Mistakes to avoid for beginners
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    i think forex main sab se bari ghalti yahi hay ke hum forex ko baghair seekhai he shuru karain aur haum ko loss ho jai aur phir ye ho gha ke hum can be kaam ko forex ke platform ko chor kar baag jain gai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex trading business main hamen mistakes sa bachna chahye khas tor par forex trading main newbe ko apni mistakes par controle karna chahye ta ky forex trading main wo good trading kar saken or sucessful ho jaen .
      • #18 Collapse

        g han ap ne theak kaha hia bhut se tarders main yehi masla huta hai k un k pas The lack of experience huta hai pher bhe wo tarding kerte hain.,
        • #19 Collapse

          g han forex aik boaht hi barra business hai jis main hum apny profit ko hasil karty hain hum ko forex main bohat hi ahtiyat sy kam karna chahiay jo hamin nuqsan na pohncha sakay aur bargainer kay liay aik advise dena chahta hoo kay wo apni practice aur experience main azafa karay.
          • #20 Collapse

            g bhai apk sary points se agree krta hn...specially for begginers lack of knowledge hy ye zada mainey rakhta hy ro ek or bat greed ko control ma raklhna ...jop k begionenrs k liye bojt problm aati hy
            • #21 Collapse

              Aslam o alikum dear!! i agree with this thread or view here some mistake are mention in this thread.
              *lack of experience.
              *not do demo.
              *no money management.
              * no best skill .
              *no market trend and knowledge in this business.
              • #22 Collapse

                jo bhi new traders hoty hain wo zada mistak ker k loss khaty hain un ko lalach hota hai or knowledge buhat kam hota hai or market ko dekh ker analys bhi nahi kerty jis waja se un ko zyada loss hi khana perta hai.
                • #23 Collapse

                  forex aik good business hai aur aap ko is business mein success ky liye forex tips ko lena hona hai tab aap ja akr khuch profit make kar saktay ho otherwise aap is business mein apni sari money loss kar deh gy aur pir aap is business ko dislike kary gy is liye aap avoid kary mistakes sy.
                  • #24 Collapse

                    yes the beginners should avoid from the mistake because the forex trading is very risky business business the beginners lose when thy fell down in greed and when they have no experience it cause the mistake in forex
                    • #25 Collapse

                      1.greed se bachna chahye,
                      2.patience se kaam lena chahye jaldbazi nahi karni chahye
                      3. khouf nahi hona chahye
                      • #26 Collapse

                        Dear forex trading business aik good profitable business hay es main beginner ko demo account main first trading practice kar leni chhayie because real account main mistke say bacha ja saktay.
                        • #27 Collapse

                          sir baat ya ha kay agar koi bhi new user hota hy usko loss to lazmi hota hy lakin sir baat ya ha kay ma apko yahi kaho ga kay aek acha tarder banay kay liye bs apko mehant krni chahiye or apko demo account ma tarding krni chahiye tab hio ap kamiyab ho skaty hy
                          • #28 Collapse

                            is main hum mistake karty hain to trade main kafi loss ho sakta hy so humain is main low risk main mistake say pak trade karni ho gi ta kay market main achi earning hasil ho sakay dmeo ko use kar kay kam karna ho ga
                            "The mind is everything, What you think you become"
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              my dear trading fellow us main apni mistakes ko control nahe karean gay to tab tak us main hum apni mistakes say learn nahe ker paen gay humean su main try kerna ho ge k mistakes ko repeat na krean ourpher he hum achy trader ban sagty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X