Trading strategies learn krna behtar ya apni strategy develop kar kay trading behtar?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading strategies learn krna behtar ya apni strategy develop kar kay trading behtar?
    New trading karny waly aksar iss maslay mai confuse rehty hain. kuch expert traders kay khayal mai behtar trading karny ke liye achi baat yeh hai ke traders pehlay forex trading ke learning Karin aur apni trading ke strategy ko devlop Karin .

    apni trading ke strategy ko develop karny ka aik bara faida yeh hota hai ke yeh traders kay trading ke style aur trader ke mizaj aur personality kay mutabiq hoti hai kion ke iss ko traders nay khud apny hisab say develop kiya howa hota hia.

    Lakin kuch traders kay khyala mai ager kisi experience trader ke strategy ko use Karin tu iss ka ziada faida hota hai kion ke iss trah ke strategies pehlaay say tested hoti hai aur experienced traders in per kam b kar rahy hoty hain.

    App k khayal mai kiya trading strategies ko learn karna chaiye ya apni strategy develop kar kay trading behtar hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading strategies learn krna behtar ya apni strategy develop kar kay trading beh

    Assalamualaikum real Forex trading members agar off Forex trading mein members ki ko learn karte hue Forex trading mein knowledge or experience ki application karte ho to aapko zeyada behtar andaaz mein kam waqt mein trading ki understanding ho sakti hai lekin agar aap apni strategies ko develop karke Forex trading main use karna chahte ho to is mein aapko zeyada time lag sakta hai lekin aapko apni strategies mein confidence zyada hoga
    dear Forex trading members aapka main purpose Forex trading learning and experience hona chahie aapko Pakistan Forex forum mein share karda strategies ko use karte hue demo account mein practis krni chahie aur kam waqt mein acche tarike se Forex trading expert aur professional trader banana chahie
    • #3 Collapse

      Re: Trading strategies learn krna behtar ya apni strategy develop kar kay trading beh

      asslam o alikam dost hume is main lerning be krni chaiye apne khud ka experince be market main improve krna chaiye ur hume is main planing k sath kam krna hota hai eik khud k is main strantegy open kr lein os main zada se zada menat krein strategesi open krne se hume faida nai hota ha faida hume tab hi hasil hota ha k agr hum daily apni strantegy k oper work krein gey hume is main soch samj kr kam krna chaiye is main risk kam lena chaiye lalach krein gey tu hamra knowledge hamrey kam nai aye ga is main agr hum acha work krna chahte hein tu os k liye hume is main zada se zada kam be krna chaiye daily analysis o dekhna chaiye
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: Trading strategies learn krna behtar ya apni strategy develop kar kay trading beh

        Strategies learning quick forex trading business start krny ky leay
        Dear members Assalamualaikum Forex trading market ma agr apko quick learning krni hai to apko seniors ki strategies aor guidance sy faida uthana chye trading ky leay apni strategies sy faida uthana chye
        Apni strategies ky leay apko demo platform use krna chye jahan py apko acha tajaruba mil skta hai planning aor strategies ky leay apko aysta aysta learning krni chye aor management sekhni chye trading ky leay apko multiple sources use krny chye trade modify krnq sekhna chye aor trade market ki situation ky hisab sy avail krni chye aor stoploss ky sath scalping krni chye
        • #5 Collapse

          Re: Trading strategies learn krna behtar ya apni strategy develop kar kay trading beh

          Forex trading forum members individual independent trading techniques strategies ko learn karna bahut zaruri haiiske alava aapko dusre trading member ki fitrat jise bhi fayda uthana chahie Pakistan Forex forum mein senior aor junior members apni trading skills strategies aor experience ko share karte hain aapko unki strategies ko bhi samajhna chahie
          Dear members apny knowledge aor apni strategies ka istemal apko zeyada acaha trader bnaata hai apko professional proficiency aor trading tricks sekhata hai
          Marekt ma technical fundamental aor sentimental analysis trading marekt ma trades ko modify krny ma decide krny ma help krta hai.
          Acha kaam achy daam
          • #6 Collapse

            Re: Trading strategies learn krna behtar ya apni strategy develop kar kay trading beh

            Dear traders own trading strategy esi condition me hi develop karny me kamyab ho sakty hey jab traders proper strategies key bary me knowledge aur information hasil karen gey, strategies par agar work karna ham start karen gey to hamy knowledge aur technical information ki bahot zeyda zarorat hoti hay, agar hamary pass knowledge aur technical indicators ka experience ho ga to hi ham apni own trading strategy ki buyad rak sakty hey, own trading strategy ki development etni mushkil nahi hay es key ley traders ko knowledge hasil karny ki bahot zeyda zarorat hoti hay.
            • #7 Collapse

              Re: Trading strategies learn krna behtar ya apni strategy develop kar kay trading beh

              Aap nay aik achay issue pay baat shuru ki hai. ye baat haqeeqat hai kay jab new commers pak forex forum kay zariye forex trading ki taraf aatey hain tou threads aur posts say unhain pata nahi chal raha hota kay pehlay say proved strategies ko follow karain ya phir apni strategies ko develop ker kay trading ki jaey. iss pay tafseel say baat kernay ki zaroorat hai

              Proved strategies

              Agar traders pehlay say proved strategies ko follow kia jaey tou uss kay fawaid bhi hain aur kuch masail bhi aa saktay hain. Proved strategies ko follow kernay ka faida ziada ter new traders ko hota hai kiyu kay unka experience kamm hota hai aur jab tak wo mature nahi ho jaey pehlay proved strategies jo kay senior aur expert traders nay share ki hoti hain unhain follow ker kay profit earn ker saktay hain. New traders ko masail tab atey hain jab wo un strategies ko follow tou kerna chahtay hain magar trading ka knowledge strong na honay ki wajah say ker nahi patey. Iss kay liye learning aur knowledge acha kernay ki zaroorat hoti hai.

              Apni Strategies

              Jab traders kay paas acha experience ho jata hai tou wo apni strategies khud develop ker laitay hain. Apni strategy khud develop kernay ka faida ye hai kay trader ko apnay account ki sahi state ka behtar pata hota hai. Jiss say trader apnay lot size aur stop loss aur take profits ko achi tarah adjust ker kay trades open ker sakta hai. Apni strategy ko develop ker kay trading business mai ziada jaldi growth ki jaa sakti hai
              • #8 Collapse

                Re: Trading strategies learn krna behtar ya apni strategy develop kar kay trading beh

                Dear jab ap kisi aor ki trading strategy par kaam karty hai to aus k baad ap ais mai ho sakta hai k kamyab na ho kun k ap ne ais mai apny hisab se kaam karna hota hai aor ap ko ais mai kisi aor ki trading strategy par kaam karny k liay khud ko change karna parta hai agar ap ais mai kisi aor ki strategy par chalty hai to ap ko masla aata hai ais liay hum ko ais market mai kaam sekh lena chaye aor aus k baad apni trading strategy bana leni chaye ais se hum ko ye faida hota hai k hum ais market mai jab bhi kaam karty hai to hum ko ais mai profit hi hota hai agar hum ais mai achy rules bana lety hai to humri bahot kam trades par loss hota hai aor hum aus par asani se acha profit bana sakty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading strategies learn krna behtar ya apni strategy develop kar kay trading beh

                  Forex trading business may trade lagne say phaly humain apni strategy develop karna bohat zarori hota hai jab tak hum apne goal ko hasil karne Kay liye koi effective strategy na build kar lyn hum easily apne kam pay focus nahi rakh sakty trading may acha profit hasil karne Kay liye strategies ka hona bohat zarori hai jis pay implement karty hoe hum profitable trade karty hian or market ki situation ka analysis or movement ka idea lagna bohat zarori hai is ko analysis karne may strategy bohat ziyda help karti hai hum ik planning karty hain or us planning Kay according forex pay trade lagty hain is tarha humain planning say hat Kay over trade nahi lagty or easily kam profit ho yah ziyda sabar say kam lyte hain trading strategy learn karna bhi bhtr hai mager jab tak hum khud develop nahi karty ziyda awaraness nahi Hoti khud developed karne say humra experience gain hota hai or hum easily market ki situation ko analyze karty hoe trade lagty hain...
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading strategies learn krna behtar ya apni strategy develop kar kay trading beh

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                    New trading karny waly aksar iss maslay mai confuse rehty hain. kuch expert traders kay khayal mai behtar trading karny ke liye achi baat yeh hai ke traders pehlay forex trading ke learning Karin aur apni trading ke strategy ko devlop Karin .

                    apni trading ke strategy ko develop karny ka aik bara faida yeh hota hai ke yeh traders kay trading ke style aur trader ke mizaj aur personality kay mutabiq hoti hai kion ke iss ko traders nay khud apny hisab say develop kiya howa hota hia.

                    Lakin kuch traders kay khyala mai ager kisi experience trader ke strategy ko use Karin tu iss ka ziada faida hota hai kion ke iss trah ke strategies pehlaay say tested hoti hai aur experienced traders in per kam b kar rahy hoty hain.

                    App k khayal mai kiya trading strategies ko learn karna chaiye ya apni strategy develop kar kay trading behtar hai?
                    Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main jab bi trading karny new traders to Mary Khayal main uny experience trader knowledge or experience hasil krna chae ha par is knowledge or experience ko apni strategy k mutabiq use karny to best ho ga q k jab new traders apni strategy banany gy to apna mind use karny agr aik bar loss hota ha to koi masla ni next time is sy bi behtar strategy banany gy or us pe amal karny gy is tahra new traders market ko behtar tahra learning karny gy or uny ache tahra samj aay ge market ki or wo future main successful traders ban saken gy or un ko loss kam sy kam ho ga or ziada profit ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading strategies learn krna behtar ya apni strategy develop kar kay trading beh

                      Other traders ki trading strategies key base par trading karna bilkul be teek nahi hay traders ko self base par hi trading strategies ko develop karna behtar hay es me traders ki mehnat aur us ka trading expernice include hota hay es waja se traders apni jo be strategy banaty hey es ka faida un ko bahot hi zeyda ho sakta hay,

                      Trading strategy ham es condition me hi bana sakty hey jab ham strategy banany key bary me learning karen gey traders ko achi strategy banany key ley sab se pehly acha knowledge aur achi trading practice se experience hona chaye esi base par traders achi trading strategy hi bana sakty hey.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading strategies learn krna behtar ya apni strategy develop kar kay trading beh

                        Assalamu Alaikum dear forest members agar aap Forex ke members strategies ko follow karke reading karna chahte hain to Ek accha Tarika hai isase aap bahut hi kam time mein strategies ko Samajh Kar acchi trading kar sakte hain lekin agar aap apni state ki Banakar usko Amal Mein Lana Chahte Hain To iske liye aapko Jyada time lag Jaega lekin ismein yah hai ki aap ko apni strategy per Jyada conference Hoga aur aapki trading Shayad baithe ho jaaye lekin Mere Khyal se dusre members ki strategy score work Karke unko acche se dekh kar unko practis account mein Jani ke demo account mein use Karke acchi practis ke sath Agar Ham trading Mein istemal karen to yah Kafi Achcha Tarika aur fast tarika hai jisse Ham bahut hi kam time mein trading acche se Sikh sakte hain aur experience ke sath trading Karke Ek bahut hi kam time Mein Ek acchi earning kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading strategies learn krna behtar ya apni strategy develop kar kay trading beh

                          Agar ham log planning Karke trading Karte Hain To Ham Logon Ko iska bahut hi jyada fayda hota hai aur ham log market se Kafi accha profit hassil kar sakte hain isliye Ham Sab logon ko aur trading karke hi hi profit Hustle karna chahie aur ham Logon Ko iska bahut kamyabi se fayda hota rahega
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading strategies learn krna behtar ya apni strategy develop kar kay trading beh

                            dear forex main sab sy pehl aik asi stratgey ko choose karain jis ko ap ko change na karna pare uss kyy bad kabhi bhi apni stratgey ko change nahi karna chaheay kyon ap jiss old stratgey pay kam karty hain uss pay ap nay aik kafi ziada time lagay hota hai jiss ki waja say uss ki logic ko samjhty hain ager app abr bar apni stratgey he change karain gay tu ap ka aik tu time bohut zaya ho ga ar dosra ap ko koi bhi bhi accurate stratgey nahi mily gee kyon ky ap ayy din apni stratgey klo chaneg karain gay aur achi say achi ki tlash main hon gay forex main apni stratgey ko khud acha banna parta hai uss main practice kar k ap ky RSI bhi achi stratgey ho sakta hai ager ap ko uss ki logic samjh main ajy aur ap ki uss main achi tara ay practice ho iss lea a ko kabhi bhi apni sratgey ko bar bar chaneg nahi akrna chaheay balky ussi main change karna chaheay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading strategies learn krna behtar ya apni strategy develop kar kay trading beh

                              Dear friend forex trading main agr ap new han to ap ko learning k ley senior or expert trader ki strategy ko follow karna chae ha us pe kam kar k ap ko kuch he dinu main experience hasil ho ga k wo kase kam karty han or ap ko us sy fayda hua ha k loss or phr ahsta ahsta apni strategy develop kar sakty han phr us ko dakheny k ap ko profit hua ha ya loss agr profit hota ha to us ko jari rakheny agr loss hota ha to us ko dakheny jahan pe galti hue ha or phr us ko sahe kar k phr trading karny or phr result ko dakheny is tahra ap ka knowledge or experience auto pe ziada hota jay ga or ache or expert trader ban jany gy or phr ap easily apna strategy develop kar sakeny gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X