G dear friends asslam alkum dear friends mau ye khaina chta hun kay hum log aksaar aisa kartaye hain kay jub bhi trade kon open kiya tu jaldi mai he band kar diya hala kay humain aisa ni karna chye kiyu kay trading mai jitni jaldi ki jatye hai human utna he zayda es mai lose ho jata hai tu hamesha trade ko open kar kay chor dain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим