Over confident hony ki koshish nahi karni chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Over confident hony ki koshish nahi karni chaye

    G dost hame kabhi bhi over confident nahi hona chahiye agar ham over confident ho kar trading kare ge to ham se bohat sare mistakes ho jaye gy jin ki wajah se hame loss bhi ho sakta ha over confident trader kabhi bhi kamiyab nahi hota is liye sirf confidence ke sath trading kare
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Over confident hony ki koshish nahi karni chaye

      Dear friends aap sab log khairiyat se Honge friends Mere opinion ke mutabik overconfidence kisi bhi field mein ho ho ho aapane bilkul bhi achcha Nahin Hota overconfidence Hamesha aapko Los karvata Hai over confidence Chahe aapki life mein ho ya aapke Business mein aapko Har Jagah per Sharminda hi Hona Padega isliye sirf utna Hi Kam Karen Jitna aap ke pass knowledge hai
      • #18 Collapse

        Re: Over confident hony ki koshish nahi karni chaye

        G han my dear forex friend humy trading k doran over confidence nhi hona chahiy jsb hum over confidence ho k trade lagaein gy to hum galt trade laga bathy gy or humy big loss bhi hi skta is liy humy chahiy kih hum confidence k andar rah kr trading karen
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Over confident hony ki koshish nahi karni chaye

          Gee han hum ko over confident honay ki koshash kabi nai karny chayie zaida profit honay par over confidence nai hona chayie jab aap zaida profit par over confidence ho jay gai phir aap control se bahar ho jao gai had se zaida profit bananay ki koshash karo gai phir kisi waqat control se bahar honay ki wajah se zaida lot and trade laga kar apny trade ko phansa kar high loss b kar lo gai is liay hum ko over confidence nai hona chayie

          اب آن لائن

          Working...
          X