apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #3001 Collapse

    Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

    ager ap nay just forex ma hi woriking hinkerna ha to meray kahail ma humy full time time kerna chay ber hall abi to zaida ter log forex ma part time hi working ker rahay han ager apexper han market k to ap jab cahay 3,4,5,6, ganty jetn marzi kam ker saktay han or profit kama saksaty ha .is ma time ki koui qaid ni ha.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3002 Collapse

      Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

      Ham daily basis per Jitna is kam ko time Denge yah kam Hamen utna hi Achcha experience aur profit Dega isliye Hamare Upar depend karta hai ki Ham kitna time isko Dete Hain vaise Mere Khyal se Hamen daily basis per ek ghanta isko Dena chahie tha ki ismein achha knowledge experience Hasil Karke Ham successful trading kar sake
      • #3003 Collapse

        Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

        G mery bhia gai swal bilkol sahi kiya apny tu bat yi hai ka agr hum pakistan forex ko ak job samj ka ak apna kam samj ka apna busnes samj ka karay gay tu hum es mai kamyab hu sakty hai humy chhaeyai ka hum in mai acha say time dy jitna time lagta hai es mai eski limit tk esko time day air achi trha day jitn time dy us mai acha kam kar ka dekhae
        • #3004 Collapse

          Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

          Agar to aap new member Hai. To fir aapko Jyada time Dena chahie. Lekin agar aap purane aur experience member Hai. To fir aapko Jyada time dene ki jarurat Nahin. Kyunki aap apne experience ki vajah se. Jaldi Hi market ko analyse kar sakte hain.
          • #3005 Collapse

            Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

            trading karny kay liye humain daily is main practice karna ho gi kun kay agr hum is main daily learning karty hain daily is main practive karty hain to kafi maloomat mil sakti hay kun kay maloomat kay sath hi hum trade ko sikh sakty hain trade main practice karna aik aham process hota hay jis ki base par achy trader bantay hain
            • #3006 Collapse

              Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: sahilumer پيغام ديکھيے
              salam dosto

              mera sawal hay k apkay khayal main hum rozana kitna waqt forex trading ko dain k hamain rozana kuch na kuch bachat ho jaye, aur month k end per hum itna kama lain k apna kharcha bhi utha lain aur mazeed bhi invest kar sakain forex main?????
              Forex trading ke business ko learn karna bahut jaruri hai Jiske Liye Ham Jitna Jyada time Den ismein jitni Jyada mehnat Karen utani hi kam hoti hai aur ham Jitna Jyada Forex trading ko time Denge ham ismein utane hi acche aur kamyab trader Ban sakte hain
              • #3007 Collapse

                Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

                It depends on the ability of a trader as some traders take long time to do study and analysis and few take less time but on an average it requires 2 hours to do some study and analysis and if a trader wants to monitor his trade it depends on his trading style.
                 
                pakistan Zindabad
                • #3008 Collapse

                  Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

                  i think its depend on trade that how much he can give time..its also depend on their daily working atmosphare.if some one professional trader then he can give more than 10-15hrs but if we talk about part time trader then he can give only 3-4 in a day..i give daily 2-4hrs depend on the market aslo.
                     
                  pakistan Zindabad
                  • #3009 Collapse

                    Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

                    I find that It relies on the capacity of a trader as a few traders move along at a comfortables as paces to do study and the examinations and a few takes a breathers as a however on a normals that it needs 2 hours to do some study and investigation and if a trader needs to screen his trade it relies on his trading styles !!!
                     
                    pakistan Zindabad
                    • #3010 Collapse

                      Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

                      Assalamu alaikum guys jaisa ki aap log jante Hain Forex online business isliaaap k profit per depend karta hai k aap ne daily kitna profit earn karna hai to aghar aap achi earning karna chahtey hain daily mearn 5 to 10% earn karna chahtey hain to 24 hours b lagh sktey hain aap ko rat jaghna b par skta hai aur aghar aap 2 to 3% earn karna chahtey hain to kam waqt lagey gha zyada tar ye market ki movement per depend karta hai kabhi market bohet slow move karti hai aur loss main hi jati rahti hai to humain hmaisha stop loss use karna chahiye
                      • #3011 Collapse

                        Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

                        Salam bhai yeah tu depand karta hy apk pas kitna time available hy agr ap proper trading par he depanad kr rahy hain just tu ap din k 8 sy 10 ghanty trading ko dain other wise total depand on ur daily routine ap kitna time dy sakty hain agr ap part time b kr rahy hain tu minimum 2 3 ghanty daily base par dain shukria.
                        • #3012 Collapse

                          Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

                          Assalamu Alaikum their members kaise hain bheed karti hun aap sab theek honge ji aapane bilkul theek kaha hai forex mein daily time investment paragraph daily time investment karenge tabhi Ham kuchh pa sakte ho aur aage badh sakta hai isliye apne gaon Koi important day
                          • #3013 Collapse

                            Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

                            Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid Karti hun aap sab theek Honge ji aapane bilkul theek kaha hai Forex main daily basis per kam karo aur apne kam ko importance se Agar Ham daily Apna Kam Karenge tabhi Ham Aage badh sakte hain aur kuch hassil kar sakte hain
                            • #3014 Collapse

                              Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

                              Assalamu alaikum dosto pakForex forum main hamin etna time zaroor dena chahy ky ham apni daily postin mukmal kar sakin .ham jetna zeyada time Forex main spend karin gy hmara kam utna increase hoga .hamin forum ko 3 se 4 ghanty deny chahy .aur es k elawah trading ko bhi time deya jay tab hi ham acha profit gain kar skty hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #3015 Collapse

                                Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

                                Forex trading mein Ham daily basic per jitna Bhi time denge Hamen is main usi hisab se experience or knowledge hoga Forex mein hamara acha knowledge Hamen is business mein kamyabi deta Hai yeh ek behtarin earning wala online business hai aur ham is main getna acha kam karenge Hamen se profit Hasil hoga Forex mein Hamesha mahina se jo log kam karte hain vah is business mein Kamyab hain aur se behtarin profit hasal kar rahe hain aap bhi Forex mein mehnat ke sath kam Karen uske acche experience knowledge ko Hasil Karen Forex best arning kajaria hai aur ismein mehnat se Hi kamyabi Ko mumkin banaya ja sakta hai hamara achcha work Forex mein Hamen kamyabi deta hai aur ham ismein behtarin profit Hasil kar sakte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X