Education ki ehmeyat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Education ki ehmeyat

    Dear forex men learning ki ehmiyat bahot zada hy but agar wo consistency k sath ho to kion k forex ka daro madar knowledge or skill pay hy or yeh hamen tabi ata hy jab hum musalsal struggle karty hyn otherwise to hum nakam ho jaty hyn is lye hamen chahey k apni learning ko kbi b stop mat karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Education ki ehmeyat

      dear sir apki baat sahin hai k forex main education ky bahut hy zyada ihmiyat hai agar apke pass education yani knowledge hai to ap ismien kamyabi hasil kar saket hai aurt profit hasil kar sakte hain yani k earning kare skate hai education ky bahut hy zyada ihmiat hoty hai forex main .
      • #18 Collapse

        Re: Education ki ehmeyat

        Dear friend ap ny bahaut achi baat kahi hy education is the power that increase the ability of men to do more and more work to complete our mission forex ak bahut he acha business hy is me successful people are those ho struggling and increase knowledge
        • #19 Collapse

          Re: Education ki ehmeyat

          Bahut hi jyada mehnat Karni chahie Aur Dil lagakar Main agar aap ismein Nahin Karenge to aapas Mein Kabhi Kam Nahin Ho Payenge agar aap Aana Chahte Hain To aap bahut hi jyada mehnat Kare tabhi aapas Mein Kamyab Ho paoge Nahin to aap is Samay kabhi bhi Kamyab Nahin ho paoge aapko ismein bahut hi jyada Karni chahie aur Had Se Jyada Dil lagakar mehnat Karni chahie
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal
          • #20 Collapse

            Re: Education ki ehmeyat

            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
            Education ki ehmeyat bahot zeyda hoti hay life time Forex business me education traders ko faida de sakta hay, education key base par learning karna aur knowledge hasil karna traders key ley asaan ho jata hay, koi be uneducated person etni aasani aur teezi se Forex business me kamab nahi ho sakta.
            As-salamu alaykum education ki bahut jyada value hoti hai agar aap acchi adjudication Hasil karne ke bad Forex trading business Mein kam Karte Hain To aapke liye bahut jyada easy ho jata hai Achcha profit Hasil karna Kyunki aap senior members ke blogs acchi Tarah Se understand kar sakte hain
            • #21 Collapse

              Re: Education ki ehmeyat

              education to boht zarori chez ha kyun ke ajkul ke zamane ma education ke bagair koi kamyab nhi ho sakta forex ma bi education zarori ha lakin boht zyada educated hona zarori nhi ha forex ma kum education wale log bi kam kerte hen or kamyabi hasil kerte hen kyun ke forex ma education ke sath sath jo zyada mehnat se kam kerta ha wohi kamyab hota ha is liye mehnat jari rekhen
              • #22 Collapse

                Re: Education ki ehmeyat

                education ki bahoot ehmiyat hai kisi b jaga chalaain jain education bahoot zaroori hai aur forex tarding main education ki koi khas limit to nahi hai k itni honi cahhye liken agr education achi hogi humary pass to hum is ko use kar k best tarding kar skaty hain aur kamyab ho skaty hain education hume forex main bahoot help deti hai.
                • #23 Collapse

                  Re: Education ki ehmeyat

                  Aslam O Alaikum dear friends :1f331::1f339:
                  dears apne bilkul sahi kaha Education insaan ki teesri aankh hai dear education ke bina koi bhi kaam mumkin nahi hota dear isliye forex me education bhi boht ehmiyat rakhti hai isliye educated logo ke liye Forex tamam behtar hai or educated logo ke liye or asaan hai forex:1f331::1f331:
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Education ki ehmeyat

                    Forex trading main education ki boht zayada ahmiat hoti hay. que kay trader ko jo bhi kam kerna hota hay ager wo us kay baray main acha educated hota hay to wo us kam ko achi trah say pora kerta hay. isi trah say ager trader ko ilam ho ga to hi trader forex kay kisi bhi tool ya indicator ko us level per use kerna seekhay ga jis say trader ko kamyabi ho gi.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X