Who control the market?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    market ko control to forex kay broker he kertay hain aur pher ye baat bhe un kay elam main hoti kay market main profit aur loss ki shara kesi hay forex main hamain international market main trading kerna hoti hay jo kay aik boaht he achi bat hey broker he trading kerwata hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      salam friends, there are many people who control forex trading. They are brokers, investor, traders and visitors, they are huge number of people who use forex trading, because it is a globalize business.
         
      • #48 Collapse

        forex market ak bht bare market ha aur forex market ko brokers control krty hayn aur market ki sb information brokers ka pss hote ha.
           
        • #49 Collapse

          you can control your self and market in forex trading people can work at home forex there are many people can do this job you can control also market in forex
           
          • #50 Collapse

            Yeh ik global market hai jis ko koi Markazi kirdar control nai kart is market mei Main participants Big international Banks hain, jo k 24 Hours, Asian , American aur European Market main Traders currencies ko Buy ya sell karty hain, jab Asian market close hoti ha to American Start ho jati ha, jab Amerian close hoti ha European market kam shuru kar deti ha, Time difference ki wajha say 24 Hour Trading hoti ha...
            • #51 Collapse

              bhai is bary main mery pass koi information nai hay aur i think kay jis country ki ye market ho jesy meri market singapur market hay to i think kay si market ko bhe singa pur ki government hi control ker rahi ho gi aur insta forex humary orders is market main access krta hay may be
              • #52 Collapse

                I think in my knowledge when forex news release then many big banks from many countries has decided for sell or buy then all forex user also invited in this market so big impact is from big banks and big investors and we are the little trader .
                • #53 Collapse

                  Salam Dear Friends, main tou aik new bie houn mujeh tou aik din hoa hai tradnig ke baray main perhtay hoay per main apko yah bata doun ke i think ke banks our bari bari companies ki wajah say change ati hai market main.
                  • #54 Collapse

                    jis kam mein lalach ho wo hamesha niqsaan ka zaria raha hai kehte hain ke lalch buri bala hai tou sahi kehte hain ziada pese kamane ka lalch apko akhir mein nuqsan ke pas lake khada kardeta hai jahan se wapisi bht mushkil hoti hai
                    • #55 Collapse

                      market economic conditions or buyers or sellors ki waja say move karti hai.jab bhi koi bari news hooti hai to market move karti hai.is liey fundamental or technical analysis ki help say hum market kay trend ko predict kar sakty hain.
                       
                      • #56 Collapse

                        Zberdast question ma apko btata hon forex kesy chalti ha kisi b cruncy ka rate up ya down tap hota ha jab us cruncy ma billians k sath investment hoti ha or jab invest kiya hoa paisa wapis nikal liya jata ha tu rate down hota ha forex ma sab sy bra invester google ha fb and .. so on jab paisa invest hota ha tu rate b berhta ha yehi market ka rule ha
                        • #57 Collapse

                          Forex market ko control krne wale bare investors hote hai jesa k banks, companies or individual big investors. Jo bari amounts invest krte hain market main jis se prices main acha khasa effect parta hai.
                          • #58 Collapse

                            forex market ak asa business ha jis ko diffrent countries k bray investor control krty hain un ki invesment se hi market upp ya down jati ha jis main inter bank ,brokers, shamil hoty hain ,investor hi market ko chalata ha main point yehi ha
                            • #59 Collapse

                              listen dear mujhe yeh to pata nhi he ke forex ko kon control karta he, but i think ke forex me jo currency pair ke rate up down hote hen wo broker ke through hote hen jis se trader ko trading me profit hota he.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                bhai meray kayal main forex bussiness ko kafi factors control kartay hain un main sab say bara factor supply aur demand ka ha kyun kay jon jon kisi cheese ki demand barti ha issi ratio say uss ki supply barti ha iss kay ilwa baray broker aur state bank currency ki ups down ko control kartay hain aur baray investors bi market ko kafi effect kartay hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X