Trading kay doran traders ke yahi koshish honi chaiye ke woh apni trade ko open karny ke liye kam say kam trading Karin iss say traders kam time kay liye market mai rehin gaay aur inka trading mai risk b kam ho saky ga. Ager trading kam Karin aur market ka jaiza ziada Karin tu iss ka kafi faida ho sakta hai . Achy trader market ka jaiza ziada dair karty hain aur trading kam karty han.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим