Over confident hony ki koshish nahi karni chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over confident hony ki koshish nahi karni chaye
    Agar hamy bahot zeyada be profit ho jata hay ya ham market ko understand kar sakty hey to per be hamy kabi be over confident nahi hona chaye, hamesha cool ho kar market ka jaiza lena chaye aur zeyda koshish ye karni chaye key position trading ki jaye ta key hamy loss ka chance kam se kam ho, over confidence ki waja se traders risky trading karny par majboor ho jaty hey esi trading me loss ka chance bahot zeyda ho jata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over confident hony ki koshish nahi karni chaye

    forex business main confidence zaroori hay lekin agar ham over confidence main aa jaty hain to ye hamain loss detaa hay es liay hamain over confidence say bachna chaheye
    • #3 Collapse

      Re: Over confident hony ki koshish nahi karni chaye

      G han forex trading men over confidence bhi loss deta hey kiun k kuch log aik ya 2 trades men acha profit hasil kar letey hen tu woh over confidence ho jatay hen woh samjhtay hen k woh kamyab trader ban gay hen iss liay over confidence se perhez karen aur self confidence ko improve karen
      • #4 Collapse

        Re: Over confident hony ki koshish nahi karni chaye

        over confidant k sath ager ham markete men entre hon gy to ham us men ham kbhi bhi apna nuqsan ker sakty hain.is liiye ahmen chye k ham rules ko kbhi bhi break na kren ager ham markete k rules aor jo bhi lot size aor saber kren gy to ham lazmi tor per kam nh ho sakty hain.confidance zroori hai aor aor is k illawa hamen chye k ham ryukes ko kbhi na toren.rules are very important to be a successfull trader.
        • #5 Collapse

          Re: Over confident hony ki koshish nahi karni chaye

          yes brother hamyn over confidens ni hona chaiy agt ham ove confidens ho jaty hy to ham lalch mn par jjaty hyn or apnay acount say hath dho bethty hyn or is chez ka bahsas tab hota hy jab hmara acount khtam ho choka hota hy or is mn hmary pas sirf pachtanay k siva koch ni hota
          • #6 Collapse

            Re: Over confident hony ki koshish nahi karni chaye

            G bilkul ap ny thik kaha hy humain aver confidence ni hona chahiye aur humain koi asi post ni lani chahiye jis main humain loss honey ka doubt ho aur humain trading main ziada lalach bhi ni karni chahiye kioun ky lalach karny wala kabhi kamiyab ni hota.
            • #7 Collapse

              Re: Over confident hony ki koshish nahi karni chaye

              Asalam-o-alikum dear ap ny sahi kaha hy ma apki bat sy agree karta hun overconfident member forex mein hamesha loss ka samna karty hain , wasy bhi overconfident hona achi bat nahi hy , humy trading mein sabar sy aur soch samjh kar trading karni chahiye es mein humy overconfident nahi karni chahiye warna humy loss hoga
              • #8 Collapse

                Re: Over confident hony ki koshish nahi karni chaye

                G brother ap na blkol thk kha hami over confidence ka shikar kbi ni hna chahye q k agar ham over hny ki koshish kry gy to ham nakam hn gy hamri trading hami loss dy h hami pory mutamin tariky sa hosh o havas mi rhty hoy trading krni chahye agar ham is trah ka tarika apnay gy to kmyab hn gy otherwise ni
                • #9 Collapse

                  Re: Over confident hony ki koshish nahi karni chaye

                  Boss aap ki baat belkul durast hai aur zindgi ka kio b shoba ho ham ko as mien plan karna hota h agar hamara plan mazboot h tu ham as mien her bar kamyab ho sakte hien aur agar hamara plan mazboot nahi h tu ham as mien apna nuqsaan ker sakte hien
                  aur kio b as mien apna nuqsan nahi kerna chahta h as lyee ham ko as mien her bar aik proper plan aur mansoba bana ker as mien kaam karna hota h aur hamain as mien over confident nahi hona chahye aur as mien behtreen trading karna chahaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Over confident hony ki koshish nahi karni chaye

                    g haan ap ki bt bilkul thk hy asal mn jo new members hoty hn wo over confidence ho jaty hn thory sy knowledge k sath wo apny ap ko bhot bry trader smjny lg jaty hn aisa hargiz nhi krna chahea jb ap over vonfident ho jaty hn to over trading krtty hn air loss krty hn aisa hargiz nhi krna chahea tb hi ap aik achy trader bn skain gy ...
                    • #11 Collapse

                      Re: Over confident hony ki koshish nahi karni chaye

                      Overconfidence nakami ka phla qdm hai is lia forex main hmn confidence sy kam krna chaya overconfidence r over smartness hamry lia loss ka sb sy bra sbab bnta h overconfidence sy loss hota h
                      • #12 Collapse

                        Re: Over confident hony ki koshish nahi karni chaye

                        Dear friend forex business mn trading kaa Duran app jab over confidence hoo kar teared karta han too app ko over confidence saa app koo losses kaa Samna karna parta ha app jab koo market koo Read kia baghir teared karana app koo nuksan kaa Samna karna parta Haa
                        • #13 Collapse

                          Re: Over confident hony ki koshish nahi karni chaye

                          pasand karne waali tou koi baat hi nhi har band hi isse pasnd karta hai insaan usi cheez ko na pasnd karta hai jiss se is ko faida hasil na ho iss se srf faida hi hasil hota hai issi liey log isse psnd karte hain k pakisatn forex forum ko log is waja sa acha use karta hain k iss sa hum ko achi earing hasil horhe hon iss waja sa hum ma pak forum sa bht pyar hain i love pakisatn forex forum
                          :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
                          • #14 Collapse

                            Re: Over confident hony ki koshish nahi karni chaye

                            Friends hamay khud pr confidence hona bht achi baat ha or yay hamaray business k liyay b bht beneficial ha. Aik confident businessman her tara ke difficult situation ko achay say handle or manage krnay ke qabliyat rakhta ha lekin agar hum over confident ho kr kaam karein gay to hum bht see situations may wrong decision making kr lein gay jis ke waja say hamay loss bear krna paray ga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Over confident hony ki koshish nahi karni chaye

                              bohat he achaa sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum forex trading ma 2 cheezoo ko chore da us ma ak ha lalach or dosri ha ka hum kabhi be over confidence na ho to best hoga warna ager hum es ko nhi chor ta ha to per hum ko loss ka elawa kuch nhi hoga..............

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X