Education ki ehmeyat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Education ki ehmeyat
    Education ki ehmeyat bahot zeyda hoti hay life time Forex business me education traders ko faida de sakta hay, education key base par learning karna aur knowledge hasil karna traders key ley asaan ho jata hay, koi be uneducated person etni aasani aur teezi se Forex business me kamab nahi ho sakta.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Education ki ehmeyat

    Education ki importance her feild mein boht ziada hai forex trading mein tu education boht support krti hai kionkeh is mein analysis k liye calculations krni prti hai aik aam trader aur qualified traders mein boht difference hota hai kionkeh qualified traders market ko achi tarah se analyze kr sakta hai jbkeh jis k pas education nahi woh loss kr sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Education ki ehmeyat

      G Han Agar Ham Overall Dekhian To education ki Ihmiyat Hoti Hai Kyun Ke English Main News Ati Hain To Ap Ko Thora bhot to ilm Hona Chahye is Lye Agar Ap Ne Marik Ka imtahan pass kia howa Hai to ap achi tarhan forex Main Kamyabi Hasil Kar sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Education ki ehmeyat

        Education bohot lazmi hai forex mai kiun ka forex mai agr ap education ka bina entry lata hain tu huma forex mai kafi bara loss hota hai is lia dear forex mai education lazmi lain ta ka forex mai acchi earning ho sakti hai forex mai earning krna tub hi mumkin jun knowledge ho
        • #5 Collapse

          Re: Education ki ehmeyat

          Bohat acha swal hai forex mein education hona bi zarori hai aap ka pas atni education honi chahiy Aap acha business Kar saktay hai education nahi hoi tu Aap ka Lia business krna moskal ho jata hai iss Lia atni education honi chahiy jis say Aap acha business Kar Kay kamyabi hasil Kar saktay hai
          • #6 Collapse

            Re: Education ki ehmeyat

            Dear brother ap ki bat bilkul theek hey jiss tarah her business men education ki importance hey issi tarah forex trading men bhi education ka bahut ziyada advantage hey kiun k jiss k pass achi education hoti hey woh dusaron se jaldi achi earning hasil kar sakta hey aur jaldi knowledge aur experience hasil kar letey hen
            • #7 Collapse

              Re: Education ki ehmeyat

              G Han thek kaha apny k education wese bhi bhot important hoti hai forex k liye bhi q k istrah learning karne or knowldge hasil Karne main asani hoti hai jisk zarye hum forex ko seekh sakte hain or seekhne k bad is main kam kar k behtreen posting or trade laga k acha profit earn kar sakte hain isliye hume chaye k hum education sy learning par ziada sy ziada zor dain.
              • #8 Collapse

                Re: Education ki ehmeyat

                Running Karte Hain Log Yahan per Amir banne ke liye Aate Hain Kisi lalach Mein Aakar Ho Yahan per baspa Nahin hota hai jismein ham log investment karna start kar dete Hain Agar ham log best player mein investment Nahin Karenge to Basket Khel equity market quality ka Hamen theek se Idea Nahin ho sakta Hamen sabse pahle Pata laga lena chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Education ki ehmeyat

                  A.O.A brothers i am teelling you about education importance education kabe b insan ko nakam ni banati agar ham educated hn tu hamy kabe tntn ni ho ge ham kisi b profession m job kar sakty hamy kabe b mayosi ni ho ge ilm roshni hy jo kabe khatm ni hoti or aj kal jo online business hn or specialy forex m education bht kam ati or ham usy samjh sakty or easily work kar sakty
                  • #10 Collapse

                    Re: Education ki ehmeyat

                    G han brother ap thek kah rahay hain, forex trading main educated persons k leay survie karna asan ho jata hay q kah us leay forex trading ko learn karna thora sa asan hota hay aur woh dosro ki nisbat jaldi forex trading sekh jata hay q kah educated honay ki waja say us ki learning ability dosro say zayada hoti hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Education ki ehmeyat

                      Forex ky liy education boht ehmiat rakhi hai ager app ky pass education hai tu app boht jald forex trading ko samj sakty hain education hony ke waja sy app ko har bat jald samj main aa jay ge es liy wo trader jald kamyab ho jaty hain jin ky pass education hai likn jin ky pass education nhi hai b forex par kamkar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Education ki ehmeyat

                        my dear and resppected members apk sawal k mutabik mein apni raiy ka ezhar karoon gi khe forex ek esa bussniss hy jis k liy educatoin ka koi khas issue nahee hota is mein itni educatoin bhut zaroorui hy khe posting achi tareeqy sy ker sakin or tradung bhi us k usool k mutabik ker sakin wesy her kaam k louy educatoin ki zaroorat to hoti hi hy forex mein apki jitni zeada educatoin hogui apka kaam utna zeada acha hoga or ehmiyat bhi zeada hog ..
                        • #13 Collapse

                          Re: Education ki ehmeyat

                          Hello guys Assalamu Alaikum you ask good question education is necessary to be successful in any kind of business or task the importance of education it is necessary for us to be known we should know that without education we are helpless and we are hopeless we should know that an uneducated man cannot be successful in this world to be successful education is necessary and we should know about its importance
                          • #14 Collapse

                            Re: Education ki ehmeyat

                            AOA!dear friends kaisy han ap log ji forex forum main uneducated log bhi kam ker sakty han mager unky kam aur jo educated members hoty han unky kam main frq hota ha ajkal ky dore main sirf wohi log hi her field main kamiyab ho sakty han jo educated hon.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Education ki ehmeyat

                              hello friend main ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge main aapki is baat se agri hun education ki ahmiyat forex online business mein education ki ahmiyat ka koi issue nahin hai ismein itni education bahut zaruri hai ki posting acche tarike se karen threading bhi use asul ke mutabik kar saken vaise har kaam ke liye education ki zarurat hoti hai forex mein aap jitni zyada education hogi aapka kam best hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X