Dont trade your emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dont trade your emotions
    Asalam O alikum trading kartay hoay aksar okaat iss tarah bhi ho jata hai kay hum jab daikhtay hain kay market kafi move kar rahi hai toh lalchi ban kay trade laga diatay hain ye nahi sochtay kay kya yeh trade laganay ka sahi wakt hai bhi ya nahi .trading lagatay hoay sahi point ka select karna zarori hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dont trade your emotions

    mere khiyaal main forex main emotion ki bajay demagh say kaam lena chaheye forex main bahot sabar say kaam karmq parta hay agar emotiom forex main shaamil hun to last pe loss hi ho ga lehaaza emotion ki bajay demagh ka estamaal karain
    • #3 Collapse

      Re: Dont trade your emotions

      g han bhai jan apki bat thk hai k hamen emotional nh hona chye ager ham emotional hon gy to hamra apna he nuqsan ho ga.kun k emotion men a ker bna khta hai k ager loss men ja rhe hai to thk hai bas ab aik aor bhi trade lga dety hain.jabn ham istrah kren gy to ham is men nakam ho jain gy.kun k emotion men a ker akser galt faasly hoty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Dont trade your emotions

        sallam all members..ap ny thk kaha bilkul y bt sahe hy k bhot sy log forex mn nakam hoty hb us ki wja yahi hy k forex mn emotions ka hona kabi b emotions k sath trading na krain forex mn apny emotions ko control rkhin bhot sy log emotions ki wja sy lot size zeada rakh daty hn jis ki wja sy unhn loss krna prta hy forex mn sbar krma prta hy aur sbar k sath hi trading krain gy to kamyab hngy ...
        • #5 Collapse

          Re: Dont trade your emotions

          G Han thek kaha apny k bhot sy members forex foram main kaam kar k jab achi earning kar late hain to unka dil karta hai k wo bari or risky trade laga k or ziada profit earn karen jisk liye wo emotion main aakar apny earned profit ko bhi trade main laga daite hain or phir emotion hokar apna loss bara baithte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Dont trade your emotions

            Bussniss emotion se nai brain or mehnat se karna hota hai..or forex main trading k lye emotion ka estemaal nai karna chahye..so brain ka estemaal karin takeh ap ko baad main pachtana na pare.emotions se aksar kaam flop ho jate hain..
            • #7 Collapse

              Re: Dont trade your emotions

              hamy market main emotion ho ky kabe be trade nahe lagana chahey hamy aik time main aik he trade lagana chahey hamy market ko achy sy samj kar trade ko open yai close karna chahey per he hum market ky asolo par pura utar kar capital gain kar sakty hain or apne needs ko pura kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain
              • #8 Collapse

                Re: Dont trade your emotions

                tera roobts se tading kart hein on ko experince nmhe hoty hein tarding ka isd liye wo roobts se tading kart ya zayec fayed nhe denty hum ko loss ois se be hotry hein robot software be bohat best ha laken new user ko manuly trading he karne chaye jb unko kafe experince ho jay to wo be hum ko kund se tarding karn cheny hum ko experince
                :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
                • #9 Collapse

                  Re: Dont trade your emotions

                  dear brother aapki baat bilkul right hai ki Hamen Apne motion per control karna chahie Agar Ham ismein Apne emotion per control Rakhenge To Ham ismein kam hai vah Sakte isliye Hamen chahie Kyon Forex trading Mein Jaldi kam Kare Tu Heer Meri Main kamyabi mil sakta hai aur yah Ek Achcha business hai
                  Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                  :1f4af:
                  • #10 Collapse

                    Re: Dont trade your emotions

                    forex aik acha business hain hum is mai agar emotional ho ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai markt ka balm nahi hota forex aik unique business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Dont trade your emotions

                      Ji bilkul aagrah forex market Mein acche tarike se kam karna chahte hain aur ismein properly Chalna Chahte Hain To Kabhi apni emotions ko use karte hue trademart Karen Kyunki Ek bahut hi Khatarnak Tarika hai aur isase aap market mein nakam ho jaenge
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Dont trade your emotions

                        Emotions Ek Aisi chij jo aap Agar control Mein rakhen To aap bahut Behtar perform kar Sakenge lekin jawab control Mein Nahin rakhte aur emotions ki base per trade co open karte hain to vah aapko jyadatar loss hi deti Hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X