How do you manage your equity in trading.????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    equity Manage Karnay K liyee Aap ko basic Capital Managment ko Samajhnaaa Chahiyee...Agar Aap Sahi Tarah Say money Managment Kartay hain tou Apni Equity Ko behtar tarah Say Manage Kar Saktay hain
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      bhai mene abhi real account open nahi kiya hai is lye mujhe is ke bare me ziada nahi maloom hai haan me apni practice kar raha hun demo account per jis per me 3 se 5 dollars tak ki lots use karta hun or us per 5 pips profit rakhta hun is tarha se me din me acha profit bana leta hun or apni equity ko bhi achey se manage rakhta hun .
       
      • #108 Collapse

        i have my own money management plane in forex trading i do mange my; account when i have 100$ equity then i do not open more then 3 trades and i use 0.10lot size for each trade so in this way i can manage equity in my trading account..
        • #109 Collapse

          In forex trading capital management is very important .In forex sector the person will be successful who manage his capital perfectly .This management of capital is also important to safe you account from margin call .So to do proper capital management you have to learn forex perfectly
          • #110 Collapse

            acha sawal ha jb tak ham apna andaza nhi lagay gay k katni trade kar sakty hey ham or hamary pas katna asasa ha tbi ap is ko kar pay gay management kar k ap ak tra say trade kar sakty heh
            • #111 Collapse

              dear friend humen hmisha aik bat ko zehin rakh ker trading kerni chaye k kabhi bhi atna bara risk nahi uthana chaye k jis se margin call ka khatra ho stop loss ka use kerna chaye ye in condition aisa ho bhi jai k humari equity kam hone lag jai tu humen apne trading men tu risk leker he us ko cover kerna hoga mtlab k ziyada profit ker k apne account ko bachana hoga ya phir hidge ki strategy apnani hogi
              • #112 Collapse

                bhai equity ko manage krna forex trading ka rule hai jo log is ko samajhte hai wo krte hai, bohat sare log sirf profit earn krna chahte hai aur loss pe trade nhn band krte hai, ha kafi dafa aisa hota hai ke ap ko trade mein se na profit ho na loss par ap breakeven pe market se out hojao is se ap ko koi loss nhn hota aur ap ki equity safe rehti hai bajay is ke ke ap loss mein trade band kro jo ke apki equity ko gradually kum kr raha hota hai
                • #113 Collapse

                  Equity managment to zrori he jis ki waja se hum trading market mein reh k trading karty hein, to humein management boht achay triqay se karna parti he, or profit loss ko bhi humein manage karna parta he es liye hamesha capital or equity or risk ko manage kar k trading karin.
                     
                  • #114 Collapse

                    je ha yi ik acha quistion hay kay ap kis tarah say manage kertay ho equity may kay app jitna zyada earning kertay ho utna he ap ki equity may maza ayga itna he janta hu eqity kay baray ay aur nahe janta so sorry my friend
                    • #115 Collapse

                      jee bhai aap ko chahiye key aap apni equity ko behter tareekey sey manage karey kio key agar aap ki equity kam hogi thab aap us pey trading bi kam kar sakey gey or aap ko khatra bi zyada hoga thab aap ko chahiye key money management sey trading karey..
                      • #116 Collapse

                        Agar deka jay toh haamry account ka ehm part equity hoti hy. yane balance toh initial and total bonus ya capital ko show krta hy lakin equity he asal cheez hoti hy oor jub hum order close krty hy toh hamara balance, equity k equal hojata hy jis se humy loss ya profit ka pta chalta hy..
                           
                        • #117 Collapse

                          To Manage Equity is very much important to earn profit, me equity ko Stop loss or Take profit k zirye handle krta hoon muje bht faida hota hai Stop loss or Take Profit use kr k. me chata hooon k sab user isy use krain me yakeen k sath kheta hoon unko loss kaam sy kaam or profit zeyda sy zeyda hoga.
                          • #118 Collapse

                            Main forex trading main new hun mujay abhi nahi pata keh kasiy equity mange karty hay shaid esi waja say he mainy itna bada 900$ ka loss kar lea aur ab main bhi study karta hun esky bary main.
                             
                            • #119 Collapse

                              bayshak dear ye boht he zaroori cheez hai. aap ny koi b business krna hai to aap ko laazmi tor money managment risk managemnt waghera aap ko seekhna chahye or iss ko implement bhi krna chahye. is k bina to aksar log ghaltiyaan boht kartay hain or baad main pachtana parta hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                hamen always forex main achi money management ke sath is main work karna chahiye tab hi hum is main achi trha se successful ho saktey hain aur is main apni equity ko control kar saktey hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X