As-salamu alaykum Main Jis tarike se kam kar raha hun aaj main use share karna chahta hun firstly Main Apne daily basis ke forum ki posting ke target ko pura karta hun aur jab Mujhe train Lagana hota hai tu sabse pahle main market ko open karta hun aur vahan per candlesticks ke zhou patterns Najar a Rahe hote hain Unka Jyada Leta Hun aur FIR Forex news ki taraf Padta hun wahan se check karta hun ki news kab Aane Wali Hai Aur Main FIR apni trade ko open kar deta hun tradeco open kar dene ke Kuchh der bad main online seniors ke analyse read karna Shuru kar deta hun Agar Mujhe Lage Ki Main Apni trade Sahi Lagaye hai to open Nahin deta hun Nahin to Thode Se last Mein Hi cross kar deta hun
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим