apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2956 Collapse

    Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

    market main hard work kar k hi trade karni ho gi ta k achi trad karny k kabil ho sakty hain aur market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi ki mushkil na ho saky gi aur market main run kar sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2957 Collapse

      Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

      ya tu ap pa depend karta ha qk agar ap is busniss ka sath koi or job ya study kar rhy han tu ap zahri c bat ha kam time he dy pao ga or agar ap full time free ho tu fr ap ko zyda sa zyda time forex trading ko dena chaiya
      • #2958 Collapse

        Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

        Forex trading ko rozana kitna time denay kay hwalay say main yeahi kaho ga kay learning kay doran forex trading ko jitna time dia jaye kam hota hay. lakin ager trader seekh gia hay aur wo achi trading ker raha hay to us ko itna time nahi dena perta jitna wo learning kay liye deta tha. is min trader apna time manage ker kay kam bhi dey sakta hay.
        • #2959 Collapse

          Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

          is forex main planing kar k hi trade karni ho gi aur is main daily bi trade kar skaty hain ta k loss km ho sakty hain aur is forex main kam karny say pahly is k baryy main trend ko use kar k hi hum real main kamyab ho sakty hain
          • #2960 Collapse

            Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

            market main kamyab ho sakty hain aur is forex main har roz hum kam kar sakty hain aur market main planing kar k hi trade karni ho gi ta k achy say trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur is say earning ho saky gi
            • #2961 Collapse

              Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

              ji janab ye to ap par deoand karta hai ke apke pass kitna time free hota hai or ap fporex tradinge ko kitna time de sakte ho lekin mere kheal seto forex tradinge ko har rooz takreban 3 se 4 ghente dene chahey take ap achi earinge kar saken
              • #2962 Collapse

                Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

                As-Salaam-Alaikum dear friend Forex trading main time ki koipabaddi Nahin Yeh aap pardepend karta hai hi kya aap isko kitna time de sakte hain Chahe Tu full time bhi e de sakte hain yeah part time be aap ka kaam triding kar sakte hain Mere Khayal mein Main daily 8 ghante kaam kar sakte hain aap is business ko Jitna zyyada time Denge Orissa jitni zyada practice Karenge aapko Itni hi zyada kamyabi milegi aur accha bonus Hasil hoga
                • #2963 Collapse

                  Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

                  Dear ye app par depand karta hai ky app ny ketna time dana hai forex trading ko ku ky es business main ye nhi pata hota ky markeet main kab moment tez ho ge jis ke waja sy app us waqat ka time rakh lain ta ky markeet ko watch kar sakinku ky ye online business hai es liy app ky liy zrori hai ky app markeet ky sath tuch main rahin ta ky jesy he app ko koi achi position melti hai to app trading kr sakoager app kuch ek time rakhna chahty hain to rakh sakty hain us main markeet ky analyises nikal kar app apni trade ke limt lga sakty hain ky ager markeet etna move kary to meri ye trade open ho jaylikn best yahi hai ky app markeet ko watch karty hovy trade karin
                  • #2964 Collapse

                    Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

                    hum is main apni marzi say kam kar skaty hain but hamain is forex main kam karny k liye learning karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur market main daily kam kar k apni har zarorat ko pora karny k kabil ho sakty hain aur market main greed ko avoid kar k hi hum real main sucess ho sakty hain
                    • #2965 Collapse

                      Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

                      dear friends har insan ki apni soch hoti hai es liye hamein chahye k apni zarorat k mutabik he forex market ko daikhein agar ham market ko bohat zaida time daay saktay hain tab bhe koi masla nahe and agar ham kam time dain tab bhe ok hai but aham ye hai k hamein forex market ki samaj ho warna daikhnay ka koi faida nahe hai
                      https://t.me/pump_upp
                      • #2966 Collapse

                        Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

                        Dear forex members.
                        Meray khayal se forex forum ko agar ap 2/3 hours date Han to AP k lye kafi ha, aur trading to agar apko market analysis ata ha to 10 min bi kafi Han aik trade lgane k lye...
                        • #2967 Collapse

                          Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

                          is forex main hum sab achi trade kar k hi hum sucess ho sakty hain aur daily bi trade lga skaty hain but hamain market main information hasil kar k hi hum real main trade kar skaty hain aur market main greed ko avoid karein gay tab hi hum achy say trade karein gay tab hi hum sucess hon gay
                          • #2968 Collapse

                            Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

                            is forex main hum sab achi trade kar skaty hain aur hamain is forex main kam karny k liye learning karni ho gi ta k loss km ho aur hamain is forx k bary main up aur down ko dekh k hi hum run kar skaty hain aur daily bi trade kar skaty haina ur is main kam kar k boht hi acha earn kar skaty hain
                            • #2969 Collapse

                              Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

                              is forex main planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess ho sakty haina ur is forex main hum sab achy say trade kar skaty hain aur markt main planing kar k hi hum achy say perform kar skaty hain aur daily bi kam kar k boht hi acha bonus hasil kar skaty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2970 Collapse

                                Re: apkay khayal mien rozana kitna waqt dena chahiya trading ko ?

                                Dear forex trading ki market haftay mai 5 din lagataar 24 ghantay open hoti hai.Or hum kisi bhi waqt trade open or close ker saktay hai iss mai koi pabandi hai.Rozana forex ko koi fix time to nahi tay ho sakta magar ye zaroor hai kay jab trade open ki jaey to uss say pehlay market ko ziada sey ziada monitor kerna chaiye phir trade open kernay kay baad bhi usay moitor kertay rehna chaiye takay jaisay he profit ho to close ki jaa sakey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X