko slah ha k aap bilkul bhi hedging na karain ye confue krti ha..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X