Forex trading may kise ke mehnath zaaya nahee hothe.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading may kise ke mehnath zaaya nahee hothe.

    ji han bilkul aisa Hi aapki yah baat hai bilkul theek hai ki forex business mein jo jitni jyada mehnat karta hai vah utna hi success hasil kar pata hai isliye aapko agar ek achcha trader banna hai to uske liye jaruri hai ki aap khoob mehnat Karen is business ko acche se Samjhe tha ki aap ek acche trader Ban sake
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading may kise ke mehnath zaaya nahee hothe.

      Ji Assalamu Alaikum Mere Pyare dost aapane bilkul theek kaha hai ki Forex trading Lagane Se Kisi Ka man Nahin Hota lekin ek baat Ka Khyal hai ki vah lalach na karen to Main Tujhe yah Nahin Hoga agar koi bhi ho Talash Karega to main aatmhatya hone ke Kafi chance Hote Hain
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading may kise ke mehnath zaaya nahee hothe.

        manage kar kay market main kam karna ho ga jis ki help say hi hum trade ko use kar sakty hain is main agr understand karna hay to is kay liye kafi practic karna ho ga kun kay is ki importance ho gi to hi kam karna kafi best ho sakta hay hard work kar kay achy say kam karna ho ga
        Click On Name And Visit My Journal
        Naseer953 Trading Journal
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading may kise ke mehnath zaaya nahee hothe.

          Ji han bhai jaan aapane bilkul sahi tarika Forex mein mehnat Kisi ki bhimehnat ko chhaya Nahin hota hai agar ham mehnat karte Hain tumko uska fal jarur milega isliye humko chahie kam jyada se jyada mehnat Karen aur is se kuchh Na kuchh profit lene ki koshish karen aur humko post chicken per jakar humko achcha laga
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading may kise ke mehnath zaaya nahee hothe.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
            Forex trading asa business hay jis may jo be member jithne mehnath kartha hay osko asay he sila miltha hay our is may kise ke mehnath zaaya nahee jathe jo ziada mehnath kartha hay wo ziada maids utatha hay our jo kam mehnath kartha hay osay kam faida miltha hay.
            Forex trading ine Aise Logon Ko success Milta Hai Jo mehnat Karke kam Karte Hain mehnat Karne Wale Logon ki mehnat is business Mein Kabhi Bhi Aaya Nahin jaati Jo log mehnat Karke kam karte hain is business se profit Jarur banate hain
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #21 Collapse

              Re: Forex trading may kise ke mehnath zaaya nahee hothe.

              Main ap ki baat say agree hon dost Forex and trading main jo members jitni mehnat say work karty hain unhain us hisab say bonus diya jata hy Forex forum of pakistan main kisi members k sath na insafi nahi ki jati Forex main work karny waly new members apni posts aur threads ki quality ko behtr bnain is k ilawa trading main acha profit hasil karny k liyay demo account per practice karain
              • #22 Collapse

                Re: Forex trading may kise ke mehnath zaaya nahee hothe.

                Asalam-o-alikum dear ap ny achi bat ki ma apki bat sy agree karta hun mehnat kese ki bhi zaya nahi hoti hy , agar hum forex mein mehnat karty hain to es sy achi earning bhi kar sakty hain , agar humy loss bhi hota hy to ya na samjhiye ky humari mehnat zaya ho gaye hy asa nahi hy , ap ny jitni mehnat ki the forex mein to apko forex mein knowledge to hasil howa hy na ,jis sy ap phir kamyab bhi ho sakty hain knowledge ko use kar ky
                • #23 Collapse

                  Re: Forex trading may kise ke mehnath zaaya nahee hothe.

                  G bilkul friends forex trading may kisi ke hardwork waste nahi jati, hamay us ka ajar zaroor milta ha. hamay chahiyay k hum khoob mehnat say apna kaam karein phr agar hamay kabi loss ho b jaye to us say hamay apni mistakes say seekhnay ko milta ha or hamara experience level develop hota ha. Agar hum hardwork krtay rahein gay to hum zaroor successful hon gay.
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex trading may kise ke mehnath zaaya nahee hothe.

                    g bilkul asa hi ha forex trading ma jo mewhnat se kam kerte hen un ko preshan nhi hona chahye apni mehnat per yaqeen rekhen kyun ke mehnat ke bagair koi kamyab nhi ho sakta is liye jo mehnat or lagan se kam kerte hen un ki mehnat kabi zaya nhi hoti un ko mehnat ka sila zaror milta ha kyun ke mehnat hi kamyabi ka zariya ha
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex trading may kise ke mehnath zaaya nahee hothe.

                      Forex trading may kise ke mehnath zaaya nahee hothi gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi planning ky sath trading kerain too aap ko achi earning bhi hoti hay forex main aap ki mehnaat kabi ziaya nai hoti hay.
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex trading may kise ke mehnath zaaya nahee hothe.

                        G mere dost forex me kisi ki bhi mehnat waste nahi hoty sab ko mehnat ka phal zaroor milta ha agar ap jitny mehnat karo ge apko utna he benefit forex me hoga agar mehnat nahi karo ge to ap forex se kuch hasil nahi kar sako ge is liye hame ziyada se ziyada mehnat karne ki kushish karny chahiye
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex trading may kise ke mehnath zaaya nahee hothe.

                          Asslamo Alakum wellcome to pak forex forum dear friends ap ki bat se agree krta hun bht achi r pyri bat ki hai k Allah kesi ki mhnt zay ni krta es ly forex p ap ki mhnt khtm ni hoti us k ly ap ko forex min acha bonus hasil hota hai
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex trading may kise ke mehnath zaaya nahee hothe.

                            Forex trading main kisi ki bhi mehnat zaya nahi hoti que kay boht say trader khud ki mehnat khud hi zaya ker letay hain. is liye hamen pehlay forex ko seekhna chahye aur is ko learn ker lena hi behter hota hay bajaye is kay pehlay losses kiye jaen aur bad main trader ko pata chalay kay forex ko pehlay seekh leta to shyd itna loss na kerta aur profit hasil ker leta.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex trading may kise ke mehnath zaaya nahee hothe.

                              Bilkul galat bat hai forex mai mehnat zaya zaror hoti hai itni mehnat se posting kren r post ki lines k sath sath ye bhi khayal rakhen k same post na likhen phir wo delete ho jaen to ye forex hamari mehnat zaya hi ker raha hai jab k boht si aesi post dekhi hain jo 2 ya 3 lafz likh ker agy dots laga dety hain ya threads se related nahi likhti ya br br eik hi bat kr dety hain k hum is mai day mai bji kam ker salty hain night mai bhi br br yehi bat ki jati hai to aesi post kiun nhe delete kerta forex meri abi bhi 12 post delete hui hain r mera nhi khyal k us mai kuch bhi fzol bat ki gai thi😏

                              اب آن لائن

                              avatar Ayn
                              Working...
                              X