hedging

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #826 Collapse

    ye jahan tak mera kheyal hai k hamain is main learn kar k kam karna ho ga ta k hamain earning main main asani ho aur is main faida ho aur it is good
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #827 Collapse

      hedge ik rule hai simple ya two pending order place krta hai sell stop or buy stop k market jis terf ja hai ap ko profit lakin agr market reverse a ja hai then ap ko bhot loss ho sakta ha i advice use kro to dakh kr he krna
       
      • #828 Collapse

        ye abi ak kism ki trade hai is main market ki movement ko dekh k trade karty hain is main market ki up downs ko dekh k hum hedging ko use karty hain tak hamain is main loss kam ho aur earn ho
        • #829 Collapse

          Hedging actually insurance ka dosra nam hai lakin yeh bohat khaternak hai. Agr aap experienced nahi hain to hedging ko use mat krain. Agr aap ny trade open ki hai aur wo trade aap k against main ja rahi hai to aap opposit trade pr aik aur trade open krain gay same pair ki is ko hedging kehty hain.
          • #830 Collapse

            bhai hedge ik ea hai jo market ma two pending order place krta hai agr ap k pass high investment hai ap taab he hedging krna other wise is ko kbi be use na krna kyu k ya account wash kr dta hai baaz waqt lot trigger na krna sa
               
            • #831 Collapse

              Wa alaikum Salam, bhai hedging ka faida yeh hay k is ay hum mazeed nuqsan say bach sakty hain, agr kabi ghalti say ap market k trend k against trade laga dain mean agr apnay koi trade cell kr di aor market uper sy oper ja rahi hay nechay janay ka nam nai lay rahi to ap aik aor same trade buy kr dain. us say ap ki equity jitni hay utni e rahy gi, phr jab ap dekhain k ab market ka trend wapis nechay janay laga hy to buy wali lot close kr dain aor wait kren k market wapis us level pay aye jidr apnay cell wali lot lgae thi, jab udr aye to ap cell wali log b close kr dain, lakin yeh bht time taking process hy.
              • #832 Collapse

                bhai forex ma hedging use karna chya too ni ku kya asa ap ko loss per loss hota jya ga agr ap ki trade koi bi postion per nh jati too ap ko account sa wash bi ho sakta ha too ap ko chya ap koi or chezz dakh ku kya jatna balance huma forex provide karti ha hum hedging nh kar sakta
                 
                • #833 Collapse

                  Gee mery bhai begging say murad hai k ap ak he point par sell aur buy ki entry krtay ho. Likan Jo bhe es market mai hedging krta hai tou wo news ko follow krta hai. News ky begarcap es market mai kamyabi nahi hasil kr sakty ho.
                  • #834 Collapse

                    Dear friend heding us weqet legai jati hy jab hmari legai hoi tep sy sy hm ko loss hona shoro ho uor forex trad min heding istamal ki jati hy or heding sy murad hy k tepy min loss ho to us weqt heding lagani chaea
                    • #835 Collapse

                      Forex market mai heging krna bhe ak strategy hsi. Es waqat bohat kam.log hai Jo es style par kam kr that hai. Likan zada tar log es market mai strategy ko follow krtay hai. Aur market mai profit ko earn krtay hai.
                       
                      • #836 Collapse

                        Hedging aik popular trading strategy hai aur kafi saray traders iss ka istimal karte hai . hedging mai aik he currency pair mai , aik he time mai dono side ke movement per trade laga kar profit earn karnay ke try ke jate hai ya phir ager trader ko aik trade mai loss ho rha ho tu woh trade ko band kiye baghir us ke opposite trade laga daita hai yeh b hedging hoti hai.
                        • #837 Collapse

                          forex trading main agar hum sahi say mehnat karen gay tab he humay pata chly ga keh esmain konsi term use hoti hay aur kaisay hum market main theak say earning kar sakty hay
                          • #838 Collapse

                            forex main hedging ye hai k agar hamari trade loss main chali jaae ya achanak traend change ho jaae to ham us trade k opposite trade open kar sakte hain yaani hamara loss us se cover ho jaae aor jab wo wapas trend pe aae to pehli wali bhi clear kar lete hain
                            • #839 Collapse

                              Mery khayal say hedging ak bohat he zada dangerous hai. Likan phr bhe much teaders krtay hai. Es mai hum ak he point par sell aur buy ka order open krtay hai. Aur es mai hum ko bohat zada active hona hota hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #840 Collapse

                                is main bi hum trade karty hain is main hamain learn kar k kam karna ho ga is main hum buy ya sell karty hain is main phar hi trade kar k earn kar skaty hain hamain pratice karni ho gi is main trade ki ta k loss kam ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X