How do you manage your equity in trading.????
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Well, meri poori koshish hoti hay kay may aik wkt may aik he trade open krun or usay successfully close kerdun next trade may apni pehli trade close honay k baad kerta hoon. Is say mujhay apnai equity ko balance may rakhna aasan hojata hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      equity ke management tu mein nahi janata par ju daily forex karte hain un ka experience es mein bohat ziyada hai equity ka bary mein kafi jany k liye zarrori hai k ap daily forex kary es se ap wo volume set kar saktay jis se ap equity ke management theek ho jae ge
      • #138 Collapse

        bai humy forex m trading hamesha apny equity dekh kar karny chahiya ager hum us hisabs trade lagty ha tu humy loss nahi ho ga ager hum usy dekh kar trading nahi karty ha tu humy sirf loss ho ga is liya equity dekh kar trade lagny chahiya
        • #139 Collapse

          deaar equity manage karny k liya ap ko is mai bhot zaida hisecure tareeky se kam karna parta hai jo k ap ki account ko wash hony se bachata hai is mai kam karny k liya hamary liya bhot acha hai
           
          • #140 Collapse

            Agar hum apni equity ko manage rakhna chahty hai to humein chahiye k hum jo technical analysis karty hai wo perfect hone chahiye ta k humari equity bhi manage ho sakty or profit bhi hasil kar saky.
            • #141 Collapse

              forex trading may hum apni equity ko ais tarhan safe kar saktay hain kah hum trade jo beh karen laiken ye daikh lea karen kah hamari pass investment kitni hey or kia hum jo trade laga rahay hain kia us say humrai investment khateray may to nahe chali jaye gi or ager hum aisa na karen to margin call a jati hey.
              East and west....Pakistan forex forum is best..:cool:
              • #142 Collapse

                Trading me equity hamesha humy market ke situation ke mutabiq and capital ko dekty huy hee manage krni chahey..
                yane aagr hum sure hon k market haamry favor me hoga oor capital bhe ziada hy toh hum highl ot le skty hy..
                   
                • #143 Collapse

                  agar hum forex ki market ko achi trha se learn akren aur always hum is main money manegement ko dekhtey huwey is main trade lagayen to phir hum is main apni equity ko achi trha se manage kar saktey hain.
                  • #144 Collapse

                    hamain market men apni equity ko buhat hi achi tarh se manage kerna hota hai kion k market buhat hi risky hai or hamain loss bhi o sekta hai is ley main zyada margin rakh ker trading kerta hon jis se market against bhi chali jay tab bhi mujhy loss nahi hota hai.
                     
                    • #145 Collapse

                      i think friends the equity management is the most important thing if we will not manage our equity then we cannot get the success for this purpose we must have to take the help from the indicators and from the technical analyses as well
                         
                      • #146 Collapse

                        Equity ko manage karny k liye zaroori ha k hum sab se pehly jab trade lagayn tab hum moneymangement karn jitni b hamari investment ha ya capital amount ha uca sirf 5 se 10 % invest karn bara volume na lagayn ic tara se hum equity ko b manage kar ln ge.
                        • #147 Collapse

                          dear main to apni equity py laazmi tor par nazar rakhta hoon. or amoomi tor par apni saari losses wali trades ko open rakhta hoon like hedging or dekhta hoon lekin jab equity kam ho jaye to unhein kaat kar apni equity k hisab sy volume size select karta hoon. phr trade krta hoon.
                             
                          • #148 Collapse

                            i think it is very risky and i think there are those that do get rich exchanging forex yet some individuals additionally get rich offering houses. In either case, it doesn't happen overnight and it may take years to increase the experience and knowledge to transform forex exchanging into a full-time, fruitful occupation
                             
                            • #149 Collapse

                              ap ko si mai equity manage karny k liya ap ko is mai ik plan k sath aana hota hai or is mai bhot zaida mehnat k sath ana parta hai us k bad ap ka is mai ik plan ka hona zaroori hota hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Dear, ma abhi new hun trading ma abhi sirf practice he kr raha hun or jahan tk mari information hain us k hisab sy Forex trading ma aap ko hr hr chez ka khayl rakhna parta hy ju k aap ko achy trader banny ma kafi madad deta hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X