Who control the market?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    market cnotrol

    I think forex market ko individual to koi control ni krta. Is main kafi saray log involve hotay hain jesay inter bank, invister , traders etc. Jo mil mila k is market ko conrol krtay hain. Ye to world level marketing hai agar kisi bnday k pas control agaya to wo to super power bn jayga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      bhai is ka jawab to shayad yahan aap ko koi nahi de sakta hai kiun ke aik he market poori dunya me chal rahi hoti hai , different brokers is business me hote hain jo ke traders ko trading karwa rahe hote hain shayad mujhe lagta hai ke brokers he market control karte hain .
       
      • #93 Collapse

        mery heyal say elada alada world ke currency huti ha iss leay iss ka talek gov k hath hu ga wo he iss kay fislay leti hu gi ya ma apnay hyal say bta rha hu ma iss forum ma new hu aur abi trading suroo ki ha.
        • #94 Collapse

          Forex market ko control krnay wala koi ek banda ya shaksh nhe hota balky iss main stock exchange ka bhi role hota hai, aur iss main trading companies bhi involve hoti hain, jo k apni planning sy world economy k mutabik online trading ka moka dayti hain, aur i think ye moka sab ko avail krna chahye, kyonk free of cost sirf posting sy bonus koi aur trade nhe dayta.
          • #95 Collapse

            forex market ko pori dunya say forex trader control kartay hain or sub brokers ko use kar kay trading akrtay hain or forex market ko control kartay hain or sub buyers or sellers ais ko control kartay hain q kah jitnay buyers ho gay market upper jaye gi or jitnay sellers hon gay market neechay aye gi.
            East and west....Pakistan forex forum is best..:cool:
            • #96 Collapse

              as i know traders investor control the market. but in this subject i have little knowledge. so i dont want to say more about this
              • #97 Collapse

                i think forex market ko kon control kar raha hia ye to nahi pta mujhy and i think in addition dependable business through on the internet. Persons around the globe strive to be a broker in fx. I mean because of its popularity and in addition rewarding dynamics. So you can mension this like a trustabl business regarding dealing
                 
                • #98 Collapse

                  Forex trading ko brokers control karte hain. yeh log owner hote hain business kay. In kay pas systems hoty hain jin pay 24hours market chal rahi hoti hay. wohi log money management karte hian or wohi log sab kuch control karte hian. sab responsibilities inhi logon ki hoti hai. yeh zimadari ka kam hay isliye har koi nai kar sakta.
                  • #99 Collapse

                    dear market ko control mind karta hai our jis k pas mind hai us ko pata hai k market kis point par may nay control karni hai our kesay karni hai our jis point say ap control karo gay who only ap nahi kartay hai sub sub trader us point say control kartay hai our pher market ap ka haq may start ho jati hai
                     
                    • #100 Collapse

                      Forex marekt is not controlled by any single person. it is infulenced by many factors. the major reason of its movement is international dealings of countries. when a country buys or sells any thing to other country, his currency goes up or goes down respectively.
                      • #101 Collapse

                        Forex k jo broker hain. wohi market ko control krte hain.profit bhi market hi deti hai jis ko control broker hi krte hain is se zeyada is sawal k jawab ka mujhe ni pata
                        • #102 Collapse

                          mera takriban 6 mahine howe hain is forex trading main is lia mujhe ziada pata nahi hay ke is market ko kon chalata hay lakin itna pata hay is main aik currancy ko kharida jata hay dosri ke mukable main aur wos se profit lia jata hay
                          • #103 Collapse

                            is bary main koi broker hi define ker skta hay kay forex ki trading market ko kon control krta hay but mujhy to itni si bat ka information hay kay jis country ki market main hum trade krty hain jesy main singapur ki market main kam krta hon to its means kay is ki forex market ko singa govt control krti ho gi maybe
                            • #104 Collapse

                              dear hum market ko control nahi kar skta hain kyun k market k circumstances world k circumstances se relative hain. kuch bhi kase bhi time ho skta hain aur koi ya ka k main market ko control mein kar skta ho ya main market ki movement se pehla se muj ko pata hai tu ya baat galt hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                dear forex business me jo forex borkers hain wo forex ki market ko control karte hain aur wo har tarf se equalize kar kay forex ki market ko cover karte hain aur market ki movement ko internationally rates kay mutabiq change karte hain aur forex propfitable business hay.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X