Forex Trading Main Nakami Ki Wajohat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex Trading Main Nakami Ki Wajohat

    g haan bhai jaan ham as forex trading main as liy nakam hote hain q k ham as main mehnat nahi karte as liy hamein chahye hai ke ham as main mehnat kar ke kam karen hamein kamyabi asani se mil jay gy as liy mehnat zaror karna chahye hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex Trading Main Nakami Ki Wajohat

      g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai aor main ap ki bat se agree karta hon hamein chahye hai ke ham jis waja se nakam ho rahe hai mera matlab hai ke ham kisi bhi kam karne se forex trading main nakam ho rahe hai jese ke greed tu hamein us se bachna chahye hai tu hi ham as main kamyab ho sake ge
       
      • #18 Collapse

        Re: Forex Trading Main Nakami Ki Wajohat

        Forex trading Manik army ki bahut hi Baj raha tha lekin sabse Main Aur Badi vajah aapka Lage Aur emotions Hai Jiski vajah se aap is market mein bahut jyada loss karte ho aap ko chahie ki Apne lalach se bache bache
        • #19 Collapse

          Re: Forex Trading Main Nakami Ki Wajohat

          Forex trading business mein naakam hone ki buht si waajoohaat han in mein sab se ziada ehm hy forex ka knewledge aur experience kam hona agr knewledge aur experience kam hu trading kartay han tu bhi kaamyaab nhi ho saktay is k elwa greed emotional trading jald bazi mein trading kartay han tu bhi kaamyaab nhi ho saktay
          • #20 Collapse

            Re: Forex Trading Main Nakami Ki Wajohat

            good morning friends ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge friends forex trading menaka mi ki wajohat kya hai main kahana chahunga na kami ki vajah to sabse pahle yah hai ki ham forex trading pak kam karne ke liye koi planning nahin karte hain sabse pahle hamen planning karni chahie uske bad ham posting to karte hain lekin experience aur knowledge nahin hota hamare pass aise hi posting karte rahte hain to yah hamare sabse badi mistake hai iski vajah se bhi ham na kami ka shikar bante hain iske bavjud hamen zyada se zyada acche tarike se forex ko time dena chahie jabong forex ko acche se time denge acche se samjhenge acche se experience aur knowledge hasil karenge uske bad ham notkani ka shikar kabhi nahin ho sakenge
            • #21 Collapse

              Re: Forex Trading Main Nakami Ki Wajohat

              Aslam o Alaikum Dear sir: your question is very important for all forex members... Pakistan Forex trading men nakami ki waja sirf member ky trading karny par hy baz aoqat youn hota hy hum bina sochy samjhy trading kar daite hen jab keh Market men trading ka rate bhot down hota hy iss waja sy hamiphr loss bardasht karna parta hy hamen kabhi aisa nahi karna chahye aor ye Forex trading business ky rulles ky bhe khilaf hy
              • #22 Collapse

                Re: Forex Trading Main Nakami Ki Wajohat

                Forex trading Mein Kami ki vajah hai lalach aur besabri hai agar Ham is Main besabri hokar Aur lalach Karenge ismein kam Karenge To Ham ismein Kabhi Kamyab Nahin Ho Payenge Ham is Samay Har Waqt nakam Rahenge aur Hamen ismein bahut hi jyada mehnat bhi karna chahie kabhi bhi is Mein Hamen lalach nahin karna chahie besabri Nahin Hona chahie Hamen ismein sirf bahut hi jyada mehnat karna chahie tabhi Ham ismein kam ho Payenge Nahin to main Kabhi Kamyab Nahin Ho Payenge
                Click On Name And Visit My Journal
                Naseer953 Trading Journal
                • #23 Collapse

                  Re: Forex Trading Main Nakami Ki Wajohat

                  Dear friend forex trading duniya ka best business ha is ley humy maximum knowledge or experience hasil kar k trading start karni chae han jab bi hum proper analysis k bad Trading karny gy to humy loss ni ho ga jab agr hum log bagar analysis k trading karny gy to humy koi fayda ni hona ha balky loss ho jay ga or ho sakta humana account he urh jay or beht k dakty raheny is ley humy lalich juldbazi bagar analysis sy bachna ho ga or proper risk management or analysis k bad trading start karny
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex Trading Main Nakami Ki Wajohat

                    Dear friends Forex meinnakami ki buniyad sab nibandh ki apni mistake hoti Hai kuchh member new hote hain jinka experience nahin hota kuchh aur hote hain jinko experience hota hai lekin on lalach aur jaldbaji mein jaldi trade open karke loss kar lete hain aur new member bhi emotional trading aur jaldi laga ke chakkar mein big trade open karte hain jisse account. So jata hai......
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex Trading Main Nakami Ki Wajohat

                      my dear members nakami ki wajhooat ye hein first of all haam khud nakami ko apna nseeb bnaty hein apny ksa ko derious nahee lety aur susti kerty hein usk baad apni mistakes baar douhraty hein un ko cverup mahee kerty hamin apni mestakes ko sawerna chaiy or ghalt waqt per trading lagana or loss uthana apni merzi sey trading lahana rules per amal na kerna or apni merzi sey kaam kerna khud sey trading lagana ye haui nakani ki asal wajha...............
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex Trading Main Nakami Ki Wajohat

                        Asslam alikum dear apki baat sahi hai lekin mein. Iske baare mein yehi kahonga k ismein na Kami ke wajoHat Ja hote hain ki agar Ham trading karte hain to market ko analyses Nahin Karte aur Agar Ham isme lot size Zyada rakhte Hain tabhi Hamen loss Zyada hota hai Hamen ismein jald wali nahin karna chahie laalach ko add karna chahie market ko acche se analyses karna chahie aur lots Kamar AK AK amazement karna chahie tabhi Ham ismein achha profit kar sakte hain aur ham ismein Kabhi Bhi Na Kam Nahin ho sakte Agar Ham yah sab ki use Kar Le Tu mehnat karo aur kamyabi Hasil karo.
                        :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex Trading Main Nakami Ki Wajohat

                          Dear forex trading aik risky business hay aor is ma nakami ki sab say bari waja hamari laluch hay kiun kay jab hum zeyada earning ki laluch kertay han tu analysis nhi kertay market ko nhi dekhtay aor news per bhi dehan nhi detay jus ki waja sa humay loss hu jata hay, dosri waja hanara knowledge aor experience ka kam huna jab tak hum proper knowledge aor experience hasil nhi ker letay hum forex market ma kamyab nhi hu sakty.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X