Forex Trading Main Nakami Ki Wajohat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading Main Nakami Ki Wajohat
    Dear all members forex main hamein trading soch samjh kar karni chahiye kyon k trading main kafi risk hota hai our forex main kuch log beghair soche samjhe trade ko open kar dete hain our market ko analyse bhi nahi karte hain our forex trading main hamari nakami ki wajah hai k hum ziyada lot size use karte hain halanke hamara experience our knowledge bhi is trade k mutabiq nahi hota hai our forex main hamare pas trading k mutaliq itna acha knowledge hona chahiye k forex main hum ziyada risk le sakein our acha profit hasil kar sakein our forex main agar kisi k pas trading k mutaliq acha knowledge nahi hai to ise kam se kam trading main lot size use karna chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading Main Nakami Ki Wajohat

    Asslamo Alakum wellcome to pak forex forum dear friends ap ko m btao ak to jaldbazi r lauch bndy ko ly dobti hai forex trading business min es k alwa lake of knowledge
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading Main Nakami Ki Wajohat

      Aslam O Alaikum Dear friends:1f339::1f339:
      Deara forex trading me nakami.ki wajohaat hum traders khud hen bina soche samjhe ya knowledge ke bina experience ke bina trade lagate hen to zahir hai nakami he haasil hoti hai na dear friends lalach bhi ek acche trader ko nakam.trader bana deti hai isliye lalch se bhi bachna chhaye:1f331::1f331:
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trading Main Nakami Ki Wajohat

        Bhai jan mere khayal se forex mein nakami ki wajah hain is mein learning ka na hona aur humko is mein soch samajh kar is mein earning karna chahye aur hum ko is mein apne nakami ki wajah ko dekh kar is mein dobara wohi ghalti ko nahi dohrana chahye
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading Main Nakami Ki Wajohat

          Dear my friend forex treading may nakam honay ki sub say badi waja hamara lalach hay hum ko treading kartya huya hum ko lalavh say dor rahna cahya ager hum lalac karya ga to iss say hamay bohat loss ho ga iss liya hum ko iss say safe rahna cahya or hum ko forex treading kay rule ko follow karnacahya iss say hum ko profit ho ga or hum loss say bach saktya hay.
          • #6 Collapse

            Re: Forex Trading Main Nakami Ki Wajohat

            dear hum ko is k baray main more say more assess karna chye k success hum is time gain nahi ker sakty jis time hum more say more error ki janib gamzan horay hotay hein so hum ko chye is kam main apni error ko improvement karna chye aur koi bhi trade ko select karnay say before is ko ik bar assess ker lena chye.
            • #7 Collapse

              Re: Forex Trading Main Nakami Ki Wajohat

              Dear brother forex trading men wesay tu nakami ki bahut c wajoohat hen jin men acha knowledge aur experience hasil nah karna aur ziyada profit ka lalach karna aur jald bazi se kam lena yeh sub nakami ki wajoohat hen lekin sub se bari waja demo account ko serious ley kar practice nah karna jab k forex trading men practice hi trader ko perfect trader banati hey
              • #8 Collapse

                Re: Forex Trading Main Nakami Ki Wajohat

                Bilkul dear Jo bhi baatn ki hen a ap NY me agree krta hu aur forex me kaam krny waly traders agar hamesha lalach sy Bach k kaam krty hen to apko kabhi nuqsaan nahi hota aur jaldbazi bhi isi trha ki aik cheez hy Jo apki mehant zaaya kr deti hy is leay ap on cheezo sy Bach k kaam kren
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Trading Main Nakami Ki Wajohat

                  G Han thek kaha apny k forex main nakami ki wajuhat different hoti hai jis main forex ki knowldge or information dono shamil hai or isi sath sath patience ka na hona or analysi k beger trade ka open karna or big lot size sy trade lagana ye sab trader ko forex main nakami dilate hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Trading Main Nakami Ki Wajohat

                    Salam to all g mere dost main aapko Yahan btata chalo ke Ham forex trading Mein nakam Kyon hote hain uski vajah Hai yah hai ki Jab Ham Forex trading Mein Forex trading ke Rul ko follow Nahin Karte iski vajah se Hamara account band ho jata hai aur dusri Badi vajah yah hai ki Ham Jab trade karte hain to market ko analyse Nahin Karte aur lalach karte hain to uski vajah se Hamen bahut sari Galti hoti hain aur loss ho jata hai to yah Bhi Ek bahut badi vajah hai forex trading Mein Nakami ka
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Trading Main Nakami Ki Wajohat

                      Assalamu Alaikum my dear bhai jan main ap se totally sehmat hun ap ne bahut ache bat share ke hae forex main bahut se members nakam ho jate hain to un ke nakami ke sab se bari waja lalch hot ehae or lack of knowledge hota hae to sab se pehle un ko cahiye ke wo pehle apna lalch ko control karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Trading Main Nakami Ki Wajohat

                        Learning ka na hon bghar learning trading start kr dena r knowldg ky bghar trading krna lalach krna sabar ka na hona y sb chezy hmy nakam trader bnanti hy hn is mn ak chez bhi ho to nakami hi mily gi
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Trading Main Nakami Ki Wajohat

                          Asalam-o-alikum dear forex trading mein nakami ki bhut c wajohat hain forex mein sab he zayada wo log nakam hoty hain jo lalach karty hain ya jin ky pas experiance aur knowledge nahi hota hy , nakami ki aur bhi bhut c wajohat hoty hain jaisa ky jaldbazi bhi forex mein nakami ki maine waja hy agar humy forex mein kamyab hona hy to humy sabar karna chahiye aur mehnat ko jari rakhna chahiye
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Trading Main Nakami Ki Wajohat

                            Asslam oalikum dear sir ap ny bahhut AChi baat kahi Hy Umeed krta hon ki ap khariat sy hongi Friend business me nakami ki waja improper work and more sleeping kerta hy to los me jata hyb.dear agr koibh kaam l jb hum lazy Sy kerty henn to loss ka sheer hotybhen him dear hamy kisi n kaamnrlnta
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex Trading Main Nakami Ki Wajohat

                              Boss aap ki baat belkul durast hai aur tajerba aik aisa cheez h jo hamain her mor per kaam ata h aur as ki madad sy ham apne lyee aik acha mustaqbil hasil ker lete hien agar ham as mien acha mustaqbil hasil karna chhate hien tu hamain as mien kaam karna hota h
                              aur ham ko as mien khud k lyee behter sy behtreen kaam karna ho ga aur jin k pass experience aur knowledge ki kami h wo as mien her bar nakam hote hien aur her mor per apna nuqsan kerte hien.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X