New trading karny waly aksar iss maslay mai confuse rehty hain. kuch expert traders kay khayal mai behtar trading karny ke liye achi baat yeh hai ke traders pehlay forex trading ke learning Karin aur apni trading ke strategy ko devlop Karin .
apni trading ke strategy ko develop karny ka aik bara faida yeh hota hai ke yeh traders kay trading ke style aur trader ke mizaj aur personality kay mutabiq hoti hai kion ke iss ko traders nay khud apny hisab say develop kiya howa hota hia.
Lakin kuch traders kay khyala mai ager kisi experience trader ke strategy ko use Karin tu iss ka ziada faida hota hai kion ke iss trah ke strategies pehlaay say tested hoti hai aur experienced traders in per kam b kar rahy hoty hain.
App k khayal mai kiya trading strategies ko learn karna chaiye ya apni strategy develop kar kay trading behtar hai?

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим