Asalam O alikum trading kartay hoay aksar okaat iss tarah bhi ho jata hai kay hum jab daikhtay hain kay market kafi move kar rahi hai toh lalchi ban kay trade laga diatay hain ye nahi sochtay kay kya yeh trade laganay ka sahi wakt hai bhi ya nahi .trading lagatay hoay sahi point ka select karna zarori hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим