Trading mai jaldi hamesha lose ki waja ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai jaldi hamesha lose ki waja ???
    G dear friends asslam alkum dear friends mau ye khaina chta hun kay hum log aksaar aisa kartaye hain kay jub bhi trade kon open kiya tu jaldi mai he band kar diya hala kay humain aisa ni karna chye kiyu kay trading mai jitni jaldi ki jatye hai human utna he zayda es mai lose ho jata hai tu hamesha trade ko open kar kay chor dain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai jaldi hamesha lose ki waja ???

    bhai trade lagate waqt jabhi bhi jald bazi se kam nhi lena chahye jald bazi main ham hamesha ulta trade open kar dete hain jis kibwajha se loss ho jata hai our hamaria account wash bhi ho jata hai apne ap main sabar peda karen.
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai jaldi hamesha lose ki waja ???

      Assalamualaikum g janab ap ny bhat he achi bat ke hy k h forex trading k inder jild bazi loss ka sabab bana hy, isliy es sy parhaz karny chihy, wearnah pos delete hojaga,
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai jaldi hamesha lose ki waja ???

        Ji bilkul forex market Mein Jab Bhi aap jaldbaji karte hain to Vahi aapki nuksan Ka banti hai to aapko chahie ki jaldbaji Kamna label ke apne andar Sab rakhen aur Yahi Sabse Badi success ki hai hi hi forex market mein aapko kamyabi De La sakta
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai jaldi hamesha lose ki waja ???

          Assalamualaikum kaam main jaldi to wesy bhi sheetaan ka kaam hay hamain sabar say kaam karna hay oar forex business main to jaldi ki koi gunjaash nahi hay hamain mehnat karni hay oar forex business main kamyaabi kay liay ziyaada say ziyaada mehnat karni hay
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai jaldi hamesha lose ki waja ???

            Boss aap ki baat belkul durast hai aur planning aik aisee cheez h jo her bar hamain kaam de sakti h as lyee ham ko as mien plan karna hota h aur ham ko as mien her bar acha kaam karna hota h agar ham as mien aik umda plan ker k kaam karte hien
            tu ham as mien kamaee ker sakte hien aur agar as mien kio kami beshi a jati h tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien
            as lyee ham ko as mien apna nuqsan nahi karna hota h aur as lyee kehte hien k trading mien jaldi hamesha loss he karwati h.
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai jaldi hamesha lose ki waja ???

              Gee haan bilkul trading mein hamesha humain humari jaldi hi humain nuqsaan pounchati hai forex ko serious lae ker kaam kerain aur hamesha soch samajh ker kaam kerain agar aap sabar kaa daaman thaam ker rakhain gay tou humain koi perashani nahin ho gi aur hum forex mein acha kaam ker lain gay
              • #8 Collapse

                Re: Trading mai jaldi hamesha lose ki waja ???

                Dost jesa k hum janty hyn l haste makes waste is lye hamen trading men kbi b jaldi ni karni chahey bal k sabar say kam lena chahey kion k is business men jaldi ka sirf ak e matlab hy or wo hy loss so loss say bachna hy to jaldi na karen bal k achi tarah analysing kar k phr trade open karen
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai jaldi hamesha lose ki waja ???

                  g han ius ma bhot sa log trading karta waqat is ma jald bazzi karta han jis ki waja sa un ko is ma loss hi hota ha is liya ham logo ko chahye k ham log is ma jab bi trade open karna lagay to ham logo ko trade open karna ka baad kjaldi band nahi karna chahye balka is ko thori dar dekh kar hi band karna chahye ta ka ham logo ko pata chal jay ka is ma ham logo ko loss ho ga ya profit
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mai jaldi hamesha lose ki waja ???

                    Trading ma jaldi hamesha he lose ki waja bnti ha q ky jaldi insan hamesha lalach ma krta ha. Q ky profit hamesha knowledge sy hota ha or jald bazi sy hamesha lose hota ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mai jaldi hamesha lose ki waja ???

                      Ji bilkul Ja Biya Forex trading main jaldbaji karte hain tabhi aap lost face karte hain to aapko chahie ki gendbazi kam mat label ke fir se kam Lo jab tak aapke pass proper market ka knowledge Na Ho tab tak Koi trade open na Karen
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mai jaldi hamesha lose ki waja ???

                        Jaldi kam shetan ka jaldi may hamesha nuksan hota ha jab be trade lagana ho pahlay market ko analysis kar kay current value dekh kar trade lagana faida mand hi sakta ha

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X