Forex Trading without loss?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    ji bahi ek baat mein apse kehta hun ke loss ka koi pata nahi chahe wo forex ke ilawa koi bi business ho zindagi ko agar dekha jae to zindagi bi ek risk hai or risk ke saath hi sab kam kate hain or darn nahi chahye forex mein hum ap life ko badal sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      mein nahi samjhti kay forex trading without loss ho sakti hai ku kay mera matlab hai jab ap ko start mein itna experience nahi ho ga trading ka to offcourse ap konuksan ka samna karna par sakta hai or agr loss ho to is mein faida hi hota hai kay ap ko bht kuch seekhny ko mil jata hai jis se ap kay kam mein improvement ho jati hai.
      • #78 Collapse

        nai yar forex trading ik bussiness hai iss liye dosry bussiness ki tarhan forex mai loss hota hai forex trading mai ye bilkul nai hai ke loss na ho or ye to mere khayal mai kisi bhi bussiness mai aisa nai hai ke loss na ho loss se insan ko darna nai chahaiye balky loss ko manage karna chahiye kiyon ke forex mai wohi kamyab hai jo loss ko manage kar leta hai.
        • #79 Collapse

          forex trading loss ke baghair possible nahi hai. agar hum aik acha trader banana chahtay hain to humein risk lazmi lena parta hai. risk ke baghair hum forex main big earnings nahi kar patay hain.
          • #80 Collapse

            Dear brother forex trading aik hard and risky business hay es without loss trading karna possible nahi hay, because profit kay liay bohat zaida experience ki zaroorat hay and without loss hum experience hasal nahi kar sakty.
            • #81 Collapse

              asala o alaikum dear friends , umeed karta hon ap sab kheryat se hon gay, mere khyal main dono cheezain hoti hain trading main but for profit you must have to be more efficient and quality oriented.
              • #82 Collapse

                Es business ki khobsorat ya badsorat bat ye he k hum es business min loss bhi le sakte hin es lei to ye business buhat hi thrilling bhi he es min loss aur profit dono hi mojod hin magar humari earning asal min depend karti he humari knowledge aur huamre experience pe jo hum time guzara kar hi hasil kar sakte hin.
                • #83 Collapse

                  ji haan yeh concept to bilkul galat hy ke kisi bhi business me aap sirf profit earn kar sakty hyn or loss se bach sakty hyn or trading me bhi yehi rule apply hota hy k aap good earning kar sakty hyn bt loss bhi utna he ho sakta hy
                  • #84 Collapse

                    nahi jnab,,,meray khyal main to esa buiilkul bhi nahi hotqa hay jnab,,,mujhy lagta hay k app k stah hi esa ghua hio ga jnab....si liye hi app keh rahy hain jnab
                       
                    • #85 Collapse

                      dear friends jahan forex me log aty hn or kehty hn k forex aisa hai forex me acount band kr dia ya disable kr dia to wo es cheez ko achi taran samj lain k forex me kuch log aisy b hn jo k without any loss pr kam kr rhy hn ... mtlb un k sat to aisa kuch b ni hua ... q k wo forex k expart log hn full knowledge or experience hai un k pas ......
                      • #86 Collapse

                        Forex trading is a very wast business market. Like other business field , there is also Posible Loss and Profit both . If a person is Trading with full trading knowledge and marketing experience then he would get Profit, and if a unskilled person without experience do so he will lose his money.
                        • #87 Collapse

                          nai is work main ap without loss nai earning kar sakte is main ap ko earning karne ke liye bohat kuch sekhna padta hai aur is main sekhne ke liye ap ko loss se bachna pade ga loss aur profit to is ka hisa hai
                          • #88 Collapse

                            In my point of view, there is no business in the world that have no option of loss. Every kind of business have profit or loss. Loss and profit are the main part of business. So we should not worry about the loss. Forex is also a big world wide income platform. And in this business there is possibility that there will be loss or profit.
                            • #89 Collapse

                              forex trading withou loss nahi hota and forex mein ap ko lalach nahi karni chayie aur ap ko low profit bhi accept karna chayie ager ap lalach karo gay tu is tarha ap ko loss h jay ga ager ap forex mein emotional hotay hay tu ap ko chayie kay is say avoid karay ap forex say good profit made kar saktay hay .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                ye mumkin hota to sari dunya k log aur kam chor kar is par lagey huwey hotey aur is par logon ko b ahut sra profit kamatey .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X